Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

!!-In The Spotlight-!!-Jums-!!

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • !!-In The Spotlight-!!-Jums-!!

    Asslmaalikum
    Members kya hal hain....Pegham interview spot main aik naye mehman hain aaj.....
    Interview main aap jab chahein sawal kar sakte hain.......main 20 questions karon ga 10 pehele aur 10 baaad main.......is doran aap Humare in spotlight Mehman se sawa laat kar sakte hain :p
    Yeh interview 26 of December ko khatam ho ga yani ke yeh interview 10 days ka hay :)
    Note:- Gher zaroori sawalat karne se ijtinab karein
    Attached Files
    Allah

  • #2
    Re: !!-In The Spotlight-!!-Jums-!!

    :welcome: jums
    Aaap kay liay Questions lay ker aate hon mai abhe :D:

    Comment

    • #3
      Re: !!-In The Spotlight-!!-Jums-!!

      Assalam.o.Aleikum
      Jums ji :welcome: :insha: main bhi kuch Q aap say poochun gi but kuch Interview read kar nay k baad hi Q poochun gi..:) wish u good luck.:thmbup:
      :roseENIGMA:rose

      Comment

      • #4
        Re: !!-In The Spotlight-!!-Jums-!!

        Originally posted by Adnan

        ........
        Attached Files
        Last edited by Yaaram; 15 December 2005, 21:57.

        Comment

        • #5
          Re: !!-In The Spotlight-!!-Jums-!!

          Originally posted by aik_lerki
          :welcome: jums
          Originally posted by aik_lerki
          Aaap kay liay Questions lay ker aate hon mai abhe :D:
          jee zaroor aap bhi questions ley kar aaye :D:

          Comment

          • #6
            Re: !!-In The Spotlight-!!-Jums-!!

            Originally posted by hayaa_n
            Assalam.o.Aleikum
            Jums ji :welcome: :insha: main bhi kuch Q aap say poochun gi but kuch Interview read kar nay k baad hi Q poochun gi..:) wish u good luck.:thmbup:
            jee zaroor aap bhi questions poochaye gha :D: and thanks for wishing me

            Comment

            • #7
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: !!-In The Spotlight-!!-Jums-!!

                Assalaam o alekum,

                Junaid miyaan spotlight mien aapko dekh ker bahoot khushi hoo rahi hai aur aapke jawaabaat ki pehli qist bhi behud pasand aayi khushi huee aapko jaan ker :D: hum bhi Q karien gey Inshaah Allaah khush rahien
                :tang: RISK IS MY BUSINESS

                DANGER IS MY GAME

                DONT PLAY WITH ME
                BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                Comment

                • #9
                  Re: !!-In The Spotlight-!!-Jums-!!

                  welcome jums

                  mmm mai b kosish karongi aap se sawal karne ki :D

                  Comment

                  • #10
                    Re: !!-In The Spotlight-!!-Jums-!!

                    Assalam.o.aleikum
                    Jums ji aap ka interview read kar rahi hun...acha lag raha hay....

                    Q) Pakistan ki life main aur Pardais main life guzarnay main aap ko kiya farq laga hay?

                    Aap Beroon-e-Mulk life guzarnay ko ABB tarjeeh detey hain ya kay Pakistan ja kar zindagi guzarnay ko tarjeeh deingay?Plz Dono surat-e-haal main apni tarjihaat ki wazahat bhi kijiye ga... Bouhat Shukriya..:)
                    :roseENIGMA:rose

                    Comment

                    • #11
                      Re: !!-In The Spotlight-!!-Jums-!!

                      .........
                      Attached Files
                      Allah

                      Comment

                      • #12
                        Re: !!-In The Spotlight-!!-Jums-!!

                        Welcome Mr. Junaid (Jums), Interview Spot pe aap ko dekh kar badi khushi huwi.

                        To shuru kartey hain...agla padao

                        1.) Aap ne sirf Intermediate karke business sambhal liye aur badi jaldi shaadi kar li, jab ke aap ka DOB 1980 hai, kyon ?

                        2.) Aap ne ab tak kitney ladkiyon (girls) ko chat ke liye invite kiya hai.

                        3.) Kis actors actresses ki filmey dekhna pasand karte hain

                        4.) What color of your back (Aapke peechey ka rang kaisa hai) this is I.Q.

                        5.) Define Coefficient or Correlation.

                        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                        Comment

                        • #13
                          Re: !!-In The Spotlight-!!-Jums-!!

                          1-define IT ... lol
                          IT Short for Information technology, and pronounced as separate letters, the broad subject concerned with all aspects of managing and processing information, especially within a large organization or company. Because computers are central to information management, computer departments within companies and universities are often called IT departments. Some companies refer to this department as IS (Information Services) or MIS (Management Information Services). Information Systems Techniciansjee yeh waqayi mera shauq hai....Planets ke baray mei mujhe kuch ilm nahi hai :donno: magar kabhi kisi bhi planet mei zindagi ke asraat paaye gaaye tu mei waha zaroor jaana pasand karonga

                          4-apna din aap preplan guzaratey hein ya bas guzar jata hai??

                          ->bus aisay hi guzar jaata hoo koi advance plan nahi hota

                          Comment

                          • #14
                            Re: !!-In The Spotlight-!!-Jums-!!

                            Originally posted by hayaa_n
                            Assalam.o.aleikum
                            Jums ji aap ka interview read kar rahi hun...acha lag raha hay....

                            Q) Pakistan ki life main aur Pardais main life guzarnay main aap ko kiya farq laga hay?

                            Aap Beroon-e-Mulk life guzarnay ko ABB tarjeeh detey hain ya kay Pakistan ja kar zindagi guzarnay ko tarjeeh deingay?Plz Dono surat-e-haal main apni tarjihaat ki wazahat bhi kijiye ga... Bouhat Shukriya..:)

                            Q) Pakistan ki life main aur Pardais main life guzarnay main aap ko kiya farq laga hay?

                            Pakistan ki zindagi mei aur pardes ki zindagi mei bara farq hai jaisay ke
                            *rahan sehan ka
                            *khaanay peena ka
                            *bol chaal ka

                            Q) Aap Beroon-e-Mulk life guzarnay ko ABB tarjeeh detey hain ya kay Pakistan ja kar zindagi guzarnay ko tarjeeh deingay?

                            Apnay mulk mei

                            Comment

                            • #15
                              Re: !!-In The Spotlight-!!-Jums-!!

                              Originally posted by Spy009
                              Welcome Mr. Junaid (Jums), Interview Spot pe aap ko dekh kar badi khushi huwi.

                              To shuru kartey hain...agla padao

                              1.) Aap ne sirf Intermediate karke business sambhal liye aur badi jaldi shaadi kar li, jab ke aap ka DOB 1980 hai, kyon ?

                              2.) Aap ne ab tak kitney ladkiyon (girls) ko chat ke liye invite kiya hai.

                              3.) Kis actors actresses ki filmey dekhna pasand karte hain

                              4.) What color of your back (Aapke peechey ka rang kaisa hai) this is I.Q.

                              5.) Define Coefficient or Correlation.

                              1.) Aap ne sirf Intermediate karke business sambhal liye aur badi jaldi shaadi kar li, jab ke aap ka DOB 1980 hai, kyon ?

                              Aray kiya jaldi shaadi karna mana hai.... waisay DOB ke hisaab se mei 25 saal ka hogaya hoo....:) asal mei masla sirf itna tha ke bahir mulk ke mahool ke hisaab se meri ammi jaan ko khatra tha kehi mera sapoot bighar naa jaaaye tu unho ney meri shaadi khaana abaadi karwadi :D

                              2.) Aap ne ab tak kitney ladkiyon (girls) ko chat ke liye invite kiya hai.

                              kitni larkiyu ko chat ke liye invite kiya hai hmmmmmmm :cc: aaj tak iska computer per hisaaab nahi rakha hai :D

                              3.) Kis actors actresses ki filmey dekhna pasand karte hain

                              Actor mei Amir Khan aur Actress mei Prity zinta

                              4.) What color of your back (Aapke peechey ka rang kaisa hai) this is I.Q.

                              Pata nahi :donno:

                              5.) Define Coefficient or Correlation.

                              Coefficient

                              a constant number that serves as a measure of some property or characteristic

                              Correlation
                              The relationship between two variables during a period of time, especially one that shows a close match between the variables' movements. For example, all utility stocks tend to have a high degree of correlation because their share prices are influenced by the same forces. Conversely, gold stock price movements are not closely correlated with utility stock price movements because the two are influenced by very different factors. The concept of correlation is frequently used in portfolio analysis

                              Comment

                              Working...
                              X