Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*In the Spotlight*~Me Here*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: ~*In the Spotlight*~Me Here*~









    Me Here
    IN THE SPOTLIGHT







    Glade to know about you





    Comment


    • #62
      Re: ~*In the Spotlight*~Me Here*~

      Originally posted by Me Here View Post
      :D.......:D

      URDU ADAB se mera matlab kahaniyan,novels n mushkil urdu perhna tha
      poetry bhi mujeh sirf wo pasand hai jo mujeh samajh aye....:D
      like Iqbal uncle ko aj tak main samajh hi nahi pae :tauba
      waaasy point apne accha note kara:blush:
      but i hope ab clear ho gya ho ga:lpop:

      lolzZ nahi........mujeh sach mai....Autumn buhat buhat buhat pasand hai
      i just love the leaves when they fall on earth........
      i really get a fascination
      or visualize karoon.........to ik sakoon sa milta hai
      her taraf autumn trees.........beech mai ik rasta........her taraf khaamoshi.......or main akeeli wahan :blush:
      it seems to b so peaceful......
      okz jee admit jee admit
      my next question
      1aap nayy ans 19 main kahaa haiii kehh aap boht sensitive hain meree samjh main yehh nahee aataaa aaakhir yehh larkian hee kuun itnaa sensitve hotee hain mard kuun nahee aree babaa jiss larkee see poochoo wahee bollee gee main boht sensitve hoo why is it?
      2 khizzaan kee tarahh aap koo waqtt bhee raat 12 kee baad kaa pasand hainn kahenn yehh bhee khood koo differnet show kernee kee koshish to nahee
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment


      • #63
        Re: ~*In the Spotlight*~Me Here*~

        Originally posted by sccorpion81 View Post
        Assalam O Alaikum

        Welcome On the Spot light Me Here

        Are Yahan Interview Change bhi ho gya aur mujhe pata bhi nahein chala..main tu waise hi chakar lagane aaya tha ... tu pata chala... aur Miss Shumaila aap ne tu jawab bhi tha tha ker k day diey zara sab ki welcome tu wasool ker laitien :khi: :khi: (kidding) .... Bhot acha laga aap k bare main jaan ker .... aur sab say bari khushi yeh jaan ker k aap Islamabad say tualuq rakhti hain...main tu samjha tha k PG per koee member Islamabad wala hai hi nahein sab khariyan say hi start hote hain ....:khi: mujhe swalat ki kuch ziyada adat nahien hai..bas aap ka interview perhoon ga chupke chupke agar koee baat zahan main aaieee tu zaroor poochoon ga...Behappy always..:) :phool:

        Walikum Assalam!

        Buhat Shukerya Yasir Bhai 4 Such A NIcoo Welcome!:salam:

        :D :D :D......maine socha welcome hi hoota raha to main dheeli perr jaaon gi balky ziada phail jaaon gi so better to answer 1st :D :kr:

        lolzZ....waasy ab to mujeh bhi kharyan jaany ka shok ho gya hai :D

        okz.......this is nice :lpop: :D
        ALWAYS KHUSH RAHYYE Bhai:salam:
        ALLAH TAALA apko buhat khushian dain Ameen!:)

        Comment


        • #64
          Re: ~*In the Spotlight*~Me Here*~

          Originally posted by sumera View Post








          Me Here
          IN THE SPOTLIGHT







          Glade to know about you






          wow wat a nicoo welcome :blush:
          thx 4 such a greatoo welcome sis
          n np.com 4 being late as it is not muuuch late :wk
          anyhow KHUSH RAHYYE

          Comment


          • #65
            Re: ~*In the Spotlight*~Me Here*~

            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
            okz jee admit jee admit
            my next question
            1aap nayy ans 19 main kahaa haiii kehh aap boht sensitive hain meree samjh main yehh nahee aataaa aaakhir yehh larkian hee kuun itnaa sensitve hotee hain mard kuun nahee aree babaa jiss larkee see poochoo wahee bollee gee main boht sensitve hoo why is it?
            2 khizzaan kee tarahh aap koo waqtt bhee raat 12 kee baad kaa pasand hainn kahenn yehh bhee khood koo differnet show kernee kee koshish to nahee

            :blush: :blush:

            lolzZ.......waaasy honestly saying ye buhat baraa fact hai......or apko pata hai mujeh ye cheez nahi pasand.......sensitive sirf is hadd tak hoona chahye k ap rishtoon ko samjhin,caring hoon,honest hoon.......
            itna nahi hoona chahye k chooti chooti baatin itni bari tensions bann jain......a person have to suffer through depression sirf is lye k wo feel ker jata hai......:)

            or ye ALLAH TAALA ki taraf se by nature hai k gals buhat sensitive hooti hain n boys careless.......this iz a fact......:)

            :D :D.........nahi 12 o clock.......mai ik sakoon hai......or sumtimes sabse teasing bhi yahi waqt hoota hai :kr:

            KHUSH RAHYYE
            n thx 4 going through my interview :D

            Comment


            • #66
              Re: ~*In the Spotlight*~Me Here*~

              aik baat pochni hai....humain nahin samajh aati...aap samjha dain
              aksar loag humaray piyaar aur khullos ko forgranted laitay hain.....
              unhain kaisay ehssas dilaya jai.....is khulooos ki ehmiyat kaa...

              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment


              • #67
                Re: ~*In the Spotlight*~Me Here*~

                Originally posted by Aabgina View Post
                aik baat pochni hai....humain nahin samajh aati...aap samjha dain
                aksar loag humaray piyaar aur khullos ko forgranted laitay hain.....
                unhain kaisay ehssas dilaya jai.....is khulooos ki ehmiyat kaa...

                Mujeh accha lga apka ye ques....or thx k apne mujeh is qabil samjha k main iska reply karoon:)

                Sis....jab hum kise k lye caring hoty hain........poory khuloos n pyaar k sath apni poori honesty k saath....to it may hapen k next person uski qadar na ker paye.....q k majority logoon ki ye nature hai k wo qadar nahi ker paaty q k wo cheez unhe mil rahi hooti hai.......qadar tab aati hai jab wo cheez KHUDANAKHASTA chin jae ya paas na rahy.....ya next person ki carelessness se bezaar ho ker caring person bhi careless ho jae

                ap jinky sath honest hain....loving hain caring hain.......ap yaqeenan un logoon ko pasand kerti hain.....so ap q khud ki feelings change karin?:)
                next person kab tak for granted ley ga......?
                shuro mai apko thoora compromize kerna ho ga but in the end u ll get the output.......INSHALLAH.......:)

                or ik cheez.........doosroon se koshish karin k xpect nahi karin:)
                i know mushkil hai kise hadd tak na mumkin bhi......per koshish kijiye thoori used to ho jin gi.....:)

                then Duaon per n Waqt per choor dijiye ur problem ll surely b solved INSHALLAH:)

                KHUSH RAHYYE ALWAYS

                Comment


                • #68
                  Re: ~*In the Spotlight*~Me Here*~

                  Originally posted by Me Here View Post
                  Walikum Assalam!



                  lolzZ..........maine kise ko bataya hi kab?:D
                  khud hi 2nd uni gae
                  khud hi admission liya
                  then Family ko in4m kiya k ab koi rooky ga nahi :D
                  phir bhi My Bro used to say tum pagal ho choor do.....is se behter hai


                  ye ziada acchi baad hai.....k dono meri field ki hain.......ager kabhi banking sector join kerna para to kaam aye ga

                  2. lolzZ nopes.....yahi to i was thinking k physically ab kiya likhoon.....:D
                  Fairy likh deti hoon lolzZ
                  anyhow.......nature wise
                  kaafi linient hoon
                  thoori tameez daar:blush:
                  daant buhat nikalte hain :D
                  sharam zara nahi aati :comfort:
                  ghussa.....kabhi kabhi aata hai :tasali:


                  ji np.com :lpop:

                  Salam again:wk

                  Glad to know kah hum dono Pagal kay khitab hasil kar chukay ha:kr: :kr: :kr:
                  Ya ap kasi fairy hain jinhay sharam zara nhi ati:khi: :kr: :kr:

                  Ap apni studies ko kasay manage karti ho? koi khas tareqa parhnay ka?

                  ap ka pala frustration se zayda parta ha ya kam?:pagal:

                  Har waqt halat-e-hazra aur News Views dekh kar parh kar ap tang nahi ati?:tauba aur phir sir dard nahi hota?

                  khabi koi khatrnaak kam kiya ?

                  next thori dair baad:phool:

                  Comment


                  • #69
                    Re: ~*In the Spotlight*~Me Here*~

                    Originally posted by Me Here View Post
                    Mujeh accha lga apka ye ques....or thx k apne mujeh is qabil samjha k main iska reply karoon:)

                    Sis....jab hum kise k lye caring hoty hain........poory khuloos n pyaar k sath apni poori honesty k saath....to it may hapen k next person uski qadar na ker paye.....q k majority logoon ki ye nature hai k wo qadar nahi ker paaty q k wo cheez unhe mil rahi hooti hai.......qadar tab aati hai jab wo cheez KHUDANAKHASTA chin jae ya paas na rahy.....ya next person ki carelessness se bezaar ho ker caring person bhi careless ho jae

                    ap jinky sath honest hain....loving hain caring hain.......ap yaqeenan un logoon ko pasand kerti hain.....so ap q khud ki feelings change karin?:)
                    next person kab tak for granted ley ga......?
                    shuro mai apko thoora compromize kerna ho ga but in the end u ll get the output.......INSHALLAH.......:)

                    or ik cheez.........doosroon se koshish karin k xpect nahi karin:)
                    i know mushkil hai kise hadd tak na mumkin bhi......per koshish kijiye thoori used to ho jin gi.....:)

                    then Duaon per n Waqt per choor dijiye ur problem ll surely b solved INSHALLAH:)

                    KHUSH RAHYYE ALWAYS
                    Sara howa jawab bilkul sara howa

                    Comment


                    • #70
                      Re: ~*In the Spotlight*~Me Here*~

                      Me Here ji app ki lye sawalat ki sath hazir hoo :)

                      1. Din mein PC kitney hours key liye use kerti ho :hhh:
                      2. Gift dena acha lagta hey ya lena :hhh:
                      3. Koi Aisa Khawab ko Haqeeqat bana ho :hhh:
                      4. Zindagee guzarney ka koi aik asul jis per amal kartii ho :hhh:
                      5. Are u a Good cook :hhh:
                      6. Your Fav Dress :hhh:
                      7. Kisi country kee leadership miley to konsa country hona chahiye aur konsa department :hhh:
                      8. Koi isa kaam jis per fakhar (proud) ho app ko :hhh:
                      9. Isa jaga jaha jana hamesh acha lagta ho :hhh:
                      10. Apni koi aisy tareef jo hamesh yaad raha ho?

                      thanks dear.. be happy :phool:
                      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                      :pr:

                      Comment


                      • #71
                        Re: ~*In the Spotlight*~Me Here*~

                        Originally posted by TheMask View Post
                        Sara howa jawab bilkul sara howa

                        Shumaila sis aap is baat ka jawab dai dain tu main..mazeed baat karon gi:)
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment


                        • #72
                          Re: ~*In the Spotlight*~Me Here*~

                          Originally posted by Me Here View Post
                          :blush: :blush:

                          lolzZ.......waaasy honestly saying ye buhat baraa fact hai......or apko pata hai mujeh ye cheez nahi pasand.......sensitive sirf is hadd tak hoona chahye k ap rishtoon ko samjhin,caring hoon,honest hoon.......
                          itna nahi hoona chahye k chooti chooti baatin itni bari tensions bann jain......a person have to suffer through depression sirf is lye k wo feel ker jata hai......:)

                          or ye ALLAH TAALA ki taraf se by nature hai k gals buhat sensitive hooti hain n boys careless.......this iz a fact......:)

                          :D :D.........nahi 12 o clock.......mai ik sakoon hai......or sumtimes sabse teasing bhi yahi waqt hoota hai :kr:

                          KHUSH RAHYYE
                          n thx 4 going through my interview :D
                          ok jeee samjhh aa gaieeeeee
                          aaj sirf eik sawaal poochon gaa
                          yeh Looolzz kiss kaa mukhafaff haii
                          aorr kaheen yehh aap kaaa takiaa kallam to nahee
                          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                          Comment


                          • #73
                            Re: ~*In the Spotlight*~Me Here*~

                            :phool: Welcome

                            Me Here

                            On The

                            *Spotlight*
                            :phool:

                            Comment


                            • #74
                              Re: ~*In the Spotlight*~Me Here*~

                              Originally posted by fari View Post
                              Salam again:wk

                              Glad to know kah hum dono Pagal kay khitab hasil kar chukay ha:kr: :kr: :kr:
                              Ya ap kasi fairy hain jinhay sharam zara nhi ati:khi: :kr: :kr:

                              Ap apni studies ko kasay manage karti ho? koi khas tareqa parhnay ka?

                              ap ka pala frustration se zayda parta ha ya kam?:pagal:

                              Har waqt halat-e-hazra aur News Views dekh kar parh kar ap tang nahi ati?:tauba aur phir sir dard nahi hota?

                              khabi koi khatrnaak kam kiya ?

                              next thori dair baad:phool:

                              Walikum Assalam Again :wk

                              Arrry pagal to buhat chota munna chunna sa laqab hai :donno: ise tarah k buhat se laqab roz hi milty hain :blush: per shhhhh:shh: aise baatin raaz hi rahin to

                              lolzZ....Papa ki Fairy hoon na......kuch bhi ker sakti hoon:D :lpop:
                              or aj kal sharam ko side per rakh ker ghussy ki shamat ai hoi hai:lpop:

                              lolzZ ye poochye meri studies kese mujeh manage ker leeti hain
                              koi specific tareeqa to nahi......
                              bus jab perhti hoon to kuch nahi kerti......:embarasse
                              room band
                              or most of the times main apna room nahi choose kerti warna books se sara dihaan room decoration per chala jata hai or phir mat pochin aise aise superb ideas aaty hain k :blush: perhne ko dil hi nahi kerta :kr:
                              mujh jese person k lye......store room mai perhna chahye

                              kaafi ziada wasta rehta hai sis......Frustation ko ap meri friend hi samjhye:blush:
                              per phir 4 the time being hooti hai
                              n main khud hi khud ko is mai se nikaalti hoon

                              lolzZ ye ik nihayat hi accha sawal hai :phool: or mufeed bhi :khi:

                              actually kaafi interest hai us side per to bore nahi hooti :)
                              balky ap yaqeen karin gi k TV bhi ager kabhi main dekhoon to just ARY1 GEO n AJ ki news.....:D
                              itni sarrr chuki hoon main dunya mai a ker :kr:

                              boring lgta hai per sirf tab jab continously bad news sun'ny ko milin specially suicide attacks news or ise tarah ki or
                              mujeh TAJZIYA Nigaaron ko sun'na buhat accha lgta hai......:thmbup:
                              or ik raaz ki bat bataon?
                              jab main "khawateen ki chilmen"
                              "ehsas e muhabbat"
                              n "gupshup"..............in mai se kise ka bhool ker rukh ker loon na to samajh jaya karin bacchi bore ho gae hai:slap:

                              yupz kaafi baar kiya per ik to aisa yaad hai k bhool hi nahi sakta
                              ik baar evening class thi uni mai.......summer tha........main kaafi ugtae hoi thi perh perh ker to 20 mins ki break hoi coz 3 hrs ki class thi.......to class k bahir hamari uni k coridaur mai ik grill c hai n it was 2nd floor
                              to maine soocha k grill taap jati hopon thori neend hi ur jae gi to maine yahi kiya .........phir sabne mana kiya k q k grill ki us side just itni jaga thi jahan apk pair (feet) a sakty n thatz all.........jab main wapis palti k abhi i m feeling fresh to i got sum stiffness in my back muscles n phir 10 dayz ka leave liya tha uni se :D
                              it was quite very dangerous doosri side girti to sirr to con4m phat'ta kiya pata main hi na bachti :tauba
                              or 10 dayz tak neend nahi ai thi itna dard tha :D
                              apko bhi ager kabhi nend bhagani ho........u can try :D

                              okz........KHUSH RAHIN :blush:

                              Comment


                              • #75
                                Re: ~*In the Spotlight*~Me Here*~

                                Originally posted by TheMask View Post
                                Sara howa jawab bilkul sara howa
                                ye jawab unk lye tha jo for granted lete hain
                                kise ki care n pyaar ki qadar hi nahi ker paaty
                                or is mai kiya sarra hoa tha........:pagal:

                                maine to un se itna hi kaha k apni acchi feelings like love n care ko bilkul mat khatam karin.........unhe time dain or un se kuch xpect na karin
                                ye xpect na karny wali advice hai buhat acchi per honestly saying is per amal ho hi nahi sakta.....:)
                                1% tak ho sakta hai is se ziada nahi

                                apko q mera reply sarra hoa laga?:)
                                ye to unhe bhi sarra hoa nahi lgna chahye jo sach mai 4 granted lete hain n care nahi kerte

                                Comment

                                Working...
                                X