Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: *~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

    Originally posted by khan View Post
    AOA,

    Aap kia pochain ge:cc:


    Sohail Abbasi.
    kissi se kuchh pochhna kon sa mushkil kaam hia g,jawab dena mushkil ho jata hai akser

    Comment


    • #47
      Re: *~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

      :rose :salam: nice Breez bohot acha interwive tha
      KOI TO HO :dua

      Comment


      • #48
        Re: *~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

        :em:Wow !!!!:wk bohat maza aya apkay saray reply parh kar Saba ji:khi: :khi: :khi:
        :hug:

        mai apki Waqt ki pabandi ki nasihat hamesha yaad rakhon gi:blush: :kr: ...
        wasay maina tu ap se kafi asaan sawal pouchay hian:devilsmil.jin se ap hargiz maskook zahir nahi hoi:kr: :kr: :kr: :dance:bas ap kay jawabat se kuch kuch maskok , khoofnak maloom hoi hian:bhago:

        App tu waqi bari achi ha:ff:.....itnay achay andaz ma har kesam kay jawaz paish kar khud ko maskook honay se ap nay har tarhan se bacha liya:em: :kr: :kr:

        Wasay mujhay bhi yaad nahi parta kah ap nay khabi kaha ho kah ap Masood bhai ki shasiyat se mutasir hoi ha khabi.............per ya chonkay hum sab ka man' na ha kah shrou shrou ma har koi galatfahmi ka shikar hohi jata ha:kr: :kr: :kr: :kr: :kr: (just kidding) ...agar seedha jawab cahiya tu woh ap ki gues ki gai dosri option ha

        App mujh se mutasir hain ya kasay ho sakta ha???:donno: Mai heran tu hoi hon per sath apse hamdard bhi ho rahi ha kiun kah dar ha kahin ya reply parh kar sab members ko apki dimagi halat per shak na hojay:kr: :kr: :kr:
        wasay maina tu abhi tak apka kuch bhi nahi bigara:kr: :kr:
        khair thanks anyways:phool: ...wasay mujh se mutasir ap kiun hoi ? aur kasay hoin?
        is kay sath sab ko woh baat bhi bata dain jes ko apnay dhamki samjh kar mujhay kiun pouchnay se mana kiya ha:lpop: ? kiun kah mai khud bhi jana na chahti hon kah woh kiya baat ha:kr: :kr: :kr:

        Comment


        • #49
          Re: *~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

          bohat shukriya shararti pari :rose
          aap ke 40 questions ke answers tou hum ney dey diye hai har uss tafseel ke saath jitni zaroori lagi
          ab agar uss ke baad aap hum se phir woh kyu (dhamki wala sawaal) karey tou 41 question hue na . :tasali:
          jabkey aap ko sirf 40 ki limit di hui hai . :eye:
          abhi itni ziyadati tou na karey :pagal:
          bohat mehnat kar wali hai aap ney hum se
          bohat acha laga hume aap ka cute sa reply:clap:
          hamesha khush rahiye aur rakhiye waqt ki pabandi ke saath
          kya samjhi :mm:
          humari nazar se dekhiye khud ko kya nahi hai aap mein dusrey ko impress karney ke liye
          waise hai kya ? :donno:
          don't mind love u :rose
          Last edited by refreshing_breeze; 17 March 2007, 13:02.
          :rose Refreshing_breeze :rose

          Comment


          • #50
            Re: *~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

            Originally posted by refreshing_breeze View Post
            I hope u will enjoy it :rose
            Salam breeze!

            I really enjoyed reading all the answers A-Z, i really liked your natural way of answering :thmbup:

            sirf do cheezein kahun gi

            - aap ki zindagi ka asool
            • doosron ko khush rakhein beyshak aap khush hon ya na hon
            ye bohot payara asool hai leykin ......is leykin key baad bohot kuch hai kehney ko magar chalein issey yaheen khatam kerti hun warna kahani lambi ho jaye gi ....ye waqai aik bohot payara asool hai:thmbup:


            ALlah T'ala aap ko khush rakhey issi tarhan ---with "cool hai Zindagi" :)

            :rose
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #51
              Re: *~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

              Refreshing Breeze sahiba boht acha interview boht acha khyalat :salam:
              MASHALLAH aap kai sara jawat boht acha tha
              aap kai sara jawabt sai mai 100 % agreed ho ..sari batain apna match ki hai :wk ... ab is ko maska.com na samjna its reality and i like to say it .

              aap ka interview kafi interesting tha warna 40 sawalat kai jawabat

              khair boht maza aya
              han ek baat jub aap ka interview kai 15 jawabat parha tu dil mai ek bai qarari si peda hogaye kai ek sawal pocho aap sai jald az jald but kaha her bar scroll karta tha is ommeed sai kai last sawal tha but kahan Fari jee nai b nahi chora :D:
              khair sub sai pehla tu mai mazrat khwah ho kai roman urdu mai likh raha ho Office mai ho and Inpage nahi hai so sorrrrrrrrrrrrrrry for that
              well agar muj sai pehla yeh sawal kiise nai pocha ho tu on sai b mazrat khwah ho well waisay mai nai kisie kii reply nahi parhi ...
              well bus ab or sorrie nahi karna warna sari reply hi sorrie sorrie hojayegi


              Sawal kuch yun hai kai 40 Sawal dekh kar aap ko kaisa laga i mean os time aap ki feeling kya thi ??
              Fari Jee par ghusa aya ya...?????

              dosra sawal yun hai kai sawalat kai jawabat likhna kaliy aap nai konsa time choose kiy , total kitna time laga jawabat daina mai , and bech mai aap nai kya kya kiy akhir itna mushkil parcha aya tha . .??

              AKhri Sawal yeh hai kai jub jawabat pora kar diy and post b kar diy tu kaisa feel horaha tha ??

              chalain ek last bus is kai bad nahi karonga sawal theek hai na han ..tu akhri sawal yeh hai kai jub aap sai koi naraz ho jaye tu osay kaisa manati hain muhtarma ?????

              bus doston boht hogaya sawalat waisay thora fazool typ kai hai par pata nahi kyu mera pochna ka man kar raha hai ...

              well refreshing Sahiba its up to u jub aap answer daina chahain ..answer dai ya na dain ...
              hamara dil mai aap ki respect kam nahi hogi :)
              and once again boht hi zabardust interview Imaan sai keh raha ho maska nahi laga raha :lpop:
              ok take care bye
              Allah hafiz


              Comment


              • #52
                Re: *~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

                mujhe ap ka interview bohat pasand aya...ek dum refreshing laga....
                ap jitni naughty hain utni hi sensible b hain....overall nice views
                sigpic

                Comment


                • #53
                  Re: *~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

                  aap ka interview parha...bohot he maza aayan :D ...aap ke baare mai jaan kar bohot khushi hoe :phool: .......ab ham sab ke baari hai sawaal karne ke..mai jald apne sawaloo ke saath hazir ho ge....:lpop:
                  sigpic


                  Comment


                  • #54
                    Re: *~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

                    Originally posted by شاھین View Post
                    Refreshing Breeze sahiba boht acha interview boht acha khyalat :salam:

                    MASHALLAH aap kai sara jawat boht acha tha
                    aap kai sara jawabt sai mai 100 % agreed ho ..sari batain apna match ki hai :wk ... ab is ko maska.com na samjna its reality and i like to say it .

                    aap ka interview kafi interesting tha warna 40 sawalat kai jawabat

                    khair boht maza aya
                    han ek baat jub aap ka interview kai 15 jawabat parha tu dil mai ek bai qarari si peda hogaye kai ek sawal pocho aap sai jald az jald but kaha her bar scroll karta tha is ommeed sai kai last sawal tha but kahan Fari jee nai b nahi chora :D:
                    khair sub sai pehla tu mai mazrat khwah ho kai roman urdu mai likh raha ho Office mai ho and Inpage nahi hai so sorrrrrrrrrrrrrrry for that
                    well agar muj sai pehla yeh sawal kiise nai pocha ho tu on sai b mazrat khwah ho well waisay mai nai kisie kii reply nahi parhi ...
                    well bus ab or sorrie nahi karna warna sari reply hi sorrie sorrie hojayegi


                    Sawal kuch yun hai kai 40 Sawal dekh kar aap ko kaisa laga i mean os time aap ki feeling kya thi ??
                    Fari Jee par ghusa aya ya...?????

                    dosra sawal yun hai kai sawalat kai jawabat likhna kaliy aap nai konsa time choose kiy , total kitna time laga jawabat daina mai , and bech mai aap nai kya kya kiy akhir itna mushkil parcha aya tha . .??

                    AKhri Sawal yeh hai kai jub jawabat pora kar diy and post b kar diy tu kaisa feel horaha tha ??

                    chalain ek last bus is kai bad nahi karonga sawal theek hai na han ..tu akhri sawal yeh hai kai jub aap sai koi naraz ho jaye tu osay kaisa manati hain muhtarma ?????

                    bus doston boht hogaya sawalat waisay thora fazool typ kai hai par pata nahi kyu mera pochna ka man kar raha hai ...

                    well refreshing Sahiba its up to u jub aap answer daina chahain ..answer dai ya na dain ...
                    hamara dil mai aap ki respect kam nahi hogi :)
                    and once again boht hi zabardust interview Imaan sai keh raha ho maska nahi laga raha :lpop:
                    ok take care bye
                    Allah hafiz

                    thank u very much shaheen for liking the interview.
                    ab jaldi se aap ke jawabaat
                    40 sawalaat dekh kar thori der ke liye mere hosh urr gaye the, because life mein sab se ziyada mushkil kaam jo mujhe lagta hai woh hai izhar . mein iss field mein bohat ziyada nalaik hoo. bohat saarey sawaalat par tou shuru se samajh hi nahi ayi ke reply ka karoo gi . bohat martaba sar pakaar kar beth gayi thi. bohat gehrai mein apne andar jhankna para tha. rahi baat ghusse ki tou woh mein pehle bhi bataa chuki hoo ke woh mujhe zara kamm hi aata hai lekin jab bhi aata hai ghazab ka aata hai .
                    fari par bilkul ghussa nahi aya kuch sawaalat parh ke bohat pyaar aya un par.

                    jawabaat meine bohat thake hue zehan se diye hai . 9:30-6 pm ki tough job ke baad . aap keh saktey hai ke ghar pohanch kar jo sab se pehla kaam kiya hai woh hai apney system par beth kar interview par kaam shuru .

                    mujhe iss mein 5 din lage hai. aur second last day tu mein subha 2 baje tak iss par kaam kar rahi thi . mama mujhe dekh dekh kar bohat pareshaan ho rahi thi. meri thaki hui haalat par unhe bohat tarass aya aur apna khayal na rakhney ki wajah se bohat dant bhi pari. agar mind fresh hota tou kaam aur bhi acha ho sakta tha . lekin guzare laik tou bana hi diya hai . aap yeh andaaza lagao ke in 5 days mein meine computer ki shakal kamm se kamm 12 hours to dekhi hai daily basis par.

                    dekho yeh mananey wala kaam mere hisse mein bohat kamm aata hai. aur bohat hadd tak depend karta hai ke roothney wala mere dil ke kitne qareeb hai . agar jaldi na maaney tou mein khud naaraz ho jati hoo aur dusre ki mushkil ghari shuru ho jati hai , phir mama sifarish karti hai tou mera mood bahaal hota hai .kissi ko bohat kamm naraaz honey deti hoon. waise aapis ki baat hai mananey ke liye meri ek smile hi kafi hai .
                    kya samhjhe?
                    :rose Refreshing_breeze :rose

                    Comment


                    • #55
                      Re: *~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

                      Originally posted by refreshing_breeze View Post
                      bohat shukriya shararti pari :rose
                      aap ke 40 questions ke answers tou hum ney dey diye hai har uss tafseel ke saath jitni zaroori lagi
                      ab agar uss ke baad aap hum se phir woh kyu (dhamki wala sawaal) karey tou 41 question hue na . :tasali:
                      jabkey aap ko sirf 40 ki limit di hui hai . :eye:
                      abhi itni ziyadati tou na karey :pagal:
                      bohat mehnat kar wali hai aap ney hum se
                      bohat acha laga hume aap ka cute sa reply:clap:
                      hamesha khush rahiye aur rakhiye waqt ki pabandi ke saath
                      kya samjhi :mm:
                      humari nazar se dekhiye khud ko kya nahi hai aap mein dusrey ko impress karney ke liye
                      waise hai kya ? :donno:
                      don't mind love u :rose

                      wasay ha kiya:mm: ? iss ka kia matlaab ha ........mai tu abhi 40 aur sawal karnay wali hon:blush: aur woh sawal meri tarf se hongay ya sawal tu pegham ki tarf se maina kiya thay abb ap ko hum sab member ko jawabdah hona paray ga:D :kr:

                      So best of luck:wk dearooo :phool:

                      Comment


                      • #56
                        Re: *~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

                        bohat shukriya shararti pari
                        right now mujhe good luck & best wishes ki bohat zaroorat hai.
                        examination hall mein ek bechara & masoom single candidate aur examiner sarey ka saara pegham
                        ya Ilahi meri madad kar ke iss imtehaan mein kaamyaab ho jaao .
                        :dua
                        :rose Refreshing_breeze :rose

                        Comment


                        • #57
                          Re: *~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

                          Originally posted by refreshing_breeze View Post
                          thank u very much shaheen for liking the interview.
                          ab jaldi se aap ke jawabaat
                          40 sawalaat dekh kar thori der ke liye mere hosh urr gaye the, because life mein sab se ziyada mushkil kaam jo mujhe lagta hai woh hai izhar . mein iss field mein bohat ziyada nalaik hoo. bohat saarey sawaalat par tou shuru se samajh hi nahi ayi ke reply ka karoo gi . bohat martaba sar pakaar kar beth gayi thi. bohat gehrai mein apne andar jhankna para tha. rahi baat ghusse ki tou woh mein pehle bhi bataa chuki hoo ke woh mujhe zara kamm hi aata hai lekin jab bhi aata hai ghazab ka aata hai .
                          fari par bilkul ghussa nahi aya kuch sawaalat parh ke bohat pyaar aya un par.

                          jawabaat meine bohat thake hue zehan se diye hai . 9:30-6 pm ki tough job ke baad . aap keh saktey hai ke ghar pohanch kar jo sab se pehla kaam kiya hai woh hai apney system par beth kar interview par kaam shuru .

                          mujhe iss mein 5 din lage hai. aur second last day tu mein subha 2 baje tak iss par kaam kar rahi thi . mama mujhe dekh dekh kar bohat pareshaan ho rahi thi. meri thaki hui haalat par unhe bohat tarass aya aur apna khayal na rakhney ki wajah se bohat dant bhi pari. agar mind fresh hota tou kaam aur bhi acha ho sakta tha . lekin guzare laik tou bana hi diya hai . aap yeh andaaza lagao ke in 5 days mein meine computer ki shakal kamm se kamm 12 hours to dekhi hai daily basis par.

                          dekho yeh mananey wala kaam mere hisse mein bohat kamm aata hai. aur bohat hadd tak depend karta hai ke roothney wala mere dil ke kitne qareeb hai . agar jaldi na maaney tou mein khud naaraz ho jati hoo aur dusre ki mushkil ghari shuru ho jati hai , phir mama sifarish karti hai tou mera mood bahaal hota hai .kissi ko bohat kamm naraaz honey deti hoon. waise aapis ki baat hai mananey ke liye meri ek smile hi kafi hai .
                          kya samhjhe?
                          :em:Very very much
                          kai aap nai mera sawalat ki qadar ki or jawabat diy :) :salam::rose

                          boht acha mujjhay tu perh ker dukh b hoa and khushi b hoi
                          chalain pehla dukh batata ho woh is baat par kai aap thaki ....aram kiy baghair jawabat daina par lag gaye not gud ...rest ker laiti tu acha hota or b acha jawabat daiti :zuban: ab b boht boht acha hia :masha

                          khushi is baat par kai aap ki himat dekh ker kai aap raat 2 bajay tak jawabat par lagi rahi ,...waisay sahi kaha Jawabat daina mujhay b boht mushkil lagta hai .........................

                          boht khob once again thanks khush rahoo
                          take care
                          bye :salam:

                          Comment


                          • #58
                            Re: *~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

                            GOOD to know about u breeze....be blessed
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #59
                              Re: *~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

                              Originally posted by refreshing_breeze View Post
                              bohat shukriya shararti pari
                              right now mujhe good luck & best wishes ki bohat zaroorat hai.
                              examination hall mein ek bechara & masoom single candidate aur examiner sarey ka saara pegham
                              ya Ilahi meri madad kar ke iss imtehaan mein kaamyaab ho jaao .
                              :dua

                              :tasali: hosla rakhiya :wk Mai hoon na nahi bhi pas hoi tu ma pass karwadon gi:D

                              pehlay tu meray sawalat ka jawab dain:khi:
                              • un 40 sawalat ma se kon say sawal sab se acha laga? jes ka jawab dainay ma ap ko muskil paish aiy:D ? kon se sawal ka jawab dainay ma maza aya?
                              • Ap jab khush hoti hain tu kiya karti hain chikhay marti hain , ya friends se share karti hian?
                              • Apna pasandeeda shair sunaiya?
                              • app pegham per designing kiun nahi karti:donno: ?

                              Comment


                              • #60
                                Re: *~*In the Spotlight*~*~Refreshing Breeze~*~

                                AOA,

                                G fari g aap nain hai:tauba main hoon na rahyi baat sawalaat ki wo ache hain:D:


                                Sohail Abbasi.
                                Apna haq ada karo.

                                Comment

                                Working...
                                X