Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~In The Spotlight: WAFA~*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: ~*~In The Spot Light: WAFA~*~

    Originally posted by Wafa View Post
    acha to pher theek hai.....:D atleast 51 change kar do....ye na ho sab samjhe main may me 51 ke ho ge....:kr: :kr:
    :hehe::kr:
    Okz dear wo change ker dijieey :lpop:
    sigpic

    Comment


    • #62
      Re: ~*~In The Spot Light: WAFA~*~

      Originally posted by Wafa View Post
      ji nahi :lpop: ....mughe to ye 40 se bhi ziada lage.:embarasse ....aap apne 10 sawaal aik sawaal kar ke pooch lejea ga....:D
      ager ziada lagtay thay tu xenya ko kehna tha ke 10 question he karay
      :thmbup:

      Comment


      • #63
        Re: ~*~In The Spot Light: WAFA~*~

        Originally posted by yellowsky View Post
        :a stick:
        Yeh kia tareeka he :na:

        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
        :tauba :tauba La Haul humnay aisa kab kaha
        her baat ulti samjh aatee hay aapki ulti khopri ko :a stick:
        Ager yeh interview spot na hota to mein bohat achay achay jawaab bhi de sakta tha
        :thmbup:

        Comment


        • #64
          Re: ~*~In The Spot Light: WAFA~*~

          Mariam Ghulam Qadir...aap ka interview perha...sub se pehli baat jo mein ne note ki...wo yeh ke aap ne sawaalon ke jo jawaab diye hein un ki numbering ulti ki...yaani 15 ko 51 type ki numbering ki...anyways yeh to kabil-e-maafi mistake he

          aap ke saaray sawalon ke jawaab simple se hein, in mein se aap ki uniqeness ka idea nahi hota...aap ne apnay jawaab homeopathic manner mein diye...lolz....infact PG pe jitni bhi larkiyan hein sub se ager yahi sawaal kiye jaein ge jawaab aap ke jawabaat se miltay jultay he aaein ge...aur aisa lagay ga jese her larki he wafa he ya her larki he fari he ya eesha he...

          Khair itna idea ho gaya ke aap cool personality hein...i will come up with some other questions to know more about you...khush rahiye
          :thmbup:

          Comment


          • #65
            Re: ~*~In The Spot Light: WAFA~*~

            Boht acha laga ap ka intrvew per key... sawalon ke jawabat boht Decent hayn.. boht jald kuch sawalat me b karon ga ap sey.. or ap k bary main mazeed janany ka muka mily ga. Be Happy...
            Life is more strict than a teacher
            A teacher teaches a lesson
            and takes an exam.
            But life takes an exam
            and then teaches a lesson

            Comment


            • #66
              Re: ~*~In The Spot Light: WAFA~*~

              Originally posted by Wafa View Post
              :lpop:


              :clap:
              buht achay aur simple answers diye hain Wafa perh kay acha laga......:hug:
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment


              • #67
                Re: ~*~In The Spot Light: WAFA~*~

                waiasay agar koi khwamkhwah hi aap ko tang karay.....
                aap say badtameezi karay....aur woh aap say umar mein bara ho
                tu phir aap kia karain gi....aisay loagon kay baray mein kia khayal hai jo khud apni izzat kho daitay hain dosroN ki nazroon mein
                aisay cheapsters say nimatnay ka koi tareeqa
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment


                • #68
                  Re: ~*~In The Spot Light: WAFA~*~

                  Very nice wafa gee. ap k bary main mazeed jaan ker buhat acha laaga to main aap sy sirf 2 swal pochonga....

                  1 apni apni kismat kiun likha hay aap ny title main?
                  2 jawabat kee tarteeb k nomber kaisy diy hian?

                  Comment


                  • #69
                    Re: ~*~In The Spot Light: WAFA~*~

                    Originally posted by Rida View Post
                    waiasay agar koi khwamkhwah hi aap ko tang karay.....
                    aap say badtameezi karay....aur woh aap say umar mein bara ho
                    tu phir aap kia karain gi....aisay loagon kay baray mein kia khayal hai jo khud apni izzat kho daitay hain dosroN ki nazroon mein
                    aisay cheapsters say nimatnay ka koi tareeqa
                    zindagi mein pehli baar aap ko baat kerte huay dekh raha hon warha aap ko hameesha nice sharing pe he iktefa kerti hein :khi:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #70
                      Re: ~*~In The Spot Light: WAFA~*~

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      ager ziada lagtay thay tu xenya ko kehna tha ke 10 question he karay
                      ab sawaal ziada nahi lag rahe kyu ke jawaab de dea hai na.... waise Xenya ne to 40 sawaal kea....aap ko kam lage..chale wo kasar baake members poori kar de ge sawaal kar ke.....:D

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Mariam Ghulam Qadir...aap ka interview perha...sub se pehli baat jo mein ne note ki...wo yeh ke aap ne sawaalon ke jo jawaab diye hein un ki numbering ulti ki...yaani 15 ko 51 type ki numbering ki...anyways yeh to kabil-e-maafi mistake he

                      aap ke saaray sawalon ke jawaab simple se hein, in mein se aap ki uniqeness ka idea nahi hota...aap ne apnay jawaab homeopathic manner mein diye...lolz....infact PG pe jitni bhi larkiyan hein sub se ager yahi sawaal kiye jaein ge jawaab aap ke jawabaat se miltay jultay he aaein ge...aur aisa lagay ga jese her larki he wafa he ya her larki he fari he ya eesha he...

                      Khair itna idea ho gaya ke aap cool personality hein...i will come up with some other questions to know more about you...khush rahiye
                      me ne bhi post karne ke baad note kea...ke kuch mistake hai numbering me :embarasse lekin ab nahi change karne wali :na: ..ab sab ko aise he bardast karna ho ga....:khi:

                      ji haa...mere jawab kaafi simple hai kyu ke me khud bhi aik simple se larki hoo :blush: ..aap ke sawaalo ka wait rahe ga....khush rahe...:)

                      sigpic


                      Comment


                      • #71
                        Re: ~*~In The Spot Light: WAFA~*~

                        Originally posted by ASAD View Post
                        Boht acha laga ap ka intrvew per key... sawalon ke jawabat boht Decent hayn.. boht jald kuch sawalat me b karon ga ap sey.. or ap k bary main mazeed janany ka muka mily ga. Be Happy...
                        shukriya asad parhne ke lea...ji haa aap bhi zaroor sawaal kejea...aap bhi khush rahe....:D:

                        Originally posted by Rida View Post
                        :clap:
                        buht achay aur simple answers diye hain Wafa perh kay acha laga......:hug:
                        thanks dear ....so nice of u.....:phool:
                        sigpic


                        Comment


                        • #72
                          Re: ~*~In The Spot Light: WAFA~*~

                          Originally posted by Rida View Post
                          waiasay agar koi khwamkhwah hi aap ko tang karay.....
                          aap say badtameezi karay....aur woh aap say umar mein bara ho
                          tu phir aap kia karain gi....aisay loagon kay baray mein kia khayal hai jo khud apni izzat kho daitay hain dosroN ki nazroon mein
                          aisay cheapsters say nimatnay ka koi tareeqa
                          agar koi khwamkhwa tang kare chahe wo bara ho ya chotato..badtameezi badtameezi hote hai ..me pehlo to ignore karne ki kosish karo ge..lekin agar pher bhi baaz na aae to offcourse sahe sunao ge ....chahe wo umer me bara he kyu na ho.....jo khud apne izat nahi karte, loog bhi un ke izat nahi karte.....aise logo per hairat hote hai...pata nahi wo kia sabit karna chahte hai :budhu: ...is se nematne ka tareeka to aik he hai....:slap:
                          Last edited by Wafa; 10 February 2007, 12:44.
                          sigpic


                          Comment


                          • #73
                            Re: ~*~In The Spot Light: WAFA~*~

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Yeh kia tareeka he :na:
                            Aap theek baatein kiya karein to phir theek tareekey sey pesh aya ja sakta hai :P
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #74
                              Re: ~*~In The Spot Light: WAFA~*~

                              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                              :lol:
                              hota hay aissa bhi

                              wessay hum numbering dekh k bhi heran huey thay :mm:

                              answer number 39 ko 93 dekh k ...humein khyal aaya aey bachi baychare se kya 100 question ker liey Xenya nay
                              to mujhey kyun danda deykha rahi hain :(
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • #75
                                Re: ~*~In The Spot Light: WAFA~*~

                                Originally posted by Khalil View Post
                                Very nice wafa gee. ap k bary main mazeed jaan ker buhat acha laaga to main aap sy sirf 2 swal pochonga....

                                1 apni apni kismat kiun likha hay aap ny title main?
                                2 jawabat kee tarteeb k nomber kaisy diy hian?
                                shukriya khalil ji....

                                1...apni apni kismat is lea likha hai ke pehle me kabhi shikwa karte the ke mere kismat me aisa kyu hoa, waisa kyu hoa.....lekin ab jaan gae ho jis ke kismat ma jo hai wo ho kar rahe ga aur wahe us ke lea behtar hai.....:)
                                2 numbering me mugh se inpage me likhte waqt mistake ho gae :D ....koi jawaab uper neeche nahi..sab line me dea hai....1 to 40....:lpop:
                                sigpic


                                Comment

                                Working...
                                X