Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: ~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

    Originally posted by ASAD View Post
    VERY GOOD..... QNO4.. KA answer par ker ik advise hay tumary liya. k Tolia ke jaga ab pani sey b nahana shrow kar doo.. itne sarde nahe hy...mujy pata hy tum tolia gila kar ke mun per maar lety ho...

    :kr: :kr: :kr: :kr: abb tu toliya bhi ap se panah mangta hoga ...

    App kay saray jawabat parhay ...bohat achay tukay maray hain ap nay meri baytukiyon per:zuban: .........mai abb hazir hoti hon kuch jawabat kay sawalat lay kar:khi: :khi: :khi:

    Comment

    • #77
      Re: ~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

      Originally posted by fari View Post
      :kr: :kr: :kr: :kr: abb tu toliya bhi ap se panah mangta hoga ...

      App kay saray jawabat parhay ...bohat achay tukay maray hain ap nay meri baytukiyon per:zuban: .........mai abb hazir hoti hon kuch jawabat kay sawalat lay kar:khi: :khi: :khi:
      je je ye mera tolia hy koi aap k sar ki joeen naheen hian jo nasal dar nasal se wahan abad hain:D ..
      baqi raha aap ki bongy sawalon ka momala to hameen shidat se intizar hy aap ki aik bar phir bay tukion ka...:lpop:
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment

      • #78
        Re: ~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

        Originally posted by aabi2cool View Post
        . kaya aap ko akeela kaam kerna acha lagta hay ya team work.?

        kaam ki noeat par depond karta hy.....
        • kia aap mood aap kee personality per efect kerta hay?
        • han kabhi kabhi jab mood sakht off ho...
        • kia aap faisla kerty wakat sochty hian ya bus aisy hee?
        • je main bohat souch samjh kar fesla karta hon..
        • kia aap samjti hian k loag aap per trust ker sakty hain?
        • je han bilkul 100%
        herat ki baat hai :mm: our sochne wali b
        HAVE A NICE DAY

        ہمیں یہ گمان کہ چاہا ہمیں زمانے نے
        عزیر سب کو تھےمگر ضرورتوں کی طرح

        Comment

        • #79
          Re: ~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

          Originally posted by aabi2cool View Post
          je bilkul aap zaroor parhiye aur parh kar phir mujh se discuss bhi kareen k kaya acha laga mujhy intizar rahy ga aap ki ray ka aur han agar aap k pass naheen hy to main bijhwa don meri zati library main moujood hy ...
          INSHALLAH perrhney k baad zaroor discuss karen gay but pata nahi kab perrhney ko miley. yahan urdu books dhondhna bhi problem he hai. Thank u so much ager ham wahin Pakistan mein hote tou koi prob nahi tha ya khareed letey ya aap say mangwa leaitey but :( kher hamari agli book list mein ye bhi shamil ho gae :)
          "All I have learned from Life is that I know nothing."

          Comment

          • #80
            Re: ~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

            Originally posted by Gul-e-Lala View Post

            oh ho to kaya aap pakistan main naheen hain tay fiar kithy hain aap?
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #81
              Re: ~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

              aap k sab jawabat parrhey aur bhot acha laga. humain lagta hai aap zindagi k akser maamlat ko cool mindedly aur soch samjh ker deal kerte hain. esay he aik baat zehan mein aae socha aap ki raye leni chaye k aap es barey mein kiya sochte hain. ham nay note kiya hai k hamari society mein males khud jitna merzi perrh likh jayen lakin they dont like educated ladies as life partner. aap ka kiya khyal hai ye baat sahi hai aur kyun?
              "All I have learned from Life is that I know nothing."

              Comment

              • #82
                Re: ~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

                Originally posted by aabi2cool View Post
                oh ho to kaya aap pakistan main naheen hain tay fiar kithy hain aap?
                sahi poochen tou akser ham apney aap ko khala(space) mein mehsoos kerte hain :khi: aur country ki baat karen tou ham UK mein ain
                "All I have learned from Life is that I know nothing."

                Comment

                • #83
                  Re: ~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

                  Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                  sahi poochen tou akser ham apney aap ko khala(space) mein mehsoos kerte hain :khi: aur country ki baat karen tou ham UK mein ain
                  saheeh kaha aap ny hamary liaye to uka yani aap ka uk space main hi hy...
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #84
                    Re: ~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    saheeh kaha aap ny hamary liaye to uka yani aap ka uk space main hi hy...
                    nahi tou. yahan itne pakistanis hain k lagta hai UK Pak k parros mein hai
                    "All I have learned from Life is that I know nothing."

                    Comment

                    • #85
                      Re: ~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

                      Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                      aap k sab jawabat parrhey aur bhot acha laga. humain lagta hai aap zindagi k akser maamlat ko cool mindedly aur soch samjh ker deal kerte hain. esay he aik baat zehan mein aae socha aap ki raye leni chaye k aap es barey mein kiya sochte hain. ham nay note kiya hai k hamari society mein males khud jitna merzi perrh likh jayen lakin they dont like educated ladies as life partner. aap ka kiya khyal hai ye baat sahi hai aur kyun?
                      je aap ki baat bilkul theek hy aur is ki aik main wajha to parhny likhny k bawajood shaoor ki kami hy aur dosri bari wajha mard aur urat ka fitri taluq hy jis main mard khud ko hameesha se urat par bartar sabit karny k chakron main rehta hy.....bus is waqat to mery zehan main yehi do bateen aaien aap ka kaya khial hy?
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #86
                        Re: ~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        je aap ki baat bilkul theek hy aur is ki aik main wajha to parhny likhny k bawajood shaoor ki kami hy aur dosri bari wajha mard aur urat ka fitri taluq hy jis main mard khud ko hameesha se urat par bartar sabit karny k chakron main rehta hy.....bus is waqat to mery zehan main yehi do bateen aaien aap ka kaya khial hy?
                        ji ye waquii behtreen analysis hai thankooo lakin ye soch kitni ghalat hai na
                        "All I have learned from Life is that I know nothing."

                        Comment

                        • #87
                          Re: ~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

                          Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                          ji ye waquii behtreen analysis hai thankooo lakin ye soch kitni ghalat hai na
                          han wo to hy ....
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #88
                            Re: ~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            han wo to hy ....

                            ager aap k pass time hua tou es baat per apni zati raye detail mein dijiye ga. ham nay tou ye jana hai k log taleem sirf degrees k liye hasil kerte hain shaoor k liye nahi.
                            once again thank u k aap ney hamari baton ka jawab diya:)

                            "All I have learned from Life is that I know nothing."

                            Comment

                            • #89
                              Re: ~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

                              Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                              ager aap k pass time hua tou es baat per apni zati raye detail mein dijiye ga. ham nay tou ye jana hai k log taleem sirf degrees k liye hasil kerte hain shaoor k liye nahi.
                              once again thank u k aap ney hamari baton ka jawab diya:)
                              aslamo alykom,
                              moaf kijiye ga time to mery pass waqe hi naheen hy kion k is mah se dresy quran k sath sath dresy fiqa aur derse hadeeth bhi shoru karna hy aur ye sab threds inpage par likh k lagany hoty hain tak aap sab saheeh tarah se faida utha sakeen is liye main wada naheen karta k is baat par tafseli guftgo karon ga kion k abhi aap ka aik mozu pehly se hi meri taraf udhar hy ....agar waqat mila to guftgu kareen gay.....:rose
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              • #90
                                Re: ~*~In the Spotlight ABBI2COOL Jee~!~

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                aslamo alykom,
                                moaf kijiye ga time to mery pass waqe hi naheen hy kion k is mah se dresy quran k sath sath dresy fiqa aur derse hadeeth bhi shoru karna hy aur ye sab threds inpage par likh k lagany hoty hain tak aap sab saheeh tarah se faida utha sakeen is liye main wada naheen karta k is baat par tafseli guftgo karon ga kion k abhi aap ka aik mozu pehly se hi meri taraf udhar hy ....agar waqat mila to guftgu kareen gay.....:rose
                                oh sure no problem.there is no urgency. no worries. aap apni due jobs poori kerye es topic per phir kabhi baat karen gey :)

                                Working...
                                X