Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight~*~Asad~*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: In The Spotlight~*~Asad~*~

    [quote=Khalil;237606]
    Welcome
    :masha :masha

    thank you khalil..:jazak: :jazak:
    [QUOTE]a man of lettersWelcome Lala..... mujhay Interview ki zaroorat naheee. Aaaap ki woh kon sii baat hai jo mai nahee jaantaaaaaaa.....Aghar aaap jhoot bolay gay tou mai sub ko bataonn ga.......
    thnxx shahbaz... theek hay Jo kahon ga such kaho ga such k siwa or kuch nahe kahoon ga...........:salam: :)
    [QUOTE]aabi2cool
    aj khushiyan dy naal meno char gay ny haal wey....
    kaya baat hy mera yaar aya hy aaj hot seat py....
    :salam: Thank you mery Yaar aabi2
    [QUOTE]
    munda_sialkotyhmmm...yaar tu to bohat naik bucha he, bulke beeba bucha he :blush:

    Acha laga tumhara interview perh ke
    Thank you yaar aamir :rose
    [QUOTE]Eshaa_wellwisher
    Adaab!!!!

    bohat khoob ..achha laga ap k baaray mein jaan kar:rose ..khasay beebay se bachay hain aap to....wesay hamein lagta bhi tha:)

    Thank you Eshaa ji :rose
    [QUOTE]09-05-2006 08:34 PMzeeshanWelcome ASAD bahi :rose

    sorry mein late ho giya :embarasse

    aap ka int. perha bht hi acha laga aap kie bare mein jan kie :rose aap kie sadah tabiyat tu bht hi ache lage :rose Allah aap ko ap kie maqsad mein kamiyab kare Aameen :rose
    Thank you Brother :) :rose mera INT.. passand krny ka shukria:)
    Life is more strict than a teacher
    A teacher teaches a lesson
    and takes an exam.
    But life takes an exam
    and then teaches a lesson

    Comment


    • #32
      Re: In The Spotlight~*~Asad~*~

      Originally posted by ASAD View Post
      Dear Friends..... Rida ji k 40 Questions ka jawab de hi dya main ny
      :)
      Assalaam-0-Alaikom
      Asad...buht acha laga...aur khushi hoi aap kay baray main jaan kar.:)...aaap waqi buht simple. ..aur suljhi hoi shakhsiyat kay malik hain....ALLAH TALAA aap ko khush rekhay.....:dua

      ab 40 questions khatam ho chukay hain.......members bhi sawal kar saktay hain Asad say:lpop:
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #33
        Re: In The Spotlight~*~Asad~*~

        Originally posted by Rida View Post
        Assalaam-0-Alaikom
        Asad...buht acha laga...aur khushi hoi aap kay baray main jaan kar.:)...aaap waqi buht simple. ..aur suljhi hoi shakhsiyat kay malik hain....ALLAH TALAA aap ko khush rekhay.....:dua

        ab 40 questions khatam ho chukay hain.......members bhi sawal kar saktay hain Asad say:lpop:
        Thank you Rida :rose Allah ap ko b bohat khush rakhy.. theek hayn main ready hon jo b member muj sey sawal pochna chahy poch sakta hay..:)
        Life is more strict than a teacher
        A teacher teaches a lesson
        and takes an exam.
        But life takes an exam
        and then teaches a lesson

        Comment


        • #34
          Re: In The Spotlight~*~Asad~*~

          Adaab!!!
          Ahan aap ney to bare jalde jaldee jawab de dieey .......:masha bohat simple nature hay aapki:) ..Allah aapko khush rakhay... :dua
          Hum bhi haazir hon gay, kuch sawalon k saath ...lekin abhi nahin :wk
          sigpic

          Comment


          • #35
            Re: In The Spotlight~*~Asad~*~

            Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
            Adaab!!!
            Ahan aap ney to bare jalde jaldee jawab de dieey .......:masha bohat simple nature hay aapki:) ..Allah aapko khush rakhay... :dua
            Hum bhi haazir hon gay, kuch sawalon k saath ...lekin abhi nahin :wk
            Thank you very much Eshaa ji :rose Allah ap ko be bohat kush rakhy.....:dua main intzaar kraoon ga ap k sawlat ka..:shh: and i know abe ap boht busy hayn...office ka kam jo karna hota hy Ghar main a ker :wk
            Life is more strict than a teacher
            A teacher teaches a lesson
            and takes an exam.
            But life takes an exam
            and then teaches a lesson

            Comment


            • #36
              Re: In The Spotlight~*~Asad~*~

              man!

              Comment


              • #37
                Re: In The Spotlight~*~Asad~*~

                Originally posted by vagabond View Post
                man!
                samj nahe aee yaar ?:cc:
                Life is more strict than a teacher
                A teacher teaches a lesson
                and takes an exam.
                But life takes an exam
                and then teaches a lesson

                Comment


                • #38
                  Re: In The Spotlight~*~Asad~*~

                  aap ke jawab parhe ,bohot khushi hoe aap ke baare me jaan kar:) ........kaafi simple personality hai aap ki.:eye:...Allah aap ko hamesha khush rakhe :dua ..... chale mere kuch sawal hai un ke jawab de........:lpop:

                  1)aap ka best friend koon hai?
                  2)aap ko apne koon se adat bohot buri lagte hai......
                  3)aap ke 3 wishes koon se hai....:dua
                  4)agar aap ke bhai ya behen naraaz ho jae ...to kaise manate hai....:D
                  5)aap ke hobbies kia hai.........
                  sigpic


                  Comment


                  • #39
                    Re: In The Spotlight~*~Asad~*~

                    Salam Asad bhai

                    Answer of question no. 14 ke liye sab se pehle salute karta hoon



                    Kuchh ultey sidhey sawal iss naa chiz ka bhi hai...

                    1.) Aap din ka agaaz Quran aur qarat se kartey hain, barai meharbani yeh batayen ke "Authentic Hadith" kitney aur koun koun hain.?

                    2.) Quran Sharif mein koun saa surah bina بـسم الله الــرحـمن الـرحـيم ke shuru hota hai?

                    3.) Allah ek hai hai, phir log "God Bless You" kyon kahtey hain, "God Blesses You" kyon nahin.?

                    4.) Aap ke peechhey ka rang kaisa hai (It's IQ)

                    5.) Divide 60 by half, add 10, what the result.?

                    6.) Kis mahoor shayer (poet) ka naam ASAD tha ?

                    Continue...
                    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                    Comment


                    • #40
                      Re: In The Spotlight~*~Asad~*~

                      [quote=Wafa;241104]
                      aap ke jawab parhe ,bohot khushi hoe aap ke baare me jaan kar:) ........kaafi simple personality hai aap ki.:eye:...Allah aap ko hamesha khush rakhe :dua ..... chale mere kuch sawal hai un ke jawab de........:lpop:
                      thank you wafa. Allah ap ko b bohat kush rakhy ameen:dua



                      1)aap ka best friend koon hai?
                      mera best friend Khalil..hy or aabid be kuch kam nahe.:wk

                      2)aap ko apne koon se adat bohot buri lagte hai......
                      mujy jo apne adat bure lagte hay wo apne chezzon ko kahe rakh kr bhool jata hun

                      3)aap ke 3 wishes koon se hai....:dua
                      apny waldyn k sath Haj per jana..2 bohat acha fastbowler banana.3 duniya ke sayr karna

                      4)agar aap ke bhai ya behen naraaz ho jae ...to kaise manate hai....:D
                      main behn bhaion main sab sey chota hun is liya muj sey kam he naraz hoty hayn. wasy ager mare ghalte ho to mafee mangh leta hun :)

                      5)aap ke hobbies kia hai.........
                      Music. computer. teddy bears akhty karna :wk
                      Life is more strict than a teacher
                      A teacher teaches a lesson
                      and takes an exam.
                      But life takes an exam
                      and then teaches a lesson

                      Comment


                      • #41
                        Re: In The Spotlight~*~Asad~*~

                        [quote=Spy009;241113]Salam Asad bhai

                        Answer of question no. 14 ke liye sab se pehle salute karta hoon
                        thank you spy bhai.:rose
                        ap ney to mera test he lena shrow ker dia :wk




                        Kuchh ultey sidhey sawal iss naa chiz ka bhi hai...

                        1.) Aap din ka agaaz Quran aur qarat se kartey hain, barai meharbani yeh batayen ke "Authentic Hadith" kitney aur koun koun hain.?
                        ap ney jo sawal pocha hay os mai confusion hy :cc: k ap ki apochna chah rahy hain. sawal k mutabik ap ney sahe Hadith k bary main pocha hay ke koun koun se hain to bhai sahe Hadith to la tadad hyn jo k boht sey Muhadseen ney apne apne kitabon main nakl ke hayn.haan ager ap yeh pochna chah rahy hayn k ziada sahe Hadith kin kitabon sey milte hyn os ka jawab yeh hy SIH-E-SITTA.

                        2.) Quran Sharif mein koun saa surah bina بـسم الله الــرحـمن الـرحـيم ke shuru hota hai?
                        sora Tuba

                        3.) Allah ek hai hai, phir log "God Bless You" kyon kahtey hain, "God Blesses You" kyon nahin.?
                        spy Bhai english ka to pata nahe Quran pak main Allah pak ney apny bary main wahid or Jama dono seghy istmal kiy hayn..

                        4.) Aap ke peechhey ka rang kaisa hai (It's IQ)
                        main pechy mur kar nahe dekhta..

                        5.) Divide 60 by half, add 10, what the result.?
                        12:cc:

                        6.) Kis mahoor shayer (poet) ka naam ASAD tha ?

                        Continue...
                        MIRZA GHALIB :)
                        Life is more strict than a teacher
                        A teacher teaches a lesson
                        and takes an exam.
                        But life takes an exam
                        and then teaches a lesson

                        Comment


                        • #42
                          Re: In The Spotlight~*~Asad~*~

                          :) Sorry Bahi Main Zara Late Pohncah
                          magar phir bhi aap ko welcome karta hoooooon
                          mujhy interview se bohat dar lagta hai hehehehheh

                          aap ko lagta hai
                          Attached Files
                          Har-Fun-Moula

                          Comment


                          • #43
                            Re: In The Spotlight~*~Asad~*~

                            Originally posted by Hamsafar View Post
                            :) Sorry Bahi Main Zara Late Pohncah
                            magar phir bhi aap ko welcome karta hoooooon
                            mujhy interview se bohat dar lagta hai hehehehheh

                            aap ko lagta hai
                            Thank you Hamsafar..:rose itna dar to nae lagta intrvew say.lakin jesy sawal Spy bhai ney pochy hain abe dar lagny lag gya hy :wk
                            Life is more strict than a teacher
                            A teacher teaches a lesson
                            and takes an exam.
                            But life takes an exam
                            and then teaches a lesson

                            Comment


                            • #44
                              Re: In The Spotlight~*~Asad~*~

                              [quote=ASAD;241151][quote=Spy009;241113]Salam Asad bhai

                              thank you spy bhai.:rose ap ney to mera test he lena shrow ker dia :wk
                              Abhi to shuru kiya hoon...janab


                              ap ney jo sawal pocha hay os mai confusion hy :cc: k ap ki apochna chah rahy hain. sawal k mutabik ap ney sahe Hadith k bary main pocha hay ke koun koun se hain to bhai sahe Hadith to la tadad hyn jo k boht sey Muhadseen ney apne apne kitabon main nakl ke hayn.haan ager ap yeh pochna chah rahy hayn k ziada sahe Hadith kin kitabon sey milte hyn os ka jawab yeh hy SIH-E-SITTA.
                              Mera matlab tha...Sahi Bukhari Sharif, Muslim Sharif, Ibn Katheer, Tirmidhi..jo sahabae karim r.a. ne Nabi Karim SAW ke daur mein qalamband kar liyie thay...
                              sora Tuba
                              :clap:
                              spy Bhai english ka to pata nahe Quran pak main Allah pak ney apny bary main wahid or Jama dono seghy istmal kiy hayn..

                              main pechy mur kar nahe dekhta.. 12:cc:
                              The color of wall sitting in your room...jo samney ki deewar ka rang hai wahi rang peechey hai

                              MIRZA GHALIB :)
                              Correct
                              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                              Comment


                              • #45
                                Re: In The Spotlight~*~Asad~*~

                                Asad bhai to chaltey aagey...kuch ultey sidhey sawalon ke saath...


                                1.) Ghadi (watch) ke advertisement mein 10:10 hi kyon dikhaya jata hai?

                                2.) Digital ghadi mein kitna baje ka waqt hoga ke ussey mirror (ayena) mein bhi dekhney per wahi waqt batayega.?

                                3.) Duniya mein sabse bada hospital kis mulk mein aur kahan hai ?

                                4.) Duniya mein sabse zyadah hospital kis mulk mein hai ?

                                5.) Define money
                                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                                Comment

                                Working...
                                X