Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~* Ummid *~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

    Originally posted by ummid
    ikhtelaaf is liye hain ke hume us ki girlfriend zara bhi acchi nahi lagti:lpop: ....na sirf hume balke humare big bro ko bhi nahi acchi lagti:na: ....aur us ka dressing style bilkul "Tapori" type hai.:tauba ..no dressing sense...aisi hi choti choti baatei hain jin se ikhtelafat chalte rehte hain...

    Aap ki itela ke liye arz hai ke hum apni school ke basket baal team ke captain reh chuke hain per us fracture ne bauhat takleef di thi aur hum aik bhi khail mein shareek na ho sake....lakeen ab koi dukh nahi...soachte hain jo bhi howa accha hi howa...:khi:

    hum sub chocolate khate hain....hume manane ka aasan tareeqa yahi hai ke humare bhai hume chocolate la ker de daite hain ya hotel mein fruit salad with ice cream khilane le ker chale jaate hain...:khi:
    kyoon bhai ki girlfriend ki kaak mooti he ya aankhein baingi hein :khi: mumbai mein rehta he to style pe farak to paray ga hi :khi:

    ahan...to aap basket ball ki captain reh chuki hein weldone :thmbup: larkiyoon mein sports ki taraf tendency kuch kum hi hoti he...basketball mein ne aaj tak nahi kheeli, lekin kabi kabi highlights dekh leta hoon...waise mein bhi apne college ki cricket team mein captain reh chuka hoon

    Fruit salad icecream wali :ahhh: fruit salad ki had tak to theek he...yani aap ko icecream ka bhi kafi shook ho ga
    :thmbup:

    Comment

    • #92
      Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

      Originally posted by munda_sialkoty

      woh hume kyun pasand nahi yeh ek alaf topic hai...aur raha sawal mumbai ka aur styel ka tu humare big bro ka styel kitna accha hai..isi liye mumbai ko badnaam karne ki koi zarorat nahi hai...:na:

      hum captain the lakeen ek baar bhi field per khail na sake...jst because of fracture....khair hume koi gum nahi....

      Ice cream khate hain lakeen sirf winter mein...:lpop:

      Comment

      • #93
        Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

        Humari aami mahine mein ek baar tu yeh dish zaror pakati hain humare liye..:lpop:

        Prawns me ke bhi favourite hein...especially prawns w/ fried almonds.

        Mazrat ke saath :slap:

        Aur press walay ke kapray koon press kerta he :lol :lol :lol

        Ub ki nahi purani wali koi story suna dijiye

        Kia.......waqei kuriyaan sports ke moamlay mein waqei bud'zook hoti hein
        :thmbup:

        Comment

        • #94

          Hum mumbai ko kyoon budnaam karein ge...mumbai mein jo loog hein wo kis liye hein :kr:
          winter mein insaan ki apni kulfi bani hoti he...winter mein icecream :tauba

          me ko icecream kisi bhi season mein achi nai lagti...instead me like soup :lpop:
          :thmbup:

          Comment

          • #95

            Aap ne ummid ko slap kiya...aap ne acchi dosti nibhai...ab hum kya kaih sakte hain...waise aap batana pasand kareinge ke aap ko aitraz kis baat per howa khana na banane per ya bewaqoof banane per.....

            press waley ke baare mein woh hi aap ko behtar bata sakta hai...:khi:

            hum ne kaha na hum laakh shararti sahi per kabhi kisi ne maara nahi hume :alhamd: humare parents ne aik hi shart rakhi thi ke aap ki saari sharatein hum bardasht ker leinge bus result first class aana chahiye...phir hume kya problem ho sakti thi...:lpop:

            hume dosri ladkiyon ka tu pata nahi..lakeen hum khud T.V hi bauhat kum dekhte hain...:tauba

            Comment

            • #96

              koi nahi mumbai ki public kaafi coprative hai aur is ka sub se bada saboot 26th july ko aane wale flood mein sabit ho gaya...

              hum aise hi hain winter mein zyada shoq se khate hain....:lpop:

              soup hume zara bhi pasand nahi...bimaron ka khana lagta hai hume yeh...

              Comment

              • #97
                Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                Originally posted by munda_sialkoty
                :thmbup: theek he hum aap ko laddo nahi kahein ge
                Thank you....:phool:

                Comment

                • #98
                  Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                  Originally posted by ummid
                  Aap ne ummid ko slap kiya...aap ne acchi dosti nibhai...ab hum kya kaih sakte hain...waise aap batana pasand kareinge ke aap ko aitraz kis baat per howa khana na banane per ya bewaqoof banane per.....

                  press waley ke baare mein woh hi aap ko behtar bata sakta hai...:khi:

                  hum ne kaha na hum laakh shararti sahi per kabhi kisi ne maara nahi hume :alhamd: humare parents ne aik hi shart rakhi thi ke aap ki saari sharatein hum bardasht ker leinge bus result first class aana chahiye...phir hume kya problem ho sakti thi...:lpop:

                  hume dosri ladkiyon ka tu pata nahi..lakeen hum khud T.V hi bauhat kum dekhte hain...:tauba
                  Slap hum ne is liye ke aap larki ho ke khana nahi bana saktein aur hum larkay ho ke bhi khana bana saktay hein...aap amoor-e-khana-daari ke saary gun seekhiye...aglay ghar kaam aaein ge

                  Aur TV dekha keejiye...me raat ko barcelona aur AC Milan ka match dekh raha tha jo 1-0 se barcelona jeet rahi thi...aur mein match khatam honay se 3, 4 min pehlay soo gaya...ager aap TV dekhti hootein to me aap se kuch poochnay ki ummid to rakhta :tauba
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #99
                    Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                    Originally posted by ummid

                    hum aise hi hain winter mein zyada shoq se khate hain....:lpop:

                    soup hume zara bhi pasand nahi...bimaron ka khana lagta hai hume yeh...
                    Hamein chicken corn soup, Thai soup aur special soup with all ingrediants (prawn, mutton, chicken, mushroom etc etc) pasand hein...aur yeh beemaron wala khana nahi...bazook loogon ka khana he :lpop: aap Ice-cream khaati hein...us ke baray mein kia khyaal he...chemical wali icecream :khi:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                      Originally posted by ummid
                      Thank you....:phool:
                      dooston mein thank you ki koi gunjaish nahi hoti :na:

                      Bulke dooston ko thank you kehna dooston ki tooheen hoti he :na:

                      Hope you understand and Thank you for your better understanding
                      :thmbup:

                      Comment

                      • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                        Originally posted by munda_sialkoty
                        Slap hum ne is liye ke aap larki ho ke khana nahi bana saktein aur hum larkay ho ke bhi khana bana saktay hein...aap amoor-e-khana-daari ke saary gun seekhiye...aglay ghar kaam aaein ge

                        Aur TV dekha keejiye...me raat ko barcelona aur AC Milan ka match dekh raha tha jo 1-0 se barcelona jeet rahi thi...aur mein match khatam honay se 3, 4 min pehlay soo gaya...ager aap TV dekhti hootein to me aap se kuch poochnay ki ummid to rakhta :tauba
                        ladki hone ka yej matlab nahi hai ke hume khana banana aana hi chahiye....
                        humare nanu kaha karte the "Aap shahzadi hai aur shahzadiyan kaam nahi karti"......humare bhaiyon ki bhi yahi raye hai...isi liye hume koi idea nahi how to coke mummy ya gher wale kabhi baher ya out of city jaate hain tu bhai coke karte hain aur hum comentry dete hain baith ker....ya ohir hotel baazi Allah raazi wala mamla....:khi:

                        zarori nahi ke aap T.V se related question hi poachein....aap is ke alawa bhi kuch poach sakte hain....:lpop:

                        Comment

                        • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                          Originally posted by munda_sialkoty
                          Hamein chicken corn soup, Thai soup aur special soup with all ingrediants (prawn, mutton, chicken, mushroom etc etc) pasand hein...aur yeh beemaron wala khana nahi...bazook loogon ka khana he :lpop: aap Ice-cream khaati hein...us ke baray mein kia khyaal he...chemical wali icecream :khi:
                          Aap ko jo pasand hai woh aap khaiye..hume jo pasand hai woh hum khaienge.....:lpop:

                          Comment

                          • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                            Originally posted by munda_sialkoty
                            dooston mein thank you ki koi gunjaish nahi hoti :na:

                            Bulke dooston ko thank you kehna dooston ki tooheen hoti he :na:

                            Hope you understand and Thank you for your better understanding
                            phir aap ka THANK YOU kis silsile mein.......

                            Comment

                            • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                              Originally posted by ummid
                              ladki hone ka yej matlab nahi hai ke hume khana banana aana hi chahiye....
                              humare nanu kaha karte the "Aap shahzadi hai aur shahzadiyan kaam nahi karti"......humare bhaiyon ki bhi yahi raye hai...isi liye hume koi idea nahi how to coke mummy ya gher wale kabhi baher ya out of city jaate hain tu bhai coke karte hain aur hum comentry dete hain baith ker....ya ohir hotel baazi Allah raazi wala mamla....:khi:

                              zarori nahi ke aap T.V se related question hi poachein....aap is ke alawa bhi kuch poach sakte hain....:lpop:
                              Dekhiye yeh shehzaadi waadi waali baatein fazool hein...i only know ke her insaan ko practicle hona chahiye, you better be out of the world of fantasy n dreams...insaan ka huner insaan ke zaroor kaam aata he...abi bhi aap late nahi huein...aap ke paas time he cooking seekhiye...aur bhaiyoon aur mama per cooking ke moaamlay mein dependent hona chooriye :na:
                              :thmbup:

                              Comment

                              • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                                Originally posted by munda_sialkoty
                                Dekhiye yeh shehzaadi waadi waali baatein fazool hein...i only know ke her insaan ko practicle hona chahiye, you better be out of the world of fantasy n dreams...insaan ka huner insaan ke zaroor kaam aata he...abi bhi aap late nahi huein...aap ke paas time he cooking seekhiye...aur bhaiyoon aur mama per cooking ke moaamlay mein dependent hona chooriye :na:
                                koshish kareinge...aap ki baat per amal kerne ki:salam: ....aur koi hukm....
                                waise hum bauhat practical hai bus gher mein hi saare laad utwate hain....waise hum maggi acchi paka lete hain.......:khi:

                                Comment

                                Working...
                                X