Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~* Ummid *~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

    mera question ummid se

    aap dress kesa pasand kertei hein aur koon se colour ka pasand kerti hein

    aap ke baal (hair) lambay hein ya short

    Aik huftay mein kitnay kilo makeup use kerti hein

    Aap ke shoes heal walay hotay hein ya plain
    :thmbup:

    Comment


    • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

      Originally posted by ummid
      Maths khalinge..........
      hum ne aik baar school board per maths ke lecture ke paihle maths ka full form likha tha...:khi:
      jis ke liye hum teacher ne punish kiya tha......:tauba
      woh full form yeh tha..
      Mentally Affected Teachers Harassing Studentssssss....:D
      Ahan...phir to waqei aap ko punishment milni chahiye thi :lol
      :thmbup:

      Comment


      • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

        Originally posted by Hala
        app ka jawabat per kar achaa lagaa ..... Mashallah app ny sab ko buht hai achaa jawabat dia hai :thmbup:
        mery taraf say kuch sawalat agar U ka ijazaat haoon :)

        1. app ka Mashallah buht hai khubsurat naam hai Ummid ..... likin mein ny aksaar yaa naam larkoo mein sunaa hai ... mery aik cozin ka naam be ummid hai (boy)... tu ap ko iss ki bary mein kia rayee hai?
        2. psychological laihaaz say woo konsy 3 big strees hai joo insaan ko kamzooor karditaa hai?
        3. kia app insaan ko dekhy binaa samjh sakty hai ka woo kisaa hai? (mean just while chatting or in forums)?
        4. app aik insaan ko joo har waqaat apny hai paryeshanoo mein rehata hai app os ko psychological kisy treat karty hoon?
        thanks:phool:
        Thank you hala ji....:phool:
        1) Aisa hota hai...bauhat se naam ladke aur ladkiyon ke aik jaise rehte hain....Tauseef humari aik teacher ka naam bhi tha, Shafaq humari aik frnd hai lakeen yeh naam ladkon ka bhi hota hai...sohail humare chote bhai ka naam hai lakeen Urdu ki aik writter ka naam bhi sohail hai....aisi bauhat si misaalein hainh humare pass..is se koi khaas farq nahi padhta..waise hum Ummid "Alif" se likhte hain (Hope)..

        2) Anxitey , schizophrenia, frustration....yeh teen cheezein aisi hai jin mein se ager Insaan kisi aik ka bhi shikaar ho jaye tu Life us ke liye Mushkil ho jati hai...

        3) hum tu aik baar daikh ker bhi nahi parakh sakte keh kaun kaisa hai..woh nida fazli ne kaha hai na..
        her aadmi mein hote hain dus bees aadmi..
        jub daikhna kisi ko kai baar dikhna............

        4) hum ne kabhi apni life mein kisi qism ki koi psycho tech nahi use ki...aur na hi kisi dosre ko slah di because I am jst student in this field...so I alwayzzz avoid to deal any person psychologically...
        kyun ke is field mein tu aksar bade bade psychologist wrong diagnose ker dete hain....aur aap sirf apne tajrube ke liye tu kisi ki zindagi se nahi khail sakte na??????

        Comment


        • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

          Originally posted by munda_sialkoty
          mera question ummid se

          aap dress kesa pasand kertei hein aur koon se colour ka pasand kerti hein

          aap ke baal (hair) lambay hein ya short

          Aik huftay mein kitnay kilo makeup use kerti hein

          Aap ke shoes heal walay hotay hein ya plain
          1) I always wear Izar kurta...(shalwar kammeez) with long duptta and scarf on my head....

          2) humare baal Allhumdullilah bauhat lambay hai..isi liye abhi tak ammi baal banate hain hum se nahi sulajhte...:tauba

          3) hum ne aaj tak lipstic bhi kabhi nahi lagai..make up doooor ki baat hai (sirf aik baar apply ki thi lip stick saba ki zid per phir woh bhi thodi dair ke liye)

          4) plain shoes paihnte hain..pahle hi humari height acchi khaasi hai..us per heal paihna..I always avoid..

          Comment


          • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

            Originally posted by munda_sialkoty
            Ahan...phir to waqei aap ko punishment milni chahiye thi :lol
            sirf is baat per...... hume na jaane kin kin baaton per punishment mili hai...:tauba
            phir bhi hume school jana accha lagta tha...:)
            Last edited by ummid; 24 April 2006, 21:19.

            Comment


            • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

              Originally posted by ummid
              Thank you hala ji....:phool:
              1) Aisa hota hai...bauhat se naam ladke aur ladkiyon ke aik jaise rehte hain....Tauseef humari aik teacher ka naam bhi tha, Shafaq humari aik frnd hai lakeen yeh naam ladkon ka bhi hota hai...sohail humare chote bhai ka naam hai lakeen Urdu ki aik writter ka naam bhi sohail hai....aisi bauhat si misaalein hainh humare pass..is se koi khaas farq nahi padhta..waise hum Ummid "Alif" se likhte hain (Hope)..

              2) Anxitey , schizophrenia, frustration....yeh teen cheezein aisi hai jin mein se ager Insaan kisi aik ka bhi shikaar ho jaye tu Life us ke liye Mushkil ho jati hai...

              3) hum tu aik baar daikh ker bhi nahi parakh sakte keh kaun kaisa hai..woh nida fazli ne kaha hai na..
              her aadmi mein hote hain dus bees aadmi..
              jub daikhna kisi ko kai baar dikhna............

              4) hum ne kabhi apni life mein kisi qism ki koi psycho tech nahi use ki...aur na hi kisi dosre ko slah di because I am jst student in this field...so I alwayzzz avoid to deal any person psychologically...
              kyun ke is field mein tu aksar bade bade psychologist wrong diagnose ker dete hain....aur aap sirf apne tajrube ke liye tu kisi ki zindagi se nahi khail sakte na??????
              thanks ummid ji jawabat deny kaa:phool: ..... Allah apko apny study & life mein kamyaab raki :dua
              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

              :pr:

              Comment


              • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                Originally posted by Hala
                thanks ummid ji jawabat deny kaa:phool: ..... Allah apko apny study & life mein kamyaab raki :dua
                Thank you Hala ji........:phool:
                koi jawab bura laga ho tu us ke liye hum aap se sorry karte hain...
                khush rahiye... :)

                Comment


                • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                  Originally posted by ummid
                  1) I always wear Izar kurta...(shalwar kammeez) with long duptta and scarf on my head....

                  2) humare baal Allhumdullilah bauhat lambay hai..isi liye abhi tak ammi baal banate hain hum se nahi sulajhte...:tauba

                  3) hum ne aaj tak lipstic bhi kabhi nahi lagai..make up doooor ki baat hai (sirf aik baar apply ki thi lip stick saba ki zid per phir woh bhi thodi dair ke liye)

                  4) plain shoes paihnte hain..pahle hi humari height acchi khaasi hai..us per heal paihna..I always avoid..
                  Ahan

                  I C

                  Hmmmm
                  :thmbup:

                  Comment


                  • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                    Originally posted by munda_sialkoty
                    Ahan

                    I C

                    Hmmmm
                    Isi liye kaihte hain itna nahi bolna chahiye:na: ....ke jub zarorat pade tu sirf awazein nikalni padhein...:tauba
                    ab hum in se kya sumjhein......:cc:

                    Comment


                    • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                      Originally posted by ummid
                      sirf is baat per...... hume na jaane kin kin baaton per punishment mili hai...:tauba
                      phir bhi hume school jana accha lagta tha...:)
                      hmmmmmmmmmmmmmm
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                        Originally posted by munda_sialkoty
                        hmmmmmmmmmmmmmm
                        Aap gher jaye aur aaram kijye....
                        hum bhi ja rahe hain...kal paper hai....phir teen din lagatar...isi liye zyada dair nahi aa painge PG per...Inshallah 28th se phir regular raheinge..
                        Allahafiz..:phool:

                        Comment


                        • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                          Originally posted by ummid
                          Isi liye kaihte hain itna nahi bolna chahiye:na: ....ke jub zarorat pade tu sirf awazein nikalni padhein...:tauba
                          ab hum in se kya sumjhein......:cc:
                          Yeh hum aap ki baaton se understanding ka izhaar ker rahay hein
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                            Originally posted by ummid
                            Aap gher jaye aur aaram kijye....
                            hum bhi ja rahe hain...kal paper hai....phir teen din lagatar...isi liye zyada dair nahi aa painge PG per...Inshallah 28th se phir regular raheinge..
                            Allahafiz..:phool:
                            Kiaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

                            inay din mein kia karon ga
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                              Originally posted by ummid
                              Thank you Hala ji........:phool:
                              koi jawab bura laga ho tu us ke liye hum aap se sorry karte hain...
                              khush rahiye... :)
                              Welcome ummid ji :phool:
                              arey ya kisy soch liyaa or yaa sorry kis baat per ..... no sorry ok :na: :na:
                              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                              :pr:

                              Comment


                              • Re: In The Spotlight ~* Ummid *~

                                Originally posted by munda_sialkoty
                                Yeh hum aap ki baaton se understanding ka izhaar ker rahay hein
                                Ok!!:thmbup:
                                Is se tu sabit hota hai ke aap ke aur humare darmiyan kafi understanding hai.........:lol

                                Comment

                                Working...
                                X