Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Teacher...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Teacher...!!

    school dayzzzzzzzzzz...:thmbup:
    aur teachers...................:tauba

    lakeen humare subhi teacherzz bauhat hi acche the....
    hum apni class balke school ke sub se shararti student the...
    yahi wajah thi ke class mein sub se tall hone ke bawajood hume 1st bench per bithaya jata tha....
    lakeen humare teacherzz ne students per kabhi haath nahi uthaya...
    humara group bauhat masti karta tha, saza bhi bauhat mili lakeen phir teachers pass bula ker sumjhate bhi the...
    hum unhein freindship bands bante the....:shh:
    aur woh humari birthday per gifts dete the balke aaj school chod ker 5 saal hogaye lakeen humari kuch teacherz ko aaj bhi humara B'day yaad hai aur woh wish karna bhi nahi bhoolte...
    exam dayzz mein aap unhein kitne bhi baje phone karo humesha tyaar rehte jawab sumjhane ke liye...
    aur SSC mein her center per ja ker apne student ko wish karna, unhein gale lagaa ker unki himmat badhan yeh sub tu jaise woh kabhi bhole hi nahi....:thmbup:
    hum is saal final term mein hain aur apne teacherzz ki duwa lene ke liye pichle maheene hi school jana howa....
    aur yeh jaan ker be-hissab khushi hoi ke woh log ab bhi humarii choti se choti shararat ko yaad rakhe hoye hain..:khi:
    Hats off to them...:salam:
    I realy love my all teacherzzzzzz....:rose
    unhon ne itna ilm diya hai ke zindagi ke kisi na kisi moad per kaam aa hi jata hai aur aise waqt mein be-ikhteyaar un ke liye dil se duwa nikalti hai...
    Last edited by ummid; 5 April 2006, 04:12.

    Comment


    • #32
      Re: Teacher...!!

      Originally posted by Eshaa_wellwisher
      Wo to aap Already hain ...
      Phir Dobara ho gaey Pagal:lol :kr:
      Phir dubara honay wali koi baat nahi Mein ne us din ke baad ilaaj hi nahi kerwaya tha :zuban:
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: Teacher...!!

        Originally posted by Aanchal
        Teachers wesay is cheez ko kayoun nahi pasand kartay kay aik student un ki ghalitiyan pointout karey ? :cc:
        Is baat ka jawaab teachers hi achi tarah de saktay hein :khi: but i only know ke kuch teachers mere aggressive honay ko pasand nahi kerte thay :khi:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: Teacher...!!

          Originally posted by Aanchal
          kisi ko nahi baksha aap nay :lol
          ham samnay kuch nahi kehtay they class say bahir ......:D
          Well mein bhi kooshish kerta tha...lekin hasi kisi bhi waqt aa jati thi...you know involuntary :khi:
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: Teacher...!!

            Originally posted by Jhumroo
            maiN to school gayaa hii nahiiN balki yuN kaheN maiN ne to school kii shakl hii nahiiN dekhii thii :) ... pahlii baar maiN school [Syedna Saifuddin Taahir High School (Formerly: Minto Circle)] GRADE 10 meN gayaa thaa aur chuNki vo AligaRh Muslim University kaa school tha is liye vahaan ziyaada tar students university staff ke bachche/bhai/bhanje/bhateeje vaGhairah hii the. is school ke bachche apnii sharaartoN kii vajah se kaafii naam-var thaa. AligaRh kii university ho yaa uskaa school, naye students kii khiNchaa [ragging, initiation, hazing] bahot hotii thii magar merii nahiiN huii kiuNki merii class kaa monitor bahot hii saKht thaa aur vo mere bhai saaHib ke colleague ke saaHab_zaade the...is liye maiN bach gayaa. us school meN bitaayaa huaa meraa ek saal merii zindagii kaa sab se sunehraa saal thaa.

            ab next post emN maiN apne isaataza-e-kiraam ke baare meN kuchh kahuuNgaa...so:



            sit bach, relax and enjoy the narration

            Sirf aik saal school gaya...mujay tu yeh bata jis saal tu school gaya tha...us saal wo school kahan gaya tha :khi:
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: Teacher...!!

              Originally posted by ummid
              school dayzzzzzzzzzz...:thmbup:
              aur teachers...................:tauba

              lakeen humare subhi teacherzz bauhat hi acche the....
              hum apni class balke school ke sub se shararti student the...
              yahi wajah thi ke class mein sub se tall hone ke bawajood hume 1st bench per bithaya jata tha....
              lakeen humare teacherzz ne students per kabhi haath nahi uthaya...
              humara group bauhat masti karta tha, saza bhi bauhat mili lakeen phir teachers pass bula ker sumjhate bhi the...
              hum unhein freindship bands bante the....:shh:
              aur woh humari birthday per gifts dete the balke aaj school chod ker 5 saal hogaye lakeen humari kuch teacherz ko aaj bhi humara B'day yaad hai aur woh wish karna bhi nahi bhoolte...
              exam dayzz mein aap unhein kitne bhi baje phone karo humesha tyaar rehte jawab sumjhane ke liye...
              aur SSC mein her center per ja ker apne student ko wish karna, unhein gale lagaa ker unki himmat badhan yeh sub tu jaise woh kabhi bhole hi nahi....:thmbup:
              hum is saal final term mein hain aur apne teacherzz ki duwa lene ke liye pichle maheene hi school jana howa....
              aur yeh jaan ker be-hissab khushi hoi ke woh log ab bhi humarii choti se choti shararat ko yaad rakhe hoye hain..:khi:
              Hats off to them...:salam:
              I realy love my all teacherzzzzzz....:rose
              unhon ne itna ilm diya hai ke zindagi ke kisi na kisi moad per kaam aa hi jata hai aur aise waqt mein be-ikhteyaar un ke liye dil se duwa nikalti hai...
              aap ne kaha ke aap class ki sub se ziada sharaarti student thein...lekin mujay aisa lagta he ke aap class ki sub se ziada sunjeeda student hoon gi :khi:
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: Teacher...!!

                School ke teachers waqei nahi bhooltay...mein 2 saal pehaly apne school ki principle se milnay gaya...un ke school mein mein sirf 5th grade tak perha...aur innay saalon baad bhi mein unhein bilkul sahi salamat yaad tha 5th grade mein hamaray inter-schools competition tha...mein ne exams diye aur hospital admit hua, where my kidney was operated...meri position first thi aur pura school staff mujay wish kerne hospital aaya...i was surprised...5th tak to teachers muj se bohat pyaar kertay thay...us ke baad school change kia...new atmosphare...yeh school sialkot ka sub se bara school mana jata tha...aur yahan pe sakhti bhi bari thi...lekin mujay ziada arsa nahi laga prominant honay mein...phir usi school ke teachers mujay bhai aur minto ke naam se bulatay thay...overall school life excellent rahi...teachers se bhi khoob bani...kuch teachers se ub bhi mulaqat hoti he...khaas toor pe first school ki principle se...mein akser un ke ghar jaya kerta hoon, aur ager unhein koi kaam hoo..kuch purchasing kerni ho...wo bhi ker aata hoon.
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: Teacher...!!

                  Originally posted by munda_sialkoty
                  aap ne kaha ke aap class ki sub se ziada sharaarti student thein...lekin mujay aisa lagta he ke aap class ki sub se ziada sunjeeda student hoon gi :khi:
                  waqt badal jata hai, khayalat badal jate hain...
                  abhi pichle maheene jub hum school gaye tu humare kuch teacherzz hume dekh ker confirm karwa rahe the ke yeh "tum" hi ho na...
                  hum ne baal kabhi nahi bandhe school mein... jo ammi 2 chotti bandhti thi woh raste may hi khool dete the aur ab hum scarf pehente hain....
                  bauaht kuch badal gaya..
                  ummid bhi badal gai kyun ke humare yahan college ka mahol bauaht fast aur advance hai..
                  aur hum itna taiz nahi doad sakte Isi liye apne qadmon ko rokna pada..

                  Comment


                  • #39
                    Re: Teacher...!!

                    I miss my all teacher.. Speacoly Miss QALSOOM.. and miss Saima..(Saima pegham wale nae ) OR abe school life me chala he gya hon to abe bohat sarey class fellow be yaad a rahy hayn. . or yaad a rahe hayn ..
                    Life is more strict than a teacher
                    A teacher teaches a lesson
                    and takes an exam.
                    But life takes an exam
                    and then teaches a lesson

                    Comment


                    • #40
                      Re: Teacher...!!

                      Originally posted by ummid
                      waqt badal jata hai, khayalat badal jate hain...
                      abhi pichle maheene jub hum school gaye tu humare kuch teacherzz hume dekh ker confirm karwa rahe the ke yeh "tum" hi ho na...
                      hum ne baal kabhi nahi bandhe school mein... jo ammi 2 chotti bandhti thi woh raste may hi khool dete the aur ab hum scarf pehente hain....
                      bauaht kuch badal gaya..
                      ummid bhi badal gai kyun ke humare yahan college ka mahol bauaht fast aur advance hai..
                      aur hum itna taiz nahi doad sakte Isi liye apne qadmon ko rokna pada..
                      Acha laga yeh sun ker ke aap scarf leti hein...
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Teacher...!!

                        Originally posted by munda_sialkoty
                        Acha laga yeh sun ker ke aap scarf leti hein...
                        hmmmmm...
                        Ab hum kya kahein...
                        it was so defficult for me....
                        bhaiyon ne mazaq udaya, College mein mazaq udaya gaya, socitey mein wahi haal...
                        lakeen Allah madad karta hai..
                        aur us ne ki...
                        Ab sub respect karte hain..
                        humare dept mein hum wahid ladki hain jo scarf pehenti hai..

                        Comment


                        • #42
                          Re: Teacher...!!

                          Originally posted by ummid
                          hmmmmm...
                          Ab hum kya kahein...
                          it was so defficult for me....
                          bhaiyon ne mazaq udaya, College mein mazaq udaya gaya, socitey mein wahi haal...
                          lakeen Allah madad karta hai..
                          aur us ne ki...
                          Ab sub respect karte hain..
                          humare dept mein hum wahid ladki hain jo scarf pehenti hai..
                          Aur aisi larkiyoon ki hum bhi respect kerte hein :salam:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Teacher...!!

                            Originally posted by Jhumroo
                            ---YES...jo sharaartii hote ahiN vo sanjeeda ho jaate haiN [jaise Ummid :) ] aur jo hoshiyaar hote haiN buddhoo ban jaate haiN [jaise munDiya ] aur jo hans hotii haiN vo kauwii ban jaati haiN [jaise 'Eshaa~ ] aur last but NOT the least jo seedhe buddhoo hote haiN vo ishmaarT ban jaate haiN [jaise yeh banda-e-tamaam_cheez ]

                            ---i am proud u Ummid that u wear scarf...it takes a LOT of COURAGE to wear Hijaab in a City like Bombay :rose

                            ---ab itnaa bhii na badal jaaiye k Miss Mullani ban jaaiye :lol

                            ---yeh baat lagtaa hai aapne apii ammi se seekhii hai :)
                            Mujay buddhoo kaha us ke liye mein tujay moaaf ker deta hoon :na:

                            Lekin tu ne Aik hi saans mein apne aap ko Ishmaart keh ke apni community ke saaray gadhoon ki toheen ki he...koi gadha apne aap ko ishmaart nahi kehalwana chahta...bulke wo apne aap ko takatwar kehlwana chaha he, aur ziada se ziada booj uthanay per fakhar kertna chahta he...lekin tu ne gadhoon ki toheen ki he...mujay umeed he ke teri community ke saaray gadhay ehtajajun teri aadhi dum aur aik kaan zaroor kaat ker tujay saza zaroor dein ge :lpop:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Teacher...!!

                              meri aik teacher thee buhat hee achi abi wo osy school main perhati hain jehan main perhta tha..
                              aab dil ker raha hay k wohan on k liy pher dakhala ly loon

                              Comment


                              • #45
                                Re: Teacher...!!

                                Originally posted by ummid
                                hmmmmm...
                                Ab hum kya kahein...
                                it was so defficult for me....
                                bhaiyon ne mazaq udaya, College mein mazaq udaya gaya, socitey mein wahi haal...
                                lakeen Allah madad karta hai..
                                aur us ne ki...
                                Ab sub respect karte hain..
                                humare dept mein hum wahid ladki hain jo scarf pehenti hai..
                                hamaray school main scarf must tha ..han jis nay na pehnna hota un ka hair style scarf par say bhi nazar a jata tha :lol
                                hamnay jab Abbaya pehna to us waqat sirf 2,3 larkiyan Abbya pehnti the ..us waqat thora different bhi lagta tha ..poora school aik taraf or ham 2,3 loog aik taraf :D ...pher ahesta ahesta hamarai jo friends the unhoun nay pehnna shuru kia , usay deekh kay pher doori class nay bhi shuru kia ..pher friends or un ki chooti behnoun nay bhi pehnna shuru kar dia :D: ..ab us school main takreban zaidatar larkiyan Abbaya pehnti hai :rose
                                shuruwaat zara mushkil hoti hai ..aaj main souchti houn agar ham loog us waqat yeh souch kay Abbya pehnna choor daytay kay yaha to koi pehnta hi nahi ham kayoun pehnian , ya sab ajeeb taraha say deekhtay hain yeh Abbayae wali larkian hain ........to pher us school main Abbya pehnnay waloo ki tadad utni hoti jitni pehlay the ya pher koi bhi na pehnta .....
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X