Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aania aur mein yani munda_sialkoty

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Aania aur mein yani munda_sialkoty

    Originally posted by Aania
    kadon wadda hoye gaa ... mundeyaa??? :tauba:tauba:tauba koi sidhi gal te kerni hi nahen naa :lpop::lpop::khi::khi:
    Me wadda ho gaya hoon :lpop: ub to cycle ke peechay bethoon to cycle ka agla tyre khara ho jata he :khi:
    :thmbup:

    Comment


    • Re: Aania aur mein yani munda_sialkoty

      Originally posted by Aania
      aaamir apna pm box empty kero :( gunjayesh mukki hai :(
      Khali ho gaya he hazoor :D
      :thmbup:

      Comment


      • Re: Aania aur mein yani munda_sialkoty

        Originally posted by Aania
        jigroo seat pe nazar nahen aa raha :embarasse
        Hum to subhu se apni seat pe chipkay hein, ub to hamari seat bhi hum se pannah maang rahi he :tauba
        :thmbup:

        Comment


        • Re: Aania aur mein yani munda_sialkoty

          Originally posted by Jhumroo
          panaah maang rahii hai? hmmm :mm: yaa:

          kah rahii hai abe munDiyaa! air freshner Daal mujh par :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:
          Tu bohat acha lagta he mujay


          Jub tu khamoosh rehta he :slap:
          :thmbup:

          Comment


          • Re: Aania aur mein yani munda_sialkoty

            Originally posted by munda_sialkoty
            Baat ko chooriye, yeh bataiye aap kahan tak pohanchna chahti hein...hamein bata dijiye...hum aap ko pohancha dein ge :khi:
            mujhay apni friend kay ghar pounchna hai , aaj party hai us ki :zuban:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • Re: Aania aur mein yani munda_sialkoty

              Originally posted by Aanchal
              mujhay apni friend kay ghar pounchna hai , aaj party hai us ki :zuban:
              Mein aap ko ouper pohancha deta hoon...aap parachute se apni doost ke ghar aa jaiye ga :lpop:
              :thmbup:

              Comment


              • Re: Aania aur mein yani munda_sialkoty

                Originally posted by munda_sialkoty
                Tu kia jaanay keemiyaai saakht ke baray mein, tu ne dekhi hi kahan he...ager tere kul-purzay puray hotay to tu bhi jaan sakta tha ke keemiyaai saakht ke baray mein :lpop:
                tujhay dikhti hay kia keemeyaai sakht.... chal aaj mein batata hooN tujhay


                tujhay roz subah aur shaam jo chara kh anay kay liye mein deita hooN... wo jis khait mein ugta hay.. uss khait mein keemeyaee amal se guzri huwi khaaad ka ista'maal kiya jata hay... :tasali: jabhi tu bhi kuch bhoosay bhooosay sa lagnay laga hay mujhay.. halankay mein achi tarhaaN janta hooN kay tu aik intihayee... seedha sada.. mehenti aur mota taza gadha hay.. :tasali:

                Comment


                • Re: Aania aur mein yani munda_sialkoty

                  Originally posted by munda_sialkoty
                  Is ko rooknay ke liye dunda nahi...koi micro-technology develop kerni paray gi tumhein ...Is ko phainti laganay ke liye Aik sui ko kaat ker us ki 500 suiyaan banao, aur un mein se aik sui ko mazeed cheel ke us se phaitni lagao...aur isay inna maaro ke is ke mankhani sa nishaan-e-badan sooj ke Bird-Flue virus jinna moota ho jaye
                  aur ussi soyee ko iss munday ko chibho dena .... .tou pakistan ki gas ki zarooriyat na sirf poori ho sakaingi.. balkay bharat ko bhi Gas lay janay kay liye Iran se pipe line nahin mangwana paray gi... udher sialkot se hi chumb sector k thru bhej di jaye gi..

                  aur saath saath dharti ka bojh bhi itna kam hoga kay himaliyayee patti per anay walay zalzalouN mein kami waqaye ho jaye gi...


                  so aye Aanie.. iss kaaar-i-khush kun-o-khush khayal-o- naik irada ko sur anjaam denay mein aakhir konsi majboori hayel hay.. nikaaal soyee aur chibho de iss Gas kay ghubaray mein...

                  Comment


                  • Re: Aania aur mein yani munda_sialkoty

                    Originally posted by munda_sialkoty
                    Tum ne buchpan se le ke aaj tak mujay sudhaarnay ki kabi kooshish hi nahi ki :lpop:
                    tu yaqeeenan sudhana kehna chahta tha... r tou ghalati se lag gaya hay... hay na :tasali:

                    Comment


                    • Re: Aania aur mein yani munda_sialkoty

                      Originally posted by munda_sialkoty
                      Nai yaar...tujay koi ghalat fehmi hui he :lpop:



                      Tujay to pata he ke mein aik musalsal shareef aur lagataar masoom insaan hoon...mein aisi baatein thoori karon ga :blush:
                      mujhay koi fehmi nai huwi... mein haqayeq per nazar rakhta hoon :-b

                      tu mustaqil jhooota bhi tou hay....

                      Comment


                      • Re: Aania aur mein yani munda_sialkoty

                        Originally posted by munda_sialkoty
                        Us haseena ka naam kudrat he...kudrat boolay to nature :zuban:



                        Tu kia jaanay tere is ikraar se munda_sialkoty ke dil ko kinni thund pari :blush:
                        oh.. ya'ani kay ye maar qudrat nay hi maari hay tujhay... chal :tasali: hum dua karaingay kay teri shakal kuch behter hojaye... .agar kam paisouN mein mumkin ho tou... :tasali:

                        Comment


                        • Re: Aania aur mein yani munda_sialkoty

                          Originally posted by munda_sialkoty
                          :tauba mein baar baar tere sentence se ghaltiyaan nahi nikaalon ga...dehaan se likha ker ...nalaik :slap:
                          tu baar baar meray sentence mein tehreef ker kay apnay matlab kay jumlay bana laita hay... tu baaaz aja... warna tujhay ayena dikha dooNga... ya tera paooN teray hi doosray paoooN kay neechay daba ker uss ka kachooomar bana dooNga :slap:

                          Comment


                          • Re: Aania aur mein yani munda_sialkoty

                            Originally posted by Aik Lamha
                            tujhay dikhti hay kia keemeyaai sakht.... chal aaj mein batata hooN tujhay


                            tujhay roz subah aur shaam jo chara kh anay kay liye mein deita hooN... wo jis khait mein ugta hay.. uss khait mein keemeyaee amal se guzri huwi khaaad ka ista'maal kiya jata hay... :tasali: jabhi tu bhi kuch bhoosay bhooosay sa lagnay laga hay mujhay.. halankay mein achi tarhaaN janta hooN kay tu aik intihayee... seedha sada.. mehenti aur mota taza gadha hay.. :tasali:
                            Tu mujay bhoosa (kiss nahi ghass) kia de ga...tujay dekh ke to aisa lagta he ke pakistan mein shayad arsa 25 saal se barish hi nahi hui Ager tere paas kisi ko khilanay laiq bhoosa hota to mujay umeed he ke sub se pehlay tu bazat-e-khud us se mustafeed hota :zuban:

                            Aur jahan tak tere ander honay walay keemiyaai amal ki baat he, to science daan yeh dekh ker hairat angaiz tor per heeran reh gaye ke tere ander jo dheet element paaye jatay hein wo puray periodic table ke 110 elements mein bhi nahi hein...science-daanon ka kehna he ke yeh insaan ka dawa kerne wali Saakhat pata nahi kis dheet matti se bani hui he :tauba
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: Aania aur mein yani munda_sialkoty

                              Originally posted by Aik Lamha
                              aur ussi soyee ko iss munday ko chibho dena .... .tou pakistan ki gas ki zarooriyat na sirf poori ho sakaingi.. balkay bharat ko bhi Gas lay janay kay liye Iran se pipe line nahin mangwana paray gi... udher sialkot se hi chumb sector k thru bhej di jaye gi..

                              aur saath saath dharti ka bojh bhi itna kam hoga kay himaliyayee patti per anay walay zalzalouN mein kami waqaye ho jaye gi...


                              so aye Aanie.. iss kaaar-i-khush kun-o-khush khayal-o- naik irada ko sur anjaam denay mein aakhir konsi majboori hayel hay.. nikaaal soyee aur chibho de iss Gas kay ghubaray mein...
                              Aania is ki baat pe yakeen nahi kerna...yeh tumharay through mujay sui lagwa ker mere jism se nikalnay wali khoon ki chand boondon se sair hona chahta he...Yeh kaam to yeh khud bhi ker sakta tha...lekin kisi insaan ke haath lagnay se is ke moun ke ander wali sui toot gai he :khi: tum to jaanti ho ke is ke paas apna khoon nahi hota...yeh insaanon ka khoon pi ke hi jawaan hota he :khi:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • Re: Aania aur mein yani munda_sialkoty

                                Originally posted by Aik Lamha
                                tu yaqeeenan sudhana kehna chahta tha... r tou ghalati se lag gaya hay... hay na :tasali:
                                :tauba Abay tere pe aur mere pe aik formula apply nahi hota...tere liye elehda words hotay hein aur mere liye elehda...ager tu insaan hota to mein tujay achay tareekay se explain ker sakta tha :na:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X