Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

    Assalamalikum
    Rabi-ul-Awwal ka maheena shuru hoo chuka hai ..is mahenay main zaida say zaida darood or Quran-e-pak parhna chaye ..or apnay leye ,apnay ghar waloun key leye or pooray Alm-e-islam key leye dheer sari duwaian mangian ...:rose

    is mahenay ki munasbat say ham nay sooucha pegham pay bhi kuch aisa silisla shuru kia jaye jis main ham Quran ki telwat kar kay zaida say zaida sawaab hasil kar sakian .......
    ham sab Quran pak parhian gay ,,12 Rabi-ull-Awwal tak complete karna hai ......aik aik kar kay jitna aap parh saktay hain seeparay laytay jaye ....or jab parh laian to yaha bata daian .....bara Rab-ul-waqat ko khutem karna hai ..jitna ham parh saktay hain parhtay jaian gay :phool:

    main shuruwaat karti houn .......pehla separa main parh doun gee ...(yeh complete karnay kay bad pher doosray loun gee)
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

    Jazak Allah Aanchal di.. mashaAllah great idea...... 2,3 Parah main parh doon gi.. aur parh ke yahan bata doon gi...
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment

    • #3
      Re: Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

      :jazak: bohat Achhi soch hai aanchal ji ......khush rahein ... is ba barkat maheenay se hum sab ko faizyaab honay ki Allah tofeeq ata farmaey ..InshaAllah 4 parah main perh doongi .......Aur yahan inform ker doon gi....
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

        InshaALLAH .....

        Comment

        • #5
          Re: Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

          Asalam o Alikum

          AIk Achi Baat kahi App nay ( 1st 10 ) Paray Meri Zimidari Insha Allah 12 say Phele Khattam Ho jain gay :) :)

          Comment

          • #6
            Re: Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

            Aanchal........pehla separa
            Aania...........doosra or teesra
            Eshaa...........chouta

            khalil aap panchaa(5th) parh daian ...

            Mask aap nay phelay 10 pahrnay hain lean pehlay 5 select hoo chukaye hain ...aap ab koon say parhian gay woh bata daian :)
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

              please 12th separa main padhoon ga........ ye mujhy de dain........
              bhut he umdaa sislsa hai yeh.. Pg KE TARAF sey quran khwani ka
              Zaid Hammid on Sawat War..
              A must Watch..

              Comment

              • #8
                Re: Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

                aslam alykum meri tarfar se sab ahle imaan ko mahe rabeeh ulk awal mubarak ho, anchal behan bohat acha silsala hy mery liye aap 29 aur 30 ye donon pary main parhoon ga ...w/slaam aabi
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #9
                  Re: Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

                  Originally posted by Aanchal
                  Aanchal........pehla separa
                  Aania...........doosra or teesra
                  Eshaa...........chouta

                  khalil aap panchaa(5th) parh daian ...

                  Mask aap nay phelay 10 pahrnay hain lean pehlay 5 select hoo chukaye hain ...aap ab koon say parhian gay woh bata daian :)
                  6 to 15 Insha Allah :)

                  Comment

                  • #10
                    Re: Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

                    Originally posted by tauseeftariq
                    please 12th separa main padhoon ga........ ye mujhy de dain........
                    bhut he umdaa sislsa hai yeh.. Pg KE TARAF sey quran khwani ka
                    12van :cc:

                    aap kay hissay main 16th a raha hai :D:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      Re: Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

                      Salam alaik
                      MASHALLAH
                      kya khoob silsila shuru kia hay ALLAH ta'ala qabool farmaayai aur barkatoN aur rehmatoN k iss maheenay maiN hamm sabb ki maghfirat farmaayai...
                      17th 18th maiN paRh looN ga aur aik quraan e paak bachoN say paRhwaa k bazm e pegham aur ahle pegham k liay paRhwa k dua b karwa dooN ga INN SHAA ALLAH..
                      aur agar PG k saathi apni aawaz maiN naat shareef ka nazraana b record kar k post karaiN to bohat hi zabardast ho jayai ga.. maiN koshish karooN ga k apni aawaz maiN SALAM e RAZA (IMAM AHMAD RAZA) k chand asha'aar paish karooN.. INN SHAA ALLAH..
                      wassalaam
                      Baykamal
                      Last edited by baykamal; 2 April 2006, 05:15.

                      kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

                      Comment

                      • #12
                        Re: Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

                        Originally posted by baykamal
                        Salam alaik
                        aur aik quraan e paak bachoN say paRhwaa k bazm e pegham aur ahle pegham k liay paRhwa k dua b karwa dooN ga INN SHAA ALLAH..
                        :jazak: :rose
                        aur agar PG k saathi apni aawaz maiN naat shareef ka nazraana b record kar k post karaiN to bohat hi zabardast ho jayai ga.. maiN koshish karooN ga k apni aawaz maiN SALAM e RAZA (IMAM AHMAD RAZA) k chand asha'aar paish karooN.. INN SHAA ALLAH..
                        wassalaam
                        Baykamal
                        baki to pata nahi kisi ka kay kon koo naatian parhta hai :) .koi parh sakta hai to zaror sunaian :rose ..
                        aap kab post kar rehaye hain ?:D:
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #13
                          Re: Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

                          Assalam-u-Alikum to all viewrs,

                          Ulhumdulilah* ALLAH ji* gives this such nobless idea to ~Aanchal ji~ and inshALLAH* she will b getting this ajar from ALLAH ji* and ulhumdulilah* we also got this nobless opportunity through ~Aanchal ji~ (tnx Aanchal ji*)

                          :alhamd:

                          I'm back after few days it is because my GRANDMOTHER* was passed away and i'm back now.
                          Plz do dua for her forgivness and goodness for this her new ahrit life.

                          may ALLAH ji* forgive our gunnah and give us holly place in Jannah; all of those who were been passed away (may ALLAH ji* forgives theris sins and let them have hollly place in Jannah*
                          *amen`sum`amen`ya`rub`ul`amen*

                          I'm confuse at what next suparah should i b reading??? (let me knws)

                          Thanks

                          may ALLAH ji* bless us *amen*

                          ALLAHAFIZ
                          *
                          ~Princess Jazmin~

                          Comment

                          • #14
                            Re: Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

                            Originally posted by jazmin

                            Inna lillhai wa inna elahi rajeoun ...Allha Tala aap ki dadi ki maghfarat karey or un kay tamam ghuna maaf farmaye (ameen).

                            seeparay 18 tak hoo chukaye hain ....is say agay aap start kar daian :rose

                            Aanchal........pehla separa
                            Aania...........doosra or teesra
                            Eshaa...........chouta
                            khalil aap......... panchaa(5th)
                            The Mask.........6-15
                            Touseef............16th
                            baykamal...........17,18

                            abbicool nay 29 or 30 leye hain ..:rose
                            Last edited by .; 3 April 2006, 09:37.
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #15
                              Re: Rabi-ul-Awwal ka maheena or quraan khani

                              29 30 Kiliye Shukriya
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              Working...
                              X