Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Eid In Jandanwala( my village)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Eid In Jandanwala( my village)

    Originally posted by a man of letters View Post
    Yaar asad ......... rate kia rakha hua hai aaap nai?
    rate ko choro yaar.. tum pasad to karo..:)
    Life is more strict than a teacher
    A teacher teaches a lesson
    and takes an exam.
    But life takes an exam
    and then teaches a lesson

    Comment


    • #32
      Re: Eid In Jandanwala( my village)

      Originally posted by aabi2cool View Post
      to bhool gaya yaar aajkal fon naheen msg karta hy wo bhi bakri ban k....
      :wk :kr:
      wo bakri is liya banta hy k kahen is EID per os ke qurbani na kar dayn
      Life is more strict than a teacher
      A teacher teaches a lesson
      and takes an exam.
      But life takes an exam
      and then teaches a lesson

      Comment


      • #33
        Re: Eid In Jandanwala( my village)

        Originally posted by ASAD View Post
        wo bakri is liya banta hy k kahen is EID per os ke qurbani na kar dayn
        :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #34
          Re: Eid In Jandanwala( my village)

          bhai asad Asian Bakre ho our rate bi kam ho
          lekin leiley main ye khobiyaan honi chahian
          1.laile ki kamar rani jaisi ho
          2.chaal masatani ho
          3.khubsorti munde sialkoti jaisi ho
          4.os ka kad umbrose jaisa ho
          5.os ka bolne ka style shah rukh jaisa ho
          6.os ki awaz naseebo jaisi sureely ho
          7.os ki masoomiat blochistan jaisi ho
          8.os ki ankhain kajal jaisi hon
          9.os ki umer film star(pk) saima ki tara 18 saal ho

          10.our os ki educatoin kam az kam ma english ho
          asad bhai en tamam khasosiat ko mad-e-nazar rakh
          ke koi acha sa agar bakra hai tu abhi
          hassan pco per rabta karain
          shukria
          HAVE A NICE DAY

          ہمیں یہ گمان کہ چاہا ہمیں زمانے نے
          عزیر سب کو تھےمگر ضرورتوں کی طرح


          Comment


          • #35
            Re: Eid In Jandanwala( my village)

            Aik muddat hui hai aisi koi eid dekhey huwey jahan mundey sialkotiyon oho I mean bakron ki baharein ho :p. Last time jab Pakistan tha to wahan per khud apney hathon sey qurbani di thi ...
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #36
              Re: Eid In Jandanwala( my village)

              asad bhai en tamam khasosiat ko mad-e-nazar rakh
              ke koi acha sa agar bakra hai tu abhi
              hassan pco per rabta karain
              shukria
              LOO ameen sahib...bakra ap ki pasand ka.. pric mare pasand ki hoge
              Life is more strict than a teacher
              A teacher teaches a lesson
              and takes an exam.
              But life takes an exam
              and then teaches a lesson

              Comment


              • #37
                Re: Eid In Jandanwala( my village)

                hmmm...tu ub gadhay bhi bakray baichein ge...interesting
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: Eid In Jandanwala( my village)

                  Originally posted by aabi2cool View Post

                  yaar asad in main sew mujhy aik sialkoti dunba dena suna hy unka ghoshat bara lazeeez hota hy


                  :lpop: :lpop: :lpop: :lpop: :lpop: :lpop: :lpop: :lpop: :lpop: :lpop: :lpop: :lpop: :lpop: :lpop: :lpop: :lpop:
                  Waise abid jitni teri sehat he, tujay to bakray bhi ount ya ghooray jese lagtay hoon ge :khi:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #39
                    Re: Eid In Jandanwala( my village)

                    Originally posted by Masood View Post
                    Aik muddat hui hai aisi koi eid dekhey huwey jahan mundey sialkotiyon oho I mean bakron ki baharein ho :p. Last time jab Pakistan tha to wahan per khud apney hathon sey qurbani di thi ...
                    Yaar jitna tu kamzoor dil he, kurbaani kerne ke baad zaroor be-hoosh ho gaya ho ga :khi:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Eid In Jandanwala( my village)

                      Originally posted by AmeeN View Post
                      bhai asad Asian Bakre ho our rate bi kam ho
                      lekin leiley main ye khobiyaan honi chahian
                      1.laile ki kamar rani jaisi ho
                      2.chaal masatani ho
                      3.khubsorti munde sialkoti jaisi ho
                      4.os ka kad umbrose jaisa ho
                      5.os ka bolne ka style shah rukh jaisa ho
                      6.os ki awaz naseebo jaisi sureely ho
                      7.os ki masoomiat blochistan jaisi ho
                      8.os ki ankhain kajal jaisi hon
                      9.os ki umer film star(pk) saima ki tara 18 saal ho
                      10.our os ki educatoin kam az kam ma english ho
                      asad bhai en tamam khasosiat ko mad-e-nazar rakh
                      ke koi acha sa agar bakra hai tu abhi
                      hassan pco per rabta karain
                      shukria
                      abay khaariyaan ke itnay gadhay hein, un jesi koi quality nahi chahiye tumhein :tauba
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Eid In Jandanwala( my village)

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Yaar jitna tu kamzoor dil he, kurbaani kerne ke baad zaroor be-hoosh ho gaya ho ga :khi:
                        Main itna kamzoor dil bhi nahin hoon, tum jaisey dumbey ko pakarra huwa tha keh hilney nahin diya :p
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #42
                          Re: Eid In Jandanwala( my village)

                          Originally posted by Masood View Post
                          Main itna kamzoor dil bhi nahin hoon, tum jaisey dumbey ko pakarra huwa tha keh hilney nahin diya :p
                          Pehlay yeh decide ker ke tu ne usay ziba kia tha ya sirf paker ke apna moun doosri taraf kiya tha :khi:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Eid In Jandanwala( my village)

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Pehlay yeh decide ker ke tu ne usay ziba kia tha ya sirf paker ke apna moun doosri taraf kiya tha :khi:
                            ussey pakarr ker munh doosri taraf kiya tha keh DUMBA SIALKOTI kidher hai takeh ussey bhi zibah kiya jaey :p
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #44
                              Re: Eid In Jandanwala( my village)

                              Originally posted by Masood View Post
                              ussey pakarr ker munh doosri taraf kiya tha keh DUMBA SIALKOTI kidher hai takeh ussey bhi zibah kiya jaey :p
                              Waise masood mein yeh sooch raha hoon ke aik dumba dumbay ko ziba kertay huay kesa lagta ho ga :kr: :kr:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Eid In Jandanwala( my village)

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Waise masood mein yeh sooch raha hoon ke aik dumba dumbay ko ziba kertay huay kesa lagta ho ga :kr: :kr:
                                Jaisey aik insaan doosrey ko zibah kartey huwey lagta hai :lpop:
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X