Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

bachoo ki tarbeyat ki zimmdari kis par zaida aiad hoti hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • bachoo ki tarbeyat ki zimmdari kis par zaida aiad hoti hai ?

    Assalamlaikum
    zaidatur yehi suna or kaha jata hai kay bacchay ki tarbeyat ki zimmadari sirf parents pay hoti hai ...aap is khayal say kitna agree kartay hian ? kay sirf parents ki bacchoo ki tarbeyat kay zimmdar hian ?
    phir school teachers, school friends, realtives , neighbours wahgera wo kitna role play kartay hian ???
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: bachoo ki tarbeyat ki zimmdari kis par zaida aiad hoti hai ?

    Walaykumas Salam
    Bilkul Sahi Hay Keh Sab Say Ziada Zimadari Parents Per Bohti Hay. Apnay Bachon Ki Zimadari Tu Khud Parents Per Aayed Hoti Hay.

    Realtives ,Neighbours Per Tu Bilkul Bhi Zimadari Nahi Hoti Or Wesay Bhi Aaj Kal Ka Dour Aisa Hay Keh Dosron Kay Bachon Ko Kuch Na Hi Bola Jaye Tu Acha Hay ...

    School Friends Terbiyat Nahi Kartay Kyun Keh Wo Khud Seekhnay Kay Marahil Say Guzar Rahay Hotay Hain

    Teachers Bohat Aham Role Ada Kartay Hain Tarbiyat Main Parents Kay Baad Kyun Keh Bachay Apna Ziada Waqt Parents Kay Sath Or Us Main Bhi Maa Kay Sath Guzartay Hain ..
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • #3
      Re: bachoo ki tarbeyat ki zimmdari kis par zaida aiad hoti hai ?

      Originally posted by Aanchal View Post
      Assalamlaikum
      zaidatur yehi suna or kaha jata hai kay bacchay ki tarbeyat ki zimmadari sirf parents pay hoti hai ...aap is khayal say kitna agree kartay hian ? kay sirf parents ki bacchoo ki tarbeyat kay zimmdar hian ?
      phir school teachers, school friends, realtives , neighbours wahgera wo kitna role play kartay hian ???

      و علیکم سلام و رحمت الله

      بچوں کی ذمہ داری اصل میں والدین پر ہی عائد ہوتی ہے - قرآن میں بھی اسی لئے والدین کا مقام اور ان کی عزت کے بارے میں الله نی جو اتنی اہمیت دی ہے تو وہ اپنے بچوں کی تربیت میں تکلیف اٹھانے کی بنا پر دی گئی ہے - باقی اسکول ، دوست احباب اور پڑوسی وغیرہ اپنی اپنی جگہ معاشرے کی تعمیر میں بچوں کو تربیت دینے کے معاملے میں ذمہ دارہیں- اور صرف یہی نہیں بلکہ حکومت وقت پر بھی بچوں کی شخصیت کی تعمیر میں اہم ذمہ داری عائد ہوتی ہے - (جو کم سے کم ہمارے ملک کے حکمرانوں نے کبھی پوری نہیں کی
      )-


      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

      Comment

      Working...
      X