Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

    1.) Kya andha (blind) aadmi khwaab dekhta hai.

    2.) Agar andha aadmi dark glass pehanta hai...to behra (deaf) aadmi apne kaano meiN earmuffs kyoN nahiN daalta...
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

  • #2
    Re: kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

    Hmm blind man sapnay daykhsakta hay kun kay wo ankho say andha hota hay Dil say nahi hota See indian movie Black
    http://www.genericviagra2015shop.com/

    Comment


    • #3
      Re: kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

      Originally posted by handsome
      Hmm blind man sapnay daykhsakta hay kun kay wo ankho say andha hota hay Dil say nahi hota
      yeh jawab bhi acha hai :)
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

        Jinke tasavvar meiN tasveer hi nahiN banta to sapna kaise dekh sakta hai...
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment


        • #5
          Re: kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

          mere khiaal se jo bichare dehk nahi saktey..unko khawab kaisey nazar asakta hai...kiiuke khawab ka taluq dehkne se hi hai....hosakta hai...apne imagine ki hoi chieze hi nazar ati hou...lekin jo aik ankh dehkti hai..wo nazar nahi asaakta ....khawab mai .

          Comment


          • #6
            Re: kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

            Very good topic :thmbup:
            Attached Files
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #7
              Re: kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

              Assalaaam o alekum,


              Topic bahoot behtreen hai lekin mujhe ek baat samajh nahin aayi woh yeh ke kaun kehtaa hai ke aankhoon waale hi khwaab dekhte hain ??? mainien to ab tak yehi dekha ke aankhien band hoon tabhi khwaab dikhtey hain mere khayaal se khwaab dekhnien ke liye in aankhoon ki nahin balke mann ki aankhoon ki zaroorat hooti hai ho saktaa hai main ghalat hun
              :tang: RISK IS MY BUSINESS

              DANGER IS MY GAME

              DONT PLAY WITH ME
              BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

              Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

              Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

              Comment


              • #8
                Re: kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

                Andhey hian tu kya howa Seenay main dil tu rakhtay hian Khawab dekhney ka haq tu rakhtay hian :)
                Zindagi Thak Gaye ..!!

                Comment


                • #9
                  Re: kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

                  Originally posted by Masood
                  Very good topic :thmbup:
                  Shukriya Masood

                  mere Khyal meiN andhe aadmi ki ek alag imagination hoti hai, saath saath wo kano se sunte bhi haiN...yehi sun.ne yaani ke awaz aur imagination ko combine karke jo tasveer unke zehan meiN ubharti hogi...wahi reply hota hoga
                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment


                  • #10
                    Re: kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

                    Originally posted by khurram_shaikh
                    Assalaaam o alekum,


                    Topic bahoot behtreen hai lekin mujhe ek baat samajh nahin aayi woh yeh ke kaun kehtaa hai ke aankhoon waale hi khwaab dekhte hain ??? mainien to ab tak yehi dekha ke aankhien band hoon tabhi khwaab dikhtey hain mere khayaal se khwaab dekhnien ke liye in aankhoon ki nahin balke mann ki aankhoon ki zaroorat hooti hai ho saktaa hai main ghalat hun
                    Salam Khurram Sahab

                    aankhen band hone ke baad bhi khwab tabhi dekhte haiN jab aankhon wala banda kisi chiz ko awwal dekha ho, imagine kiya ho...lekin andhe log jab kisi chiz ko dekha hi nahiN...to kaisi possible...
                    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                    Comment


                    • #11
                      Re: kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

                      kia result nikla ?
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • #12
                        Re: kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

                        kia pata andhoo si pochliii jiii.............:eye:
                        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                        :pr:

                        Comment


                        • #13
                          Re: kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

                          helen keller blind n deaf thi lekin phir wo nature ko feel kar sakti thi,likh sakti thi,parh sakti thi,khwab dekhne ke leay baki sences kaam karti hen so yakinan blind people khwab dekhte hen.

                          Comment


                          • #14
                            Re: kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

                            Originally posted by Aanchal
                            kia result nikla ?
                            Koi andha mila hai nahin jis sey poochhta.
                            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                            Comment


                            • #15
                              Re: kya andha aadmi Khwab dekhte haiN...

                              Originally posted by shy
                              helen keller blind n deaf thi lekin phir wo nature ko feel kar sakti thi,likh sakti thi,parh sakti thi,khwab dekhne ke leay baki sences kaam karti hen so yakinan blind people khwab dekhte hen.
                              Helen Keller blind, deaf and dumb thi, wo apne milne julney waley logon ko unki individual "smell" se pehchan leti thi,
                              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                              Comment

                              Working...
                              X