Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

mein Quetta ja rahi hoon

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: mein Quetta ja rahi hoon

    Originally posted by ummid
    hmmm...
    hum khud pata kerwalenge aur aap ko bhi bata denge..:)
    kia baat he ji aap ki :khi:
    :thmbup:

    Comment


    • #62
      Re: mein Quetta ja rahi hoon

      Originally posted by munda_sialkoty
      kia baat he ji aap ki :khi:
      thank you..:phool:

      Comment


      • #63
        Re: mein Quetta ja rahi hoon

        Originally posted by ummid
        thank you..:phool:
        yeh sorry aur thankyou kum nahi ho sakta kia :lpop:
        :thmbup:

        Comment


        • #64
          Re: mein Quetta ja rahi hoon

          Originally posted by munda_sialkoty
          yeh sorry aur thankyou kum nahi ho sakta kia :lpop:
          nahi...:na:
          humarii ammi kehti hain "jo insaan ka shukr ada nahi ker sakta woh allah ka kaise kare ga...
          aur jo logon se maafi nahi mang sakta woh allah se kaise maafii mange ga":)

          Comment


          • #65
            Re: mein Quetta ja rahi hoon

            me going out of office for some time...miltay hein break ke baad
            :thmbup:

            Comment


            • #66
              Re: mein Quetta ja rahi hoon

              Originally posted by munda_sialkoty
              me going out of office for some time...miltay hein break ke baad
              hum bhi soney hi ja rahe hain..
              break ka tu pata nahi ab ka mulaqat hogi:insha:
              allahafiz.:phool:

              Comment


              • #67
                Re: mein Quetta ja rahi hoon

                mein wapis aa gaya

                aglay din.....hehe
                :thmbup:

                Comment


                • #68
                  Re: mein Quetta ja rahi hoon

                  Originally posted by munda_sialkoty
                  mein wapis aa gaya

                  aglay din.....hehe
                  jaldi aa gaey ...ek 2 saal baad aatay na:lol
                  sigpic

                  Comment


                  • #69
                    Re: mein Quetta ja rahi hoon

                    Originally posted by Eshaa_wellwisher
                    jaldi aa gaey ...ek 2 saal baad aatay na:lol
                    bas aik 2 saal :D
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • #70
                      Re: mein Quetta ja rahi hoon

                      Originally posted by Aanchal
                      bas aik 2 saal :D
                      ye main neelum se nahin keh rahi..... gar unhein kehty to ..koi ... 1...ya 2 k saath ... 00000000000000000s lagag dety ..............................................back mein :khi: :lol
                      sigpic

                      Comment


                      • #71
                        Re: mein Quetta ja rahi hoon

                        Originally posted by Eshaa_wellwisher
                        jaldi aa gaey ...ek 2 saal baad aatay na:lol
                        Mein tableeg kerne nahi gaya tha...office se ghar gaya tha
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #72
                          Re: mein Quetta ja rahi hoon

                          Originally posted by Aanchal
                          bas aik 2 saal :D
                          Kya matlab...mein ne aap ki koi bains choori ker li he jo ini der ke liye mujay mulk-badar kerne ki sooch rahi hein
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #73
                            Re: mein Quetta ja rahi hoon

                            Originally posted by munda_sialkoty
                            Mein tableeg kerne nahi gaya tha...office se ghar gaya tha
                            I knw aap tablegh ker bhi nahin saktay :zuban: :zuban:
                            sigpic

                            Comment


                            • #74
                              Re: mein Quetta ja rahi hoon

                              Originally posted by Eshaa_wellwisher
                              ye main neelum se nahin keh rahi..... gar unhein kehty to ..koi ... 1...ya 2 k saath ... 00000000000000000s lagag dety ..............................................back mein :khi: :lol
                              aap ager aik do saath mein lagatein to mein ne bhi aap ki aik laga deni thi

                              aisay :slap:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #75
                                Re: mein Quetta ja rahi hoon

                                Originally posted by Eshaa_wellwisher
                                I knw aap tablegh ker bhi nahin saktay :zuban: :zuban:
                                Zahir he aap jese loogon ke hotay huay to yeh na-mumkin si baat lagti he :zuban:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X