Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Quddosi sahab ki bewa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Quddosi sahab ki bewa

    Assalamalikum

    aikor drama Ary ka kafi famous ja raha hai :hairdrayer:

    Quddosi sahab ki bewa

    Ary pay laga hai abhi :--p

    kon kon dekhta hai ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: Quddosi sahab ki bewa

    Originally posted by Aanchal View Post
    Assalamalikum

    aikor drama Ary ka kafi famous ja raha hai :hairdrayer:

    Quddosi sahab ki bewa

    Ary pay laga hai abhi :--p

    kon kon dekhta hai ?
    وعلیکم السلام
    آپ یہ ڈرامہ دیکھتی ہو؟ آپ کو یہ ڈرامہ اچھا لگتا ہے؟
    مجھے سمجھ نہیں آتی کہ اس قدر بیہودہ اور معیار کے اعتبار سے انتہائی گھٹیا ڈرامہ پاس کیسے ہو جاتا ہے؟
    مگر جیسا ہمارے ڈراموں کا آج کل حال ہے، اس پر ہر کام ممکن ہے۔
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Quddosi sahab ki bewa

      Originally posted by Masood View Post


      وعلیکم السلام
      آپ یہ ڈرامہ دیکھتی ہو؟ آپ کو یہ ڈرامہ اچھا لگتا ہے؟
      مجھے سمجھ نہیں آتی کہ اس قدر بیہودہ اور معیار کے اعتبار سے انتہائی گھٹیا ڈرامہ پاس کیسے ہو جاتا ہے؟
      مگر جیسا ہمارے ڈراموں کا آج کل حال ہے، اس پر ہر کام ممکن ہے۔
      Hina dilapzeer ki acting dekhoo kitnay characters keye hian us nay aik hi dramye main :hairdrayer:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: Quddosi sahab ki bewa

        kind of funny drama. but as masood sir said...bohat he behoda kisam ka drama hai..hina dilpazir ki acting apni jagha magar ..HADD HOTI HAI.. sharam aati hai yaar....

        Comment


        • #5
          Re: Quddosi sahab ki bewa

          Originally posted by Aanchal View Post
          Hina dilapzeer ki acting dekhoo kitnay characters keye hian us nay aik hi dramye main :hairdrayer:


          Originally posted by mann-jali View Post
          kind of funny drama. but as masood sir said...bohat he behoda kisam ka drama hai..hina dilpazir ki acting apni jagha magar ..HADD HOTI HAI.. sharam aati hai yaar....
          حنا نے یہ سب کردارد کر کے یہ ثابت کر دیا ہے کہ اُس پر بلبلے کی چھاپ نہیں لگی، اور وہ ہر طرح کے کردار کر سکتی ہے اور اس کا قطعاََ کوئی دوش نہیں، مگر مجھے حیرت ہوتی ہے کہ لکھنے والے کے دماغ میں آیا ہی کیا تھا کہ ایسا بے تکا اور بیہودہ ڈراما تخلیق کیا؟ وہ کیا سبق دینا چاہتا ہے اس ڈرامے سے؟ مگر پھر وہی بات جو معیار ہے اس میں ایسے ہی ڈرامے بنیں گے۔
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Quddosi sahab ki bewa

            Originally posted by Aanchal View Post
            Assalamalikum

            aikor drama Ary ka kafi famous ja raha hai :hairdrayer:

            Quddosi sahab ki bewa

            Ary pay laga hai abhi :--p

            kon kon dekhta hai ?
            Paglon wala drama hai na koi sir na pair
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Quddosi sahab ki bewa

              Originally posted by sccorpion81 View Post
              Paglon wala drama hai na koi sir na pair
              yeh wahid drama hai jo Aanchal ko bohat HIIIII achhi tarha samajh mein aaya ho ga :lol
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: Quddosi sahab ki bewa

                me ko saray dramye samajh main aa jatay hian
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #9
                  Re: Quddosi sahab ki bewa

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  me ko saray dramye samajh main aa jatay hian
                  Noooooooooo - jabhi tum idher aa ker ham sab ka dimagh khana shuru kar deti ho :lol

                  Waisey tum bohat mahaan ho jisko aaj kal key dramey samajh mein aa jaatey hain :lol
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #10
                    Re: Quddosi sahab ki bewa

                    Walaikum Assalaam

                    Qudussi Sahab ki bewa dekhnay ka itifaaq aik-do baar hua tha, iss dramay main jo language ka istimaal hua hay aur jo lehja ikhtiyaar kia gaya hay woh waqayi na-qabil-e-bardaasht hay, magar hairat ki baat yeh hay kay yeh drama na kay SUPER HIT saabit hua hay balkay kaafi superhit dramay jaisay HAMSAFAR, QAID-E-TANHAYII, MERAY SAYEEN 2, aur THAKAN jinn ki script bhi aala thi aur dramay sabaq-a,ppz bhi thay!!!

                    Quduusi sahab ki bewa apni qisam ka SAATHWAAN drama hay jissay FASIH BARI KHAN nay likha hay aur iss kay HIDAYAT KAAR hain MAZHAR MOIN... iss say pehlay iss joRi nay 'Shakoor Sahab', Saray Ghat Ki Farzana, Bawli Bitiya, Pichaal Periyan, Ronak Jahan Ka Nafsiyati Gharaana AUR Burns Road Ki Niloufer jaisay dramay baanayay thay jo kay naazreen main kaafi maqbool huway.

                    Iss language main baat karnay waaloon ki taadaad waqayii bohat kam hay, magar aaj bhi jaahalat ka yeh aalam hay kay aik chota bacha bhi aap say jab baat karay ga tou apni tehzeeb-o-tamadun ko baalay-e-taaq rakh kar isi tarah kay 'Wahiyaat' alfaaz ka istimaal karay ga jaisa kay iss dramay main bataaya gaya hay!!

                    Baaqi rahi HINA DILPAZEER ki adaakaari tou woh waqayii laa jawaab hay, iss draamay nay HINA DILPAZEERI nay 10 kirdaar ada kar chuki hain :)

                    1. Shakooran Begum
                    2. Badraka Jahan
                    3. Rooh Afza
                    4. Bangali Baji
                    5. Nazima Khatoon (Aleemuddin's sister)
                    6. Nazeer Khan
                    7. Tina Gul (Rooh Afza's mother)
                    8. Elaichi (Transgender)
                    9. Tamizini
                    10. Madhu Chopra (in one episode only)

                    Khush rahyeh
                    Fi amaan ALLAH
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: Quddosi sahab ki bewa

                      oo ho its so saddd

                      Comment

                      Working...
                      X