Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
کون کہاں رہتا ہے؟
Collapse
X
-
Re: کون کہاں رہتا ہے؟
Assalaam-O-alaikum
Bohat hi khoobsurat baat hay, magar yeh baat kuch samajh nahin aayii kay ISHQ kay aatay hi 'SHARAM' kaisay rukhsat ho jaati hay aankhoon say.... meray khayal main 'Sharam aur haya' ka asaal muqaam aankhain hi hain, aur ISHQ aankhoon kay zaryeh DIL main hi muqeem rehta hay, matlab kay aankhain srif aur srif 'WASEELA' banti hay 'Ishq' ki rasayii-e-dil kay liye....
Sawaal yeh paida hota hay kay 'nabeena' bhi tou ishq ka shikaar hotay hain, tou kahin hum 'musanif' iss baat ko tou nazarandaz nahin kar gayay hay ISHQ tou kisi ki 'Awaz' say kisi kay 'alfaz' say bhi hosakta hay aur 'awaz' ki rasaye-e-dil ka zarya 'kaan; hotay hain...!!sigpic
-
Re: کون کہاں رہتا ہے؟
Originally posted by thefire1 View PostAssalaam-O-alaikum
Bohat hi khoobsurat baat hay, magar yeh baat kuch samajh nahin aayii kay ISHQ kay aatay hi 'SHARAM' kaisay rukhsat ho jaati hay aankhoon say.... meray khayal main 'Sharam aur haya' ka asaal muqaam aankhain hi hain, aur ISHQ aankhoon kay zaryeh DIL main hi muqeem rehta hay, matlab kay aankhain srif aur srif 'WASEELA' banti hay 'Ishq' ki rasayii-e-dil kay liye....
Sawaal yeh paida hota hay kay 'nabeena' bhi tou ishq ka shikaar hotay hain, tou kahin hum 'musanif' iss baat ko tou nazarandaz nahin kar gayay hay ISHQ tou kisi ki 'Awaz' say kisi kay 'alfaz' say bhi hosakta hay aur 'awaz' ki rasaye-e-dil ka zarya 'kaan; hotay hain...!!
Bhai Musanif 21 sadi ka hai is liye woh aaj ki generation ke ISHQ ko define kar raha hai, or aap apne dour ke ishq ki baat kar rahe hein :lol
Comment
-
Re: کون کہاں رہتا ہے؟
Originally posted by thefire1 View PostAssalaam-O-alaikum
Bohat hi khoobsurat baat hay, magar yeh baat kuch samajh nahin aayii kay ISHQ kay aatay hi 'SHARAM' kaisay rukhsat ho jaati hay aankhoon say.... meray khayal main 'Sharam aur haya' ka asaal muqaam aankhain hi hain, aur ISHQ aankhoon kay zaryeh DIL main hi muqeem rehta hay, matlab kay aankhain srif aur srif 'WASEELA' banti hay 'Ishq' ki rasayii-e-dil kay liye....
Sawaal yeh paida hota hay kay 'nabeena' bhi tou ishq ka shikaar hotay hain, tou kahin hum 'musanif' iss baat ko tou nazarandaz nahin kar gayay hay ISHQ tou kisi ki 'Awaz' say kisi kay 'alfaz' say bhi hosakta hay aur 'awaz' ki rasaye-e-dil ka zarya 'kaan; hotay hain...!!
دی فائر بھائی
آپ کی کنفیوژن کو دور کرنے کے لیے
آپ کو
مرزا صاحباں کی داستان عشق کا مطالعہ کرنا ہوگا
Comment
-
Re: کون کہاں رہتا ہے؟
Mujhay ishq ko samajhnay kay liye kisi kitaab ka 'Mutala'a' karnay ki nahin balkay ISHQ main 'mubtula' honay ki zaroorat hay :lol jo main hoon, go kay woh meray paas nahin magar uska ISHQ meray dil main moujood hay..... aaj kal kay ishq ka jiss ka tazkara 'Khan sahab' nay kia hay wou tou gali gali, choubaaroon per, kisi ki shaadi main, kisi ki mayyat main, kisi urs main, tou kisi dargah per..... yaani gali gali dastiyaab hay jo aankhoon main aata hay aur phir SHARAM gayab hojaati hay, aur jab DIL main aata hay tou HAWAS ka nishaana banta hay!!!!
ISHQ jahan insaan ko apni khoobsurti ka ehsaas dilata hay wahan uss main Sharm-o-haya ka aik aisa hijaab pehnaata hay, kay mehboob kay milnay ya na milnay say 'Mohabbat' kam nahin hoti, doori say aur bhaRti hay aur 'nazdeekiyon' say har dinn ISHQ main mubtula karti hay :)
I think, I am getting carried-away with ISHQ, laikin yehi meri soch hay, aur aisa hi mera ISHQ ko samajhnay ka tareeqa! :)
Originally posted by Baniaz Khan View Post
دی فائر بھائی
آپ کی کنفیوژن کو دور کرنے کے لیے
آپ کو
مرزا صاحباں کی داستان عشق کا مطالعہ کرنا ہوگاsigpic
Comment
-
Re: کون کہاں رہتا ہے؟
Originally posted by thefire1 View PostMujhay ishq ko samajhnay kay liye kisi kitaab ka 'Mutala'a' karnay ki nahin balkay ISHQ main 'mubtula' honay ki zaroorat hay :lol jo main hoon, go kay woh meray paas nahin magar uska ISHQ meray dil main moujood hay..... aaj kal kay ishq ka jiss ka tazkara 'Khan sahab' nay kia hay wou tou gali gali, choubaaroon per, kisi ki shaadi main, kisi ki mayyat main, kisi urs main, tou kisi dargah per..... yaani gali gali dastiyaab hay jo aankhoon main aata hay aur phir SHARAM gayab hojaati hay, aur jab DIL main aata hay tou HAWAS ka nishaana banta hay!!!!
ISHQ jahan insaan ko apni khoobsurti ka ehsaas dilata hay wahan uss main Sharm-o-haya ka aik aisa hijaab pehnaata hay, kay mehboob kay milnay ya na milnay say 'Mohabbat' kam nahin hoti, doori say aur bhaRti hay aur 'nazdeekiyon' say har dinn ISHQ main mubtula karti hay :)
I think, I am getting carried-away with ISHQ, laikin yehi meri soch hay, aur aisa hi mera ISHQ ko samajhnay ka tareeqa! :)
Comment
-
Re: کون کہاں رہتا ہے؟
Originally posted by thefire1 View PostAssalaam-O-alaikum
Bohat hi khoobsurat baat hay, magar yeh baat kuch samajh nahin aayii kay ISHQ kay aatay hi 'SHARAM' kaisay rukhsat ho jaati hay aankhoon say.... meray khayal main 'Sharam aur haya' ka asaal muqaam aankhain hi hain, aur ISHQ aankhoon kay zaryeh DIL main hi muqeem rehta hay, matlab kay aankhain srif aur srif 'WASEELA' banti hay 'Ishq' ki rasayii-e-dil kay liye....
Sawaal yeh paida hota hay kay 'nabeena' bhi tou ishq ka shikaar hotay hain, tou kahin hum 'musanif' iss baat ko tou nazarandaz nahin kar gayay hay ISHQ tou kisi ki 'Awaz' say kisi kay 'alfaz' say bhi hosakta hay aur 'awaz' ki rasaye-e-dil ka zarya 'kaan; hotay hain...!!tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
Comment