Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khuwab tumharay ta'abeer hamari

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

    Originally posted by neelum
    oe gora kabarustan kay gorkan chup kar..... :na:
    Yeh baat muj se ager kisi larki ne kahi hoti to mein zaroor bura maan jata :zuban:
    :thmbup:

    Comment

    • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

      Originally posted by munda_sialkoty
      Yeh baat muj se ager kisi larki ne kahi hoti to mein zaroor bura maan jata :zuban:
      kia matlab?

      Comment

      • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

        Originally posted by neelum
        kia matlab?
        ager main aap ko ba-akal samajta, to aap ko matlab zaroor bata deta :khi:
        :thmbup:

        Comment

        • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

          Originally posted by munda_sialkoty
          o kuriye...larkiyon ko tashbeeh to pariyoon se hi doon ga jin se thoori don ga :khi: ager pariyaan sadmay se mer gai hein to un mein zaroor koi technical fault ho ga is mein Neelum Shehzadi ka kia kasoor he :lol :lol
          o..mundya....pariyon mein nahin ... aap k dimagh mein technical fault hai :khi:
          ye pari se se neelum bibi/biba ab shehzadi ho gaeen.....kion jaan ley rahay hain aap na haq logon ki..... pehlay pariyaan mar gaeen ..ab baychare shehzadi khud kushi ker lay gee:embarasse
          sigpic

          Comment

          • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

            Originally posted by Eshaa_wellwisher

            ESHAA DEVI ji aap khawa makhwa mein na kabraein me hoon na pariyoon aur shehzadiyoon ko khudkashi se bachanay ke liye aur waise bhi khud-kushi kerna ina aasan nahi he...me ne aik vari kooshish ki thi...doctoron ne mere chehray pe 1000, 1000 watt ke kai bulb laga diye thay aur mujay doodh mein anday phaint ke pilaaye aur phir innay waray paani mein inaa wara namak daal ke pilaya...puri pani ki balti pi thi....mujay umeed he ke mera haal dekh ke saari pariyaan aur shehzaadiyaan khud-kushi kerne se ijtenaab karein gi :embarasse
            :thmbup:

            Comment

            • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

              Originally posted by Munda_pk
              me ney khwab me SPIDER dekha hay...........ab kia karoon...??
              too spider man ban jayga....
              :shh:

              Comment

              • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                Originally posted by neelum
                khuwaab mein spider dekhnay say muraad hoti hai k aap ko takleef puhnchay gi..... dukh milay ga..... :) wallla alam
                asad aap ko aik khushi mily gii....
                yeh aisy hee keh rahi hain. dontworry:rose

                Comment

                • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                  Originally posted by munda_sialkoty
                  ESHAA DEVI ji aap khawa makhwa mein na kabraein me hoon na pariyoon aur shehzadiyoon ko khudkashi se bachanay ke liye aur waise bhi khud-kushi kerna ina aasan nahi he...me ne aik vari kooshish ki thi...doctoron ne mere chehray pe 1000, 1000 watt ke kai bulb laga diye thay aur mujay doodh mein anday phaint ke pilaaye aur phir innay waray paani mein inaa wara namak daal ke pilaya...puri pani ki balti pi thi....mujay umeed he ke mera haal dekh ke saari pariyaan aur shehzaadiyaan khud-kushi kerne se ijtenaab karein gi :embarasse
                  meray khilaaf kiya sazish ho rahi hai

                  Comment

                  • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                    Originally posted by neelum
                    meray khilaaf kiya sazish ho rahi hai
                    Aray devi ji, bulke shirimati ji...aap ke khilaaf hum saazish kyoon kerne lagein...sazish to kisi syanay bunday ke khilaaf ki jati he :lol :lol :lol
                    :thmbup:

                    Comment

                    • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                      Originally posted by munda_sialkoty
                      ESHAA DEVI ji aap khawa makhwa mein na kabraein me hoon na pariyoon aur shehzadiyoon ko khudkashi se bachanay ke liye aur waise bhi khud-kushi kerna ina aasan nahi he...me ne aik vari kooshish ki thi...doctoron ne mere chehray pe 1000, 1000 watt ke kai bulb laga diye thay aur mujay doodh mein anday phaint ke pilaaye aur phir innay waray paani mein inaa wara namak daal ke pilaya...puri pani ki balti pi thi....mujay umeed he ke mera haal dekh ke saari pariyaan aur shehzaadiyaan khud-kushi kerne se ijtenaab karein gi :embarasse
                      :tauba kinni baar bataya hai k mera naam Eshha deyol nahin:hathora :hathora aur na hee Eshaa Devi.... Mera naam EShaa hai ..Eshaa
                      samjhay....:a stick::slap: :chair:
                      sigpic

                      Comment

                      • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                        Originally posted by Eshaa_wellwisher
                        :tauba kinni baar bataya hai k mera naam Eshha deyol nahin:hathora :hathora aur na hee Eshaa Devi.... Mera naam EShaa hai ..Eshaa
                        samjhay....:a stick::slap: :chair:
                        aap aa gaein...me akeela bore ho raha tha yahan pe

                        aap ne aatay hi phainti lagani shuru ker di...yeh baat aap mujay pyaar se bhi samja sakti thein Esha Devi :D
                        :thmbup:

                        Comment

                        • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                          Originally posted by munda_sialkoty
                          aap aa gaein...me akeela bore ho raha tha yahan pe

                          aap ne aatay hi phainti lagani shuru ker di...yeh baat aap mujay pyaar se bhi samja sakti thein Esha Devi :D
                          ohoo bore ho rahay thay aap:tasali: phenti k baad to boriyat duur ho gaeey ho gee na:khi:
                          meray haan pyr ki zabaan aisee hee hoty hai:-P:zuban: :lpop:
                          Last edited by Eshaa Chaudhry; 10 March 2006, 08:31.
                          sigpic

                          Comment

                          • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                            Originally posted by Eshaa_wellwisher
                            ohoo bore ho rahay thay aap:tasali: phenti k baad to boriyat duur ho gaeey ho gee na:khi:
                            meray haan pyr ki zabaan aisee hee hoty hai:-P:zuban: :lpop:
                            Isay pyaar ki zubaan se ziada pyaar ki hathoori kehna munasib ho ga :zuban:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                              Originally posted by munda_sialkoty
                              Isay pyaar ki zubaan se ziada pyaar ki hathoori kehna munasib ho ga :zuban:
                              chalein hathhori hee keh lein...hay to pyr ki na...mujhey to yehee aatee yun ker k maarni:hathora :a stick:
                              sigpic

                              Comment

                              • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                                Originally posted by Jhumroo
                                kuRii baRii muNh phaTTT hai...i LIKED that
                                pehlay shaks ho jis nay kaha i liked that

                                Comment

                                Working...
                                X