Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pegham Need Changes

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Pegham Need Changes

    چلو خود صلع کرتے ہیں
    ہمدرد کون ہیں تیرا میرا

    پیام

    :SubhanAllhaa:
    Last edited by jan_zhob; 1 October 2012, 06:27.

    Comment

    • #32
      Re: Pegham Need Changes

      Originally posted by jan_zhob View Post
      چلو خود صلع کرتے ہیں
      ہمدرد کون ہیں تیرا میرا

      پیام

      :SubhanAllhaa:
      :hii:

      Comment

      • #33
        Re: Pegham Need Changes

        Walaikum Assalaam

        Bilkul sahi keh rahay hain, CHANGES ki bohat zaroorat. srif PEGHAM main hi nahin balkay:
        1. Humaray roz marra may schedule main taakay hum iss site per kuch waqt day sakain.
        2. Humaray rawaiyoon main taakay hum 'darguzar' kar sakain.
        3. Humaray kirdaar main taakay hum 'Ikhlaaq' kay daiyray main reh kar baat kar sakain.
        4. Humaari soch main taakay hum 'MUSBAT SOCH' ko humari zindagi ka hissa bana sakain.
        5. Humari 'zehni wusa'at' main taakay hum 'tang nazri' ka chashma apni aankhoon say utaar sakahin.

        In short, humain apnay aap main CHANGES laani hain, kiyonki 'Baahir ki dunya' chahaay kitni hi BADAL jaayay agar 'andar ki duniya' nahin badlay gii tou humari soch aur humari zindagi kabhi bhi 'POSITIVE' raah nahin ikhtiyaar karay giii!!!

        Aik aakhri cheese kay 'INKISAARI' insaan ko bohat ounchay muqaam per poohchaatii, kiyonki 'bulandi yaa PaahaR' per chalnay kay liye 'Sir AkaR' kar nahin balkay 'Sir Jhuka' kar chalna hota hay!!!

        May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

        Fi Amaan ALLAH

        PS: Changes tou zaroori hay saath saath 'puraanay aur routhay' huway saathiyon ka aana bhi zaroori hay kiyonki 'KHUSHI' aur 'RONAQ' apnoo kay paas honay say hi hotay hay, warna 'PEGHAM' kia hay 'DUNYA' bhi BE-RONAQ hojaati hay :)
        sigpic

        Comment

        • #34
          Re: Pegham Need Changes

          Originally posted by thefire1 View Post

          I agree with each & every word of you

          Comment

          • #35
            Re: Pegham Need Changes

            Puranay doston ko wapas laane ka baira koun uthaaye ga phir :p

            Comment

            • #36
              Re: Pegham Need Changes

              aslam o alikum..
              nice thread..
              sab ne hi achi rayi di hai..
              par mujhe b kuch kehna hai..
              forum chon,k apna ghar hota hai is ghar ko khobsurat tu mil kar hi banaya jata hai par agar rush zada ho tu hum jitne b jatan kar lain sab kuch apni jagha pa sahi nai ho ga han agar in sab k zumay koi na koi kaam laga dya jaye tu ye mumkin hai..jaise aik tu ye hujoom sa lagta hai Forum p..is ko kam kia jaye sec kam hon..sab ko har jagha jana asan ho kise se rasta na pochna pare..or phir her sec kise k zumedari main day dya jaye is liye k wo us ki dekh bhaal kar sake ..koi behas..koi ikhlaq se giri baat ..koi nafrat phail hi na sakye.wo khud us ka zumadar ho ga or har baat ki poch gheech use se hi honi chahye..har sec ki safai buhat zarori hai..or sab ka Forum k sath mokhlis hona us se b zada zarori
              sorry..ju baat b buri lagay maaf kijye ga..

              Comment

              • #37
                Re: Pegham Need Changes

                Originally posted by life. View Post

                Buhat achi tajweez paish ki hain aap ne :)

                Aap ke khayaal me Forum per koun se section izaafi hein or Forum ke sections ko kis tarah mukhtasir kar ke simple banaya ja sakta hai jis se new members ko koi dushwari na ho

                Comment

                • #38
                  Re: Pegham Need Changes

                  haazir hain!!!
                  Originally posted by Mr.Khan View Post
                  Puranay doston ko wapas laane ka baira koun uthaaye ga phir :p
                  sigpic

                  Comment

                  • #39
                    Re: Pegham Need Changes

                    سب سے پہلے ایڈمن کو ریگولر کرا جاے بھی پیغام کچھ زیادہ ہی تنگ کرتا ہے

                    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                    Comment

                    • #40
                      Re: Pegham Need Changes

                      Originally posted by crystal_thinking View Post
                      سب سے پہلے ایڈمن کو ریگولر کرا جاے بھی پیغام کچھ زیادہ ہی تنگ کرتا ہے

                      Theek hai, Admin key projects tum sambhaal lo aa ker, Admin net per aa jata hai :p
                      مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                      نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                      Comment

                      • #41
                        Re: Pegham Need Changes

                        Originally posted by thefire1 View Post
                        Walaikum Assalaam

                        Bilkul sahi keh rahay hain, CHANGES ki bohat zaroorat. srif PEGHAM main hi nahin balkay:
                        1. Humaray roz marra may schedule main taakay hum iss site per kuch waqt day sakain.
                        2. Humaray rawaiyoon main taakay hum 'darguzar' kar sakain.
                        3. Humaray kirdaar main taakay hum 'Ikhlaaq' kay daiyray main reh kar baat kar sakain.
                        4. Humaari soch main taakay hum 'MUSBAT SOCH' ko humari zindagi ka hissa bana sakain.
                        5. Humari 'zehni wusa'at' main taakay hum 'tang nazri' ka chashma apni aankhoon say utaar sakahin.

                        In short, humain apnay aap main CHANGES laani hain, kiyonki 'Baahir ki dunya' chahaay kitni hi BADAL jaayay agar 'andar ki duniya' nahin badlay gii tou humari soch aur humari zindagi kabhi bhi 'POSITIVE' raah nahin ikhtiyaar karay giii!!!

                        Aik aakhri cheese kay 'INKISAARI' insaan ko bohat ounchay muqaam per poohchaatii, kiyonki 'bulandi yaa PaahaR' per chalnay kay liye 'Sir AkaR' kar nahin balkay 'Sir Jhuka' kar chalna hota hay!!!

                        May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                        Fi Amaan ALLAH

                        PS: Changes tou zaroori hay saath saath 'puraanay aur routhay' huway saathiyon ka aana bhi zaroori hay kiyonki 'KHUSHI' aur 'RONAQ' apnoo kay paas honay say hi hotay hay, warna 'PEGHAM' kia hay 'DUNYA' bhi BE-RONAQ hojaati hay :)
                        Yeh masla sirf Pegham hi ka nahin, balkeh hamara mulk is baat ka munh bolta saboot hai keh ham apney aap ko change karney ki bajaaey mulk ko aur mulk key qawaneen ko badal detey hain.

                        Har insaan chahey woh kisi bhi 'rishtey' mein paiwasta ho, uska farz banta hai keh woh apney rishtey ko bey'laus ho ker poora karey. Magar aik yeh baat dekhney mein aati hai keh jahan kuchh log 'BADEY' ban jaatey hain woh apney aap ko har farz sey mubarra samajh beth'tey hain - aisey logon key honey ya na honey ka koi faidah hai?

                        @Thread
                        Changes honi chahiyey. Aur Pegham per 90% changes members key mashwron per hi kii jaati rahi hain. Kuchh log yeh keh rahey hain keh Pegham ko open kar diya jaey - to main un sey poochhna chahta hoon keh kya Pegham shuru din sey Hi sey open nahin tha? Isko limited karney ka mashwra kis ney diya hai? Kya aap log apney woh threads bhool gaey hain jis mein aap log demand kartey they keh Pegham ko guests key liye close kiya jaey?

                        I am open to every constructive recommendation - come forth and let me know...
                        مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                        نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                        Comment

                        • #42
                          Re: Pegham Need Changes

                          اس پوسٹ پر بھی نظر کر لیں

                          بھئی میں تو کہوں گا کہ سب سے پہلے یہ پیغام کا جو زاویہ بگڑا ہوا ہے اسے ٹھیک کیا جائے
                          نہ کوئی اردو فونٹ موجود ہے نہ اردو لکھی جارہی ہے
                          پرفائل سیٹنگز میں جو فونٹ سائز کلر وغیرہ کی آپشنز ہوتی تھیں ان کو واپس لایا جائے

                          اور سب سے پہلے ایڈمن جی کو
                          آکر یہ سب پوچھ گچھ کرنی چاہیے
                          بلکہ میں تو کہوں گا کہ سب سے پہلے ایک فورم قانون ہونا چاہیے ۔ جو کہ ایک انسانیت کے حوالے ہونا چاہیے
                          نہ کہ مذہبی حوالے سے

                          دوسرا ۔۔۔جو صاحب یہ کہہ رہے ہیں کہ فیصل شیخ صاحب کا اکاونٹ بند کیا گیا ہے تو جناب
                          ایڈمن صاحب نے واضح طور پر کہہ دیا تھا کہ انہوں نے ایسا نہیں کیا

                          آپ پلیز ان سے گذارش کریں کہ وہ دوسرا اکاونٹ بنا کر ایکٹو جایں جیسے ہی ایڈمن آئیں گے پھر ان سے رابطہ کر کے اپنا اکاونٹ ٹھیک کرالیں

                          Comment

                          • #43
                            Re: Pegham Need Changes

                            @Baniaz

                            Main ney abhi sara thread dekha hi kab hai yaar - thora sabar kana :p
                            مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                            نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                            Comment

                            • #44
                              Re: Pegham Need Changes

                              Originally posted by Admin View Post
                              @Baniaz

                              Main ney abhi sara thread dekha hi kab hai yaar - thora sabar kana :p

                              Comment

                              • #45
                                Re: Pegham Need Changes

                                @Baniaz

                                Main aaj shaam (yahan ki shaam :p) inshaAllah setting per nazar daloon ga.
                                مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                                نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                                Comment

                                Working...
                                X