Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

During Iftar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • During Iftar

    Asalam-o-alaikum
    Hope ab Ramadan sab ke lie easy hua ho aur ager nai hua hain then pak mei logu se saber kerna seekh le, jho pani aur bijli ki qelat k bawajood aapna roza rakh rahe hain.
    anyhow topic k taraf athe hai.
    just A simple question while breaking iftar, what do you prefer first eating or drinking?
    reason k saath bataye and share your iftar, k tub kia situation hota hain.
    East or West Sidra is Best

  • #2
    Re: During Iftar

    Walikumsalam

    Hmmmmmmmmm, Nice thread and good questions :D

    Main to sab se pehly Khajoor se shuru karta hon, phir pani , phir pani, phir pani, aur koi fruit wagaira..
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: During Iftar

      waalikum asslam....while breaking fast we prefer to drink carbonated milk ya phr khajoor khai jati hai.....khajoor khana sunnat hai iss liye aur carbonated milk se thankdak ka ehsaas hota hai ..feelings hmm.....hum zayda jazbati nae hotay :lol.
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #4
        Re: During Iftar

        وعلیکم سلام
        کھجور سے کیونکہ یہ سنت ہے اور اچھا احساس دیتی ہے کہ نبی پاک بھی زیادہ تر کھجور سے روزہ افطار شروع کرتے تھے
        اور پھر تو بہت سارے لوازمات ہوتے ہیں مگر مجھے زیادہ مزہ جس کو کھانے میں آتا ہے وہ چکن سلاد ہے بس پھر سافٹ ڈرنک
        اور ایک پیغام روزہ کھولتے وقت ہمیں جیسے شدید بھوک کا احساس ہوتا ہے ایک پل کے لئے ضرور سوچیں اگر ہم ایسے
        کچھ گھنٹوں کے لئے کیسے برداشت کرتے ہیں تو وھ غریب کیسے رہتے ہونگیں جن کے پاس نا پیسے ہوتے ہیں نا راشن
        ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
        سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

        Comment


        • #5
          Re: During Iftar

          Walekum Assalam
          me to khajoor se roza aftar kerti hun is liye k sunnat hai phr fruit chat,pakorey juice...pani piya to ek ghont p lia khate hue werna nai peeti

          Comment


          • #6
            Re: During Iftar

            MashAllah its really beautiful ke app sab sunnat-mohamad pak ka khyeal rakhte ho and I am sad app sab mujh se nahe pocha:comfort:
            East or West Sidra is Best

            Comment


            • #7
              Re: During Iftar

              Originally posted by sidra_azeem View Post
              MashAllah its really beautiful ke app sab sunnat-mohamad pak ka khyeal rakhte ho and I am sad app sab mujh se nahe pocha:comfort:

              اچھا تو مس سدرہ کو افطاری میں کیا کھانا پسند ہے
              :lol
              ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
              سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

              Comment


              • #8
                Re: During Iftar

                sab sey pahley khajoor phir Pani, pani,pani,pani,pani,aur itni he dair mein pait mein tusnami aa jata hai :lol
                I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                Comment


                • #9
                  Re: During Iftar

                  Originally posted by saraah View Post
                  .....hum zayda jazbati nae hotay :lol.
                  siyaasi biyaan dena zaroori hai maaaaaaaai?
                  I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                  Comment


                  • #10
                    Re: During Iftar

                    Originally posted by Sub-Zero View Post

                    اچھا تو مس سدرہ کو افطاری میں کیا کھانا پسند ہے
                    :lol
                    Thanks jalde khyeal agya I first eat a date, then something light like soup and salad, then i gotta have my coffee or my head will explode from the headache. Then later on i eat whatever my mom cooks.
                    East or West Sidra is Best

                    Comment


                    • #11
                      Re: During Iftar

                      Originally posted by Tanha Hassan View Post
                      sab sey pahley khajoor phir Pani, pani,pani,pani,pani,aur itni he dair mein pait mein tusnami aa jata hai :lol
                      Itnee pyass mujhe wo crow wale story yad agye lolx
                      East or West Sidra is Best

                      Comment


                      • #12
                        Re: During Iftar

                        start mein tu pehla hamla pani per hota tha lekin ab dil tu tasali ho ge hy tu pehlay khajor or pher pani he pani or pher chaye agar kabi pani ki talab k bad kuch gunjaish hoye tu fruit chat ya pher roti ..... lekin pani ka silsila rat sotay tak jari rehta hy....
                        میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                        Comment


                        • #13
                          Re: During Iftar

                          Originally posted by sidra_azeem View Post
                          Asalam-o-alaikum
                          Hope ab Ramadan sab ke lie easy hua ho aur ager nai hua hain then pak mei logu se saber kerna seekh le, jho pani aur bijli ki qelat k bawajood aapna roza rakh rahe hain.
                          anyhow topic k taraf athe hai.
                          just A simple question while breaking iftar, what do you prefer first eating or drinking?
                          reason k saath bataye and share your iftar, k tub kia situation hota hain.
                          واعلیکم السلام

                          میرا خیال ہے کہ یہ بات تو ہم سب جانتے ہیں کہ افطار کی ابتدا ہی کجھور سے کرنا سنت ہے اور اسکا بھی ایک ثواب ہے۔
                          مجھے کجھور بہت پسند ہے اور میں افطار کے بعد کجھو ہی کھاتا ہوں اور اسکے بعد ایک ٹھنڈا گلاس سادہ پانی۔ کھانے بہت کم اور ہلکا کھاتا ہوں مگر افطار کے کھانے کے فوری بعد جب تک ایک بڑا مگ چائے نہ پی لوں، سکون نہیں آتا۔ الحمداللہ۔
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #14
                            Re: During Iftar

                            Walaikum Assalaam

                            Meri iftaar mundar-a-zayl hay:

                            1. Sab say pehlay sunnat-e-nabwi ki adayegi yaani Khajoor (3-4 adad) say roza iftaar karta hoon. Roza khoolnay main jaldi karna ALLAH SWT kay nazdeek bohat hi mehboob amal hay! Yahan ALLAH-O-Akbar ka srif ALLAH hua aur Khajoor mooun main :)

                            2. Khajoor khaanay kay baad (ghar main Ramadan main khoob pakoRoon, Samooson, Kachoriyon ka ehtimaam hota hay) 1 adad Aloo ka pakoRa, 1 adad baingan ka pakoRa aur 1 adad kachouri ko "Green Chatnii" main diboo kar khaata hoon.

                            3. Uss kay baad 1 Glass (Rooh Afza ya Tang) pee laita hoon.

                            4. 1 small bowl main "Fruit chat" aur phir "channa chat" kha laita hoon (Jo kar roz hi tayyar ki jaati hay).

                            Tips: 1. Khajoor kay baad foran paani peenay say poora waqt aap ka gala khushk rahay ga aur baar baar piyas ka ehsaas ho-ga (personal experience) :)

                            2. Iftaar main apnay payt ko Paani say yaa bohat ziyada khaanay say FULL na karain, iss say susti aur kaahli ka ehsaas hoga (yeh bhi personal experience) :)

                            3. Agar aap ko aisa lagay kay aaj hathoon per control nahin hua aur iftaari kuch ziyada hi khaa lee tou iftaar kay baad "Green tea" pee lain, pait ko sukoon milay ga (yeh bhi personal experience) :)

                            4. Iftar say 5 minutes pehlay dastar-khuwaan per baith kar apnay liye aur tamam muslim umaah kay liye dua zaroor karain, kiyonki ALLAH SWT Rozay daar ki uss waqt jab woh roza khol raha hoo ko zaroor qubool karta hay

                            Fi amaan ALLAH
                            sigpic

                            Comment

                            Working...
                            X