Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ڈھائی قلند ر

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ڈھائی قلند ر


    یہ ڈھائی قلند ر کیا کہانی ہے کیا اس کا بیک گراونڈ ہے

    کسی کو اس کے بارے میں معلوم ہے تو بتائے






  • #2
    Re: ڈھائی قلند ر

    Aap nay khudh iss ko KAHANI keh kar CASE close kar dia!!!
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: ڈھائی قلند ر

      Pahley qalnder "hazrat Bou Ali qulander"

      dosrey qulander "Hazrat Laal Shehbaz Qulander

      teesra number "hazrat Maai Rabia basri" (aap ko half qulander kaha jata hai)
      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

      Comment


      • #4
        Re: ڈھائی قلند ر

        :think:
        میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

        Comment


        • #5
          Re: ڈھائی قلند ر

          Originally posted by thefire1 View Post
          Aap nay khudh iss ko KAHANI keh kar CASE close kar dia!!!
          میں نے ڈھائی قلندر کچھ اس انداز سے سنا کہ لگا کسی ایک ہی شخص کا لقب ہے





          Comment


          • #6
            Re: ڈھائی قلند ر

            Originally posted by Tanha Hassan View Post
            Pahley qalnder "hazrat Bou Ali qulander"

            dosrey qulander "Hazrat Laal Shehbaz Qulander

            teesra number "hazrat Maai Rabia basri" (aap ko half qulander kaha jata hai)

            بہت شکریہ جناب
            یہ آخری والے کو آدھا قلندر کا لقب دینا
            اس کے پیچھے کیا منطق ہے کیا اس کے بارے میں کچھ بتا سکتے ہیں





            Comment


            • #7
              Re: ڈھائی قلند ر

              Originally posted by crystal_thinking View Post
              :think:
              tm yahan kiya soch ri





              Comment


              • #8
                Re: ڈھائی قلند ر

                Main nay bhi wohi baat sunni hay jaisi TANHA HASSAN nay likhi, kiyonki suni sunayee baatoon per main yaqeen nahin rakhta iss liye iss liye comments nahin kiye kay kahin meri waja say ghalat message na milay...


                Main nay Hazrat Rabia Basri jinn ka poora naam Rābia al-Adawiyya al-Qaysiyya tha jo kay BUSRA - IRAQ main 95-99 sanhijri main paida hoyee taqreeban 715 san-eeswee. Inn ki koi mustanad kitaab nahin jinn ko paRh kar aap ki ISLAMI khidmat ko jaana jaayay.

                Albatta inhaain "ISHQ-E-HAQEQI" yaani "Divine Love" ki moujid kaha jaata hay.... inn ka kehna tha kay ' ALLAH SWT say main JANNAT ki HUSOOL ki khaatir Mohabbat nahin karti na hi DOZAKH main jaanay kay DARR say, balkay meri meray RAB say mohabbat 'Baylous' hay jo inn chesson ki mohtaaj nahin"

                Inhain 'sofiyaana kalaam' ki bhi baani samjha jaata hay aur inn ki shaan main mashoor sofiyaana kalaam likhnay waalay sha'air "Faird-uddin Attar" nay kaafi qaseeday likhay hain.

                Choonkay yeh khatoon hain issi liye inn ko 'Poora QALANDAR' nahin kaha gaya.

                Aagay mera Rab hi betar jaanta hay kay iss main kitni sachayiii hay....Wallah-o-alam bi sawaab,

                Fi amaan ALLAH



                Originally posted by Baniaz Khan View Post


                میں نے ڈھائی قلندر کچھ اس انداز سے سنا کہ لگا کسی ایک ہی شخص کا لقب ہے
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: ڈھائی قلند ر

                  Originally posted by Baniaz Khan View Post


                  tm yahan kiya soch ri
                  kuch keh sakti nai....
                  میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                  Comment


                  • #10
                    Re: ڈھائی قلند ر

                    Originally posted by thefire1 View Post
                    Main nay bhi wohi baat sunni hay jaisi TANHA HASSAN nay likhi, kiyonki suni sunayee baatoon per main yaqeen nahin rakhta iss liye iss liye comments nahin kiye kay kahin meri waja say ghalat message na milay...


                    Main nay Hazrat Rabia Basri jinn ka poora naam Rābia al-Adawiyya al-Qaysiyya tha jo kay BUSRA - IRAQ main 95-99 sanhijri main paida hoyee taqreeban 715 san-eeswee. Inn ki koi mustanad kitaab nahin jinn ko paRh kar aap ki ISLAMI khidmat ko jaana jaayay.

                    Albatta inhaain "ISHQ-E-HAQEQI" yaani "Divine Love" ki moujid kaha jaata hay.... inn ka kehna tha kay ' ALLAH SWT say main JANNAT ki HUSOOL ki khaatir Mohabbat nahin karti na hi DOZAKH main jaanay kay DARR say, balkay meri meray RAB say mohabbat 'Baylous' hay jo inn chesson ki mohtaaj nahin"

                    Inhain 'sofiyaana kalaam' ki bhi baani samjha jaata hay aur inn ki shaan main mashoor sofiyaana kalaam likhnay waalay sha'air "Faird-uddin Attar" nay kaafi qaseeday likhay hain.

                    Choonkay yeh khatoon hain issi liye inn ko 'Poora QALANDAR' nahin kaha gaya.

                    Aagay mera Rab hi betar jaanta hay kay iss main kitni sachayiii hay....Wallah-o-alam bi sawaab,

                    Fi amaan ALLAH
                    Thank you so much Fire ji for detailed reply :)





                    Comment


                    • #11
                      Re: ڈھائی قلند ر

                      Originally posted by crystal_thinking View Post


                      kuch keh sakti nai....
                      nahi aesa to nahi kro kuch tou keh do





                      Comment


                      • #12
                        Re: ڈھائی قلند ر

                        Abdaal,Ghous,Qutab,Wali,Qulander, yeh sab Steps (Darjey) hain is Line mein ek step sey dosrey step tak aap aasani k laey yeh samjh lo k jitna ziyda koi ibadat karey ga,mujahidat e nafs karey ga us ka darja utna he bahrta jaey ga

                        Hazrat Rabia Basri ko Aurat honey k waja sey half darja diya jata hai...........baqi hazrat rabia basri key ibtddai halaat yeh thaey k aap ka koi bahi na tha aap samait 4 behniyan thaiyn ibtadi zindge buht mushkil rahi phir aap ko kaneez bana liya gaia aap din apne malik key khidmat mein guzarti tu pori raat Allah k hazoor kharey ho ker guzarti din rozey mein guzrta tu raat ibadat mein
                        I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                        Comment


                        • #13
                          Re: ڈھائی قلند ر

                          kuch books mein hai k hazrat rabia basri k zamna Hazrat Khuwaja hassan basri k waqat ka hai aur kuch mubham batiyn be hain k Hazrat hassan basri ney aap ko parpose kiya tha per yeh sab baeed az aqal hai ku k Hazrat hassan Basri key jab wafaat hoey tab Maai rabia basri key birth be nahi hoey theeee Hazrat Khuwaja hassan basri k sath itni bari bat sirf is laey mansoob key jati hai k aap k naam k sath be basri lagta hai...........
                          I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                          Comment


                          • #14
                            Re: ڈھائی قلند ر

                            ek aur bat hazrat Rabia basri ba'qaida logo ko deeni masley samjhti thaiyn aur baaz oqat aap logo k majma sey mukhtib be hoti thaiyn.....aap ney sari umar shadi nahi key...........
                            I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                            Comment

                            Working...
                            X