Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
For All PG Girls
Collapse
X
-
Re: For All PG Girls
بہت عمدہ تحریر ہے
اس میں تھوڑا سا اضافہ کرنےکی جسارت کرنے لگا ہوں "اُمید ہے کہ درگزر فامئیں گے"۔
ہر فرد ہر قوم ہر ملک اپنی انفرادیت قائم رکھنے کو آزادی کہتا ہے
لیکن خواتین کو کمرشل ازم کے ماروں نے پٹی پڑھا دی کہ "خود کو کھو دینے کا نام آزادی ہے"۔:star1:
Comment
-
Re: For All PG Girls
Assalaam-O-alaikum
Bohat hi achi tehreer hay, waisay humaray maashray say aisi tawaqoo karna HIMAQAT hi hay, hum kahan auraat ko woh azaadi dain gain jiss ka ISLAM nay zikar kia hay, hum pehlay unhain woh HAQ tou ada kardain jiss ka humain HUKUM hay!!!
1. Hum chahtay hain kay humari behnain, baitiyan higher education haasil karain, aur yeh ganwara nahin kartay kay woh apnay colleague say dosti karay jaisa kay humaray ghar kay baitay kartay hain?!
2. Hum apnay ghar main koi deeni mahool na dain, aur yeh tawaqoo karain kay humari behnain/biwiyan/baitiyan parda karain aur quran hafiza hoon?!
3. Hum expect to kartay hain kay aurtain BURQA pehnain, naqab karain, magar KHUDH ISLAMI tour tareeqay per qayim nahin rahain gain, jaisay nazrain neechi rakh kar chalna, apni nazroon ki aur apni sharam gahoon ki, apni zaban ki hifaazat karna..... sar kay baal say lay kar payoon kay naakhun tak zara hum apna MUWAAZNA karain tou yaqeenan aap ko koi aisi cheese nazar nahin aayay gi jo ISALMI tour tareeqay kay mutaabiq ho!!!
4. Aisi aur bohat see NA-INSAAFI aur DOUBLE STANDARDS humaray maashray ka hissa hay, humara maashra aik MARD DOMINATED maashra hay, pehlay humain KHDUH EDUCATION ki zaroorat hay, kiyonki humaray mardoon ki waja say aaj ki aaurat jiss qadar ZEHNI DABAYOO aur DOMESTIC VIOLENCE ka shikaar hay uss per humain apni SOCH badalnay ki zaroorat hay!!!
Jo muashra kisi ka HAQ ada nahin kar sakta woh AZAADI kia day ga!!!
May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN
FI amaan ALLAHsigpic
Comment
-
Re: For All PG Girls
aaj ka mard isi aazadi ki waja se aurat ko wo huqooq b nai dey raha jo Islam ne usey batayen hain...
wo ye sochta hai k agr usey huqooq dey diye to kahin wo itni aazad na ho jaye k mard k samne kharey ho jaye..
aaj ka mard aurat ko hamesha neecha hi dekhna chahta hai or us k bawajod kehta hai k humne aurat ko sab huqooq diye or aazadi b.............
ye kesi or kahan ki aazadi hai?
Comment
-
Re: For All PG Girls
ALHAMDULILLAH, hamein to kise aise azaadi ki chah nahi aur na he kabhi faminisim ko support kiya hai.
Jo azaadi ALLAH(SWT) ne Di hai, us ke muqable mein aur koi azaadi aa he nahi sakti. And kise insan ke dene ya na dene se koi farq nahi parta:)
Comment
-
Re: For All PG Girls
Originally posted by S.A.Z View Postبہت عمدہ تحریر ہے
اس میں تھوڑا سا اضافہ کرنےکی جسارت کرنے لگا ہوں "اُمید ہے کہ درگزر فامئیں گے"۔
ہر فرد ہر قوم ہر ملک اپنی انفرادیت قائم رکھنے کو آزادی کہتا ہے
لیکن خواتین کو کمرشل ازم کے ماروں نے پٹی پڑھا دی کہ "خود کو کھو دینے کا نام آزادی ہے"۔
بہت شکریہ جی
آپ کا اضافہ بہت اچھا ہے
اور بلکل ٹھیک بھی
Comment
-
Re: For All PG Girls
Originally posted by thefire1 View PostAssalaam-O-alaikum
Bohat hi achi tehreer hay, waisay humaray maashray say aisi tawaqoo karna HIMAQAT hi hay, hum kahan auraat ko woh azaadi dain gain jiss ka ISLAM nay zikar kia hay, hum pehlay unhain woh HAQ tou ada kardain jiss ka humain HUKUM hay!!!
1. Hum chahtay hain kay humari behnain, baitiyan higher education haasil karain, aur yeh ganwara nahin kartay kay woh apnay colleague say dosti karay jaisa kay humaray ghar kay baitay kartay hain?!
2. Hum apnay ghar main koi deeni mahool na dain, aur yeh tawaqoo karain kay humari behnain/biwiyan/baitiyan parda karain aur quran hafiza hoon?!
3. Hum expect to kartay hain kay aurtain BURQA pehnain, naqab karain, magar KHUDH ISLAMI tour tareeqay per qayim nahin rahain gain, jaisay nazrain neechi rakh kar chalna, apni nazroon ki aur apni sharam gahoon ki, apni zaban ki hifaazat karna..... sar kay baal say lay kar payoon kay naakhun tak zara hum apna MUWAAZNA karain tou yaqeenan aap ko koi aisi cheese nazar nahin aayay gi jo ISALMI tour tareeqay kay mutaabiq ho!!!
4. Aisi aur bohat see NA-INSAAFI aur DOUBLE STANDARDS humaray maashray ka hissa hay, humara maashra aik MARD DOMINATED maashra hay, pehlay humain KHDUH EDUCATION ki zaroorat hay, kiyonki humaray mardoon ki waja say aaj ki aaurat jiss qadar ZEHNI DABAYOO aur DOMESTIC VIOLENCE ka shikaar hay uss per humain apni SOCH badalnay ki zaroorat hay!!!
Jo muashra kisi ka HAQ ada nahin kar sakta woh AZAADI kia day ga!!!
May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN
FI amaan ALLAH
سر جی آپ نے تو کوزے میں سمندر قید کردیا
بہت زبردست
میں تہہ دل سے آپ کے جذبات اور احساسات کی قدر کرتاہوں
واقعی ایسا ہی ہے جیسا آپ نے کہا
اور ایسی ہی سوچ کو لیتے ہوئے
اب عورت بجائے اپنے حقوق کی جنگ لڑنے کے دوسرے درجے کا مرد بننے کی کوشش کررہی ہے
جو کہ زیادہ خطرناک ہے
Comment
-
Re: For All PG Girls
Originally posted by Madiha kanwal View Postaaj ka mard isi aazadi ki waja se aurat ko wo huqooq b nai dey raha jo Islam ne usey batayen hain...
wo ye sochta hai k agr usey huqooq dey diye to kahin wo itni aazad na ho jaye k mard k samne kharey ho jaye..
aaj ka mard aurat ko hamesha neecha hi dekhna chahta hai or us k bawajod kehta hai k humne aurat ko sab huqooq diye or aazadi b.............
ye kesi or kahan ki aazadi hai?
عورت کو آج کا نہیں ہمیشہ سے ہی مرد اپنے سے کم تر ہی سمجھتا آیا ہے
اور خدا نے جو حقوق عورت کو دیے ہیں وہ وہی ہیں جو اس سے چھینے گئے تھے
افسوس آج خود مسلمان مرد اس عورت سے یہ حقوق چھین رہا ہے
آپ نے لاسٹ میں جو سوال کیا کہ یہ کیسی اور کہاں کی آزادی ہے
اسی حوالے سے میری یہ پوسٹ ہے
یہی چیز عورت کو سمجھنی چاہیے
بغاوت کرنا اپنے حق کے لیے اور بات ہے اور غلط قدم اٹھانا اور بات
Comment
-
Re: For All PG Girls
Originally posted by *Hijab* View PostALHAMDULILLAH, hamein to kise aise azaadi ki chah nahi aur na he kabhi faminisim ko support kiya hai.
Jo azaadi ALLAH(SWT) ne Di hai, us ke muqable mein aur koi azaadi aa he nahi sakti. And kise insan ke dene ya na dene se koi farq nahi parta:)
Comment
-
Re: For All PG Girls
Originally posted by Baniaz Khan View Post
عورت کو آج کا نہیں ہمیشہ سے ہی مرد اپنے سے کم تر ہی سمجھتا آیا ہے
اور خدا نے جو حقوق عورت کو دیے ہیں وہ وہی ہیں جو اس سے چھینے گئے تھے
افسوس آج خود مسلمان مرد اس عورت سے یہ حقوق چھین رہا ہے
آپ نے لاسٹ میں جو سوال کیا کہ یہ کیسی اور کہاں کی آزادی ہے
اسی حوالے سے میری یہ پوسٹ ہے
یہی چیز عورت کو سمجھنی چاہیے
بغاوت کرنا اپنے حق کے لیے اور بات ہے اور غلط قدم اٹھانا اور بات
phr yaa to aurat chup ker k bardasht kerti hai ya phr ghalat qadam utha leti haii
afsos aurat ko hi compromise kerna perta hai q k mard hazrat k liye to ye word bana hi nai gaya :)
Comment
Comment