Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pegham - Allah Hafiz

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Pegham - Allah Hafiz

    Assalamalikum

    Dear Pegham

    Meyra aur Pegham ka 8 saal ka sath raha. In mey kafi ups n downs bhi dekhey--acha, bura waqt---
    In saalon mey bohot kuch naya seekha, achay friends bhi baney.

    main aaj pegham choor rahi houn..
    8 saal PG per guzaarney k baad ub waqt aa gaya he k PG ko hameesha k liye khairbaad keh dia jaye
    PG ki achi yaadein buhat hain jo is thread main likhi jaian to kai pages bhar jaian gay .. PG kai doost banye ..90% logoo say mere dosti hi rahi hai yaha ..kuch say achi to kuch say buhat hi achi ...
    PG aik aisa makaan tha jis pay sub makeen thay, lekin ub yahan puranay loogon k liye jagah nahi rahi ..mahool aisa ho gaya k sub aik aik kar k chalye gay ...

    ub halaat mere rehne k kabil nahi rahay bohat kuch badal gaya he ub///
    jub tak rehne ka mahool tha mein rahi aur pegham ki taraki k liye apna kirdaar ada kerti rahi lekin ub bohat kuch tabdeel ho chuka he,,,

    Bohot mumkin hai k aap ko members k janey ka abhi koi faraq na mehsoos hoo lekin Mey wusuq sey kehti hun k Pegham apney behtareen members ko kho chuka hai aur kho raha hai iss liye Pegham ko in ki kami mehsoos ho gi.


    jahan insaaf nahi wahan per rehne ka faida nahi .....!
    ub na wo loog rahay na wo mahool raha jo mery rehne ki waja banta



    Wish u best of luck pg k leye :thmbup:

    Allahafiz :rose :rose :rose
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: Pegham - Allah Hafiz

    آنچل جی آپ ایسا نہیں کریں گئی بلکل نہیں
    پیغام آپ کے بغیر کچھ نہیں
    پلیز ایسا مت کیجئے مجھے آپ پر کتنا بھروسہ تھا آپ جانتی ہیں
    پیغام کو اس طرح مت اجاڑیں
    جو ممبر گئے خود گئے جب چاہیں آسکتے ہیں
    اس میں کسی کا قصور نہیں چھوٹی بات کو بڑھانا ٹھیک نہیں
    سب کے بغیر پیغام چل سکتا ہے آپ کے بغیر نہیں

    مجھے نہیں معلوم آپ کے دل میں کیا ہے؟
    اگر صرف عامر بھائی کی وجہ ہے جس کو لے کر باقی ممبرز نے ساتھ دیا تو دکھ کی
    بات ہے آپ ان کو واپس لانے بجائے خود چل دیں
    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

    Comment


    • #3
      Re: Pegham - Allah Hafiz

      Wa Alaikum salaam Anchal

      extremely very sad to know that today u decide to leave............
      It will take time for this news to sink in...............i have found you on Pegham , ever since I have been here.........Khan bhai k ilawa aik tum thihn jho meri help ker diya kerti thih...jab mein images sahi trha nhi post ker skti hti.....

      tumare saath achi dosti us wqt hui,.................jab tum ne Election 2012 shurku kiye............i was fed up of the sluggishness of Pegham...so mein ne us mein hissa lene ka socha.....us mein bhi tum ne meri her trha se rhnumai ki..........aur Pegham ko behter bnaane ki her dhum bhrpoor koshish ki..........

      afoss.................ke ache loguhn ki qader logh aajkal nhi ker paate...........aur acha mahol na hone ki wjha se tumhein jana prrh rha he......

      kher..... aur loguhn ko bht jald ahsaas ho jaye ga...ke Pegham kis ke dhum se acha jaa rha tha, kaun doosruhn ko active rkh rha tha...........aur abh Pegham ko kesi kammi aur kis ki kammi derpesh hogi!

      I had a made a good friend in you................You will be badly missed..Wish I could ask you to stay..........but I won't-jho environment ban chukka uske baare mein khoob soch smjh ker tum ne faisla kiya ho ga!

      Take care and Allah HAfiz!
      Last edited by u_r; 14 July 2012, 00:30.


      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Pegham - Allah Hafiz

        Arey Aanchal ji ghussa ap pe acha nai lagta
        aap to bohut cool minded hain phr ye sab q?
        pls wapas aa jayen :)

        Comment


        • #5
          Re: Pegham - Allah Hafiz

          Originally posted by Aanchal View Post
          Assalamalikum


          jahan insaaf nahi wahan per rehne ka faida nahi .....!
          ub na wo loog rahay na wo mahool raha jo mery rehne ki waja banta



          Allahafiz :rose :rose :rose
          Wa allaikum salaam :) :)

          Sirf itna kahoon ga - keh kaash yeh "insaaf tum us waqt kar letin, jab insaaf Allah Tala ney tumharey haath mein diya th" - Asal insaaf woh hota hai jis mein apney doston per talwaar chalaii jaey - magar yeh kaam sirf woh kar saktey hain jo insaaf key maani jaantey hon.

          Saying for the last time: I have not done ANYTHING wrong :) - Yeh aap logon key boey huwey beej hain jinko PEGHAM ko kaatna parr raha hai :)
          مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
          نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

          Comment


          • #6
            Re: Pegham - Allah Hafiz

            Walikumsalam Aanchal !!

            Aap ka jana pegham k lye bohat nuksan deh hay, achy bury haalaat aaty hain, insani fitrat ka yeh hissa hay, k agar aaj ap ko kisi se ikhtilaf hay kisi wajah se , kia pata woh wajah kal ho hi na, aur sab theek ho jaye, itna prompt action itni jaldi nahi lety hain, please apny faisly pe ghuar karein, pegham pe jab ab ke kuch acha ho raha hay , admin pegham ko dobara se update kar rahy hain, un ki itni mehnat ko raye gan nahi jany dein, kam az kam apna pegham ke sath , woh rishta hi soch lei, jo 7 saal pehly bana tha, yaad hay ne pegham ko aap ny bachon ki tarah paala hay, aisy nahi karty, parents kabhi bhi apny bachon ko nahi chorty hai, chahe woh jesy bhi hon.


            Faisly pe again sochein, aur phir yehan batain, Koi beech ka hal nikalein please. Yeh to koi baat nahi hay, bohat ronqein hain aap k dam se.
            Allah

            Comment


            • #7
              Re: Pegham - Allah Hafiz

              walikuam-o-salam

              Aanchal mein bas itna kahoo ga aap ney buht galat fesla kia hai...aap ko sochna parey ga aur apna fesla tabdeel be kerna ho ga....Hum sab mill ker Pegham ko behtrey key tarf laaa saktey hain isey is ka muqam dobara dilla saktey hain Mahool be wohi ban sakta hai Lekin yeh "daey maar sarey 4" wala fesla ajeeb hai aap aram sey sochiyan aur phir fesla kariyn.aur fesla PG k haq mein hona cahey
              I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

              Comment


              • #8
                Re: Pegham - Allah Hafiz

                :rose
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Pegham - Allah Hafiz

                  Walaikum Assalaam

                  Mai sirf itna kahon ga ke Pegham ka aik buhat sunhera baab aaj end ho gaya

                  Tum jub tuk Pegham per thi, I believed that Pegham per koi aanch nahi aa sakti But ab tumhary Jaane ke bad Pegham ka kiya hoga, Allah knows better

                  Kisi bhi shakhs ya cheez ki qadar insaan ko us waqt hoti hai jub woh shakhs ya cheez us se chhin jaati hai.....

                  May Allah Bless You

                  Allah Hafiz
                  Last edited by Mr.Khan; 14 July 2012, 09:06.

                  Comment


                  • #10
                    Re: Pegham - Allah Hafiz

                    اتنی محبت دینے والوں کو چھوڑنا دانشمندی نہیں
                    آنچل جی ایک بات کہوں گا ، آپ نے بھی وہی غلطی کی جو سب نے کی
                    پیغام چل تو جائے گا کیونکہ آپ نے اسے چلنا سیکھایا ہے
                    مگر آپ پیغام کی جان ہو
                    ایڈمن کا تو سب سوچ سکتے ہیں ان کا فورم ہیں مگر آنچل آپ کی سروسزز بلا غرض و بے مثال تھیں
                    آخر میں پھر کہوں گا میری بات مانیں ایڈمن سے بات کریں سامنے نہیں چھپ کر اور ہم آپ کی واپسی کے لئے ہر جائز قربانی کے لئے تیار ہیں

                    آنچل جی آپ سوچیں ایڈمن کو آپ پر کتنا مان تھا آپ ان کی ریڑھ کی ہڈی تھیں ان کی کشتی کا پتوار تھیں
                    پلیز واپس آجائیں اور دیکھا دیں انسانیت اور انسانی قدر سب سے برتر ہے
                    آپ کی واپسی کے لئے دعاگو
                    :rose
                    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                    Comment


                    • #11
                      Re: Pegham - Allah Hafiz

                      Post edited

                      tussi sary hun te khush hojao


                      or agr meri is post se ksi ko dukh hoya hai tou

                      I am extremely sorry

                      lekin insan ko muqabla krna chayee

                      Last edited by Baniaz Khan; 14 July 2012, 22:02.





                      Comment


                      • #12
                        Re: Pegham - Allah Hafiz

                        @ You!

                        just because someone shut their mouth and turn to walk away, it doesnt mean you've won. It simply means your stupid ass isnt worth any more of his/her time.... :wink

                        @ Aanchal di

                        Luv and Respect <3

                        Comment


                        • #13
                          Re: Pegham - Allah Hafiz

                          Originally posted by Baniaz Khan View Post
                          ...............
                          Aap se aisi cheap harkat ki umeed nahi thi :)

                          Aap jaise logon ka koi hal nahi hai.................
                          Last edited by Tanha Hassan; 15 July 2012, 13:39.

                          Comment


                          • #14
                            Re: Pegham - Allah Hafiz

                            Originally posted by Baniaz Khan View Post
                            ............


                            baniaz aap apne yeh words khud he edit ker daiyn........yeh inthaai na'munasib lafaz hai

                            Aanchal "founder" hain PG ke aur hamesha rahiyn gaey
                            Last edited by Tanha Hassan; 15 July 2012, 13:41.
                            I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                            Comment


                            • #15
                              Re: Pegham - Allah Hafiz

                              Originally posted by Tanha Hassan View Post


                              baniaz aap apne yeh words khud he edit ker daiyn........yeh inthaai na'munasib lafaz hai

                              Aanchal "founder" hain PG ke aur hamesha rahiyn gaey
                              no point now...............we have got a further snapshot of ppls mentality!


                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X