Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

    Originally posted by u_r View Post
    huh................Admin innahn un-organised kese ho skta he..ke adapter ka hi nhi pta kahan he
    :khi:

    Nahin, us waqt dar'asal Asr ka waqt ho raha tha, so namaz parhney chala geya tha.. warna adapter to patah tha kahan tha...
    مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
    نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

    Comment


    • #17
      Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

      Originally posted by Admin View Post


      :khi:

      Nahin, us waqt dar'asal Asr ka waqt ho raha tha, so namaz parhney chala geya tha.. warna adapter to patah tha kahan tha...
      aap ki Asr itneeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee lambi hoti he.......


      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

        Originally posted by u_r View Post
        aap ki Asr itneeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee lambi hoti he.......
        Aur bhi gham hain zamaney mein NET key siwa - I was away to a match after Asr..
        مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
        نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

        Comment


        • #19
          Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

          Originally posted by Admin View Post


          Aur bhi gham hain zamaney mein NET key siwa - I was away to a match after Asr..
          Subhan Allah.........


          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

            Originally posted by u_r View Post
            boss kolun tape le ke laa le!!!
            chawal singh boss aaj kal dafa door hai marey sir sey :lol
            I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

            Comment


            • #21
              Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

              mentally sick kar dea hy is sy ziada or kia mutasir hona....

              1hr 1hr 1hr... uffffffffff

              business ka burahal hy... no more deals
              میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

              Comment


              • #22
                Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                hi,
                yah loadshedding kiya hoti hai?
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment


                • #23
                  Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                  Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                  hi,
                  yah loadshedding kiya hoti hai?
                  jabh truck per ladha huwa maal(load) sark per gir (shed ho) jaye................to usse load shedding kehte hein!!


                  sigpic

                  Comment


                  • #24
                    Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                    Thanks


                    Originally posted by u_r View Post
                    jabh truck per ladha huwa maal(load) sark per gir (shed ho) jaye................to usse load shedding kehte hein!!
                    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                    Comment


                    • #25
                      Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                      Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                      Thanks
                      aapka culture aur tradition to barra burra he..thanks k tor per yeh use kerte hein!!!!


                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                        khamoshi hai... mann mein bhi aur tann mein bhi.... bearish hoi hai... sardi hai mann mein bhi tann mein bhi..... sona chahta hoon... neend aa rahi hai mann mein bhi tann mein bhi..... yahan kitni subhan bore hoti hai .... yeh boriat mann mein bhi tann mein bhi hai....
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                          Walaikum Assalaam

                          1. Load shedding nay awam ko bohat MUTASSIR kia hay, har ek ghar, har aik mohalla, har aik jaga, mehaz yeh kay har ek zabaan per load shedding ka lafz itna MASHOOR hay kay mujhay yeh kehnay main ko harj nahin kay "LOAD SHEDDING" iss mulk ki sab say baRi 'SUPER STAR " hay...... shayed itna zikar log ALLAH ka kartay tou shayed WALI-ULLAH bann jaatay!!!

                          2. Jahan log shedding nay har khaas-o-aam ko mutaasir kia hay wahan iss nay log main 'Nazm-o-zabt' ka jazba bhi paida kar dia hay kay awam:
                          a. Waqt per kapRay dhootay hain kay kahin haathoon say yeh mushaqat na karni paRay.
                          b. Waqt per khaana paka aur kha laitay hain... jo kay yaqeenan bohat see bemaariyon say nijaat hay.
                          c. Waqt per kapRay istree kar liye jaatay hain
                          mehaz ye kay waqt ki paabandi aur iss ki sahii qadar agar kisi nay seekhni hay tou PAKISTAN main zaroor rihayish pazeer ho, thanks to load shedding.

                          3. Load shedding say insaanoon main 'SABAR" ka maada main taizi say pehl raha hay.....!!!

                          Yaqeenan itnay baRay kaam aur woh bhi humari qoum say baRay baRay General/Marshal nahin kar payay aur iss load shedding nay kar kay dikha diye...

                          Ab aap hi bataayain kay, kia hum abh bhi load shedding say "MUSTAASIR" na hoon ?? :)

                          FI amaan ALLAH
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                            Originally posted by crystal_thinking View Post
                            mentally sick kar dea hy is sy ziada or kia mutasir hona....

                            1hr 1hr 1hr... uffffffffff

                            business ka burahal hy... no more deals
                            ye jesy aap ne one hour one hour likha hai

                            aesa lg raha hai k likh hai

                            lahore lahore hai :)





                            Comment


                            • #29
                              Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                              میں لوڈ شیڈنگ سے کتنا متاثر ہوں
                              یہ بات بتانے سے قاصر ہوں
                              :rew:





                              Comment


                              • #30
                                Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                                Originally posted by Baniaz Khan View Post


                                ye jesy aap ne one hour one hour likha hai

                                aesa lg raha hai k likh hai

                                lahore lahore hai :)
                                aho Lhr Lhr he hy... wapda sameer ...
                                میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                                Comment

                                Working...
                                X