Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

    asslamoalikum respected membebrs


    hope u wl b fine shine



    yahan aap ne yeyh batana hai aap loadshedding se directly OR indirectly kitnay mutasir hai kis trah mutasar hain kahan kahan mutasar hain aur zahir hai yeh sawal khushaal pakistaniyon se hai

    lets startttttttttttttttt
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

    Wa alaikum respected saraah :p

    Load shedding ne dekha jaye to mujay kaafi easy ker dia he. Mere paas ub time he time hota he, jo chahay activity karon snooker kheelon, swimming karon sub k liye time mil jata he. Ups generator wali sahooliyat muyasar hein to mein itna he mutasir hota hoon k ac k bagiar bethna perta he.

    Haan albata mein financially toor per mutasir zaroor hua hoon. Jo paisa mein bana sakta tha wo nahi bana raha. mein koi bhi order nahi accept ker raha. Chand aik shipments bohat late ho gai thein is liye mein ne soocha ke paisay k liye apna blood pressure berhanay ka aur loogon k girebaano ko pakerne ka kia faida, loog bhi to majboor hein unhein konsa bijli mil rahi he. behtar he moojein maaro jub tak bijli ka masla theek nahi hota
    Last edited by Mr. Sialkoty; 21 June 2012, 13:57.
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

      zaati tor per mein mutassir nahi hua hoon... balaky loadsheding ki wajah se kaam na karnay ka bahana mil jata hai.... :lol mein jis area mein rahta hoon vahan wese bhi bijli na honay se mujhe koi farak nahi parta.... :lol mera laptop vo bhi wese batterry per chal jata hai, android bhi charge kar leta hoon tu vo bhi chal jata hai mobile/ipod bhi battery per hota hai vo bhi chal jata hai.... rest house mein wese bhi emergency bulb lagay hain vo bhi mera kaam chal jata hai... car petrol yaa cng per chalti hai vo chal jaati hai.... tv dekhni hoti hai tu live internet se dekh leta hoon.... berhal bijli per meray aisay koi kaam nahi jis se routine muttassar hoti ho..... :lol
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

        آپ دونوں کا بہت شکریہ : )
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #5
          Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

          zaara bhi mutasir nhi!!!!!


          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

            Mea bass chalay na to in light walon ki supari de k marwa dun sab ko, kiun k jb me dekhty hun k light jaey to hun generators chala k sakun sebaythay hotay hain aur wo log jo afford nhin kertay , kis qadar taraptay hain becharay .......
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
              Mea bass chalay na to in light walon ki supari de k marwa dun sab ko, kiun k jb me dekhty hun k light jaey to hun generators chala k sakun sebaythay hotay hain aur wo log jo afford nhin kertay , kis qadar taraptay hain becharay .......
              Main ney inhein baton ka izhaar 2009 mein jab Pakistan sey wapis aaya tha to us waqt kiya tha.

              Magar main ney yeh bhi dekha hai keh agar aap key paas ta'aluqaat achhey hon to aap kisi bhi waqt bijli ko enjoy kar saktey ho :lol
              مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
              نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

              Comment


              • #8
                Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                ghar gaia tha tu pind mein soort e hal yeh hai 8 hours k bad 1 hour k laey lite aati hai....Zindge itni mutasir hai waha k koi haal nahi jab light aati hai ek he awaz sunaai deti hai "motor chala k tenki bhar laoo" :lol

                Pora pind mostly Zaraat (زراعت) sey wabsta hai tu is laey khaari fasliyn (کھڑی فصلیں) barbad ho rahi hain.janwar garmi sey be'hal hain insano ko pani milna mushkil hai tu janwar kaha sey pani pee laiyn.oper sey Nehroo key bandish theee tu har tarf chup ka aalim loog prechan.sab k munh sey ek he awaz kia baney ga.hum kasey jee paiyn gaey.

                City area mein ihtjaaj record karwney per manzer e aam per aa jata hai itney door daraz alqey ko tu wasey be insnoo ke fehrist mein nahi samjha jata :lol

                meri maa jee kahney lagiyn kaka ek Jo'ps e banva daey :lol.............
                I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                Comment


                • #9
                  Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                  Originally posted by u_r View Post
                  zaara bhi mutasir nhi!!!!!
                  pakistan tashreef laiyn :lol
                  I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                  Comment


                  • #10
                    Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                    وعلیکم السلام
                    سارا ڈئیر
                    ہمارے ہاں تو لائٹ جاتی بھی نہیں اب کیا کہوں

                    Comment


                    • #11
                      Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                      Originally posted by Tanha Hassan View Post


                      pakistan tashreef laiyn :lol
                      oyeeeeeeeeeee.................chup ker


                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                        Originally posted by u_r View Post
                        oyeeeeeeeeeee.................chup ker
                        o marey kolo hundi nahi
                        I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                        Comment


                        • #13
                          Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                          Originally posted by Tanha Hassan View Post


                          o marey kolo hundi nahi
                          boss kolun tape le ke laa le!!!


                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                            Abhi to merey computer per load shedding honey wali hai - Plug in or find another power source - likha aa raha - ab adapter kahan parra hai :think:
                            مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                            نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                            Comment


                            • #15
                              Re: آپ لوڈ شیڈنگ سے کتنے متاثر ہیں

                              Originally posted by Admin View Post
                              Abhi to merey computer per load shedding honey wali hai - Plug in or find another power source - likha aa raha - ab adapter kahan parra hai :think:
                              huh................Admin innahn un-organised kese ho skta he..ke adapter ka hi nhi pta kahan he


                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X