Shayad hum ghalti yeh ker jatay hein ke jub hum her cheez ko black & white mein dekhne lagtay hein and sometimes hum apne view point pesh kerne ki bajaye impose ker dete hein :lol
Sub-zero ne jo facts beyaan kiye hein in sub se mein itfaaq kerta hoon lekin sochne ki baat he k humein Bangladesh ki ghurbat aur India ki corruption se kia lena dena? Why to compare Pakistan with North African countries? kia kisi bhookay ko dekh ker hamara pait bhar sakta he? Ager Guzara kerna he to apne se neechay k loogon ko dekho, ager progress kerni he aur inspiration leni he to aap ko thoora ouper dekhna paray ga.
Pakistan mein kisi cheez ki kami nahi he, na talent ki na resources ki. Jis mulk ke paas 185 Billion Ton se ziada ka black gold (coal) ho aur wahan se jo oil ki estimation he wo saudia aur iran ke total oil se bhi ziada ki he. Ager sirf coal ki estimation lagai jaye to per Metric Ton 100 US$. bhi ho to bhi Pakistan mein coal ki estimation 18500 Billion Dollar ki banti he. Oil is addition to it. Thur Coal se full capacity mein bijli paida kerne k liye aur Kala Bagh dam k liye all in all 7 to 8 billion dollar ki requirement he. Lekin masla yahan sirf mismanagement aur bad'niyati ka he. Pakistan ki misaal us bikaari ki si he jo soonay ke dhair k ouper beth ker rupay rupay ki beek maang raha he. Yahan per seyasat maal bananay aur aik hareefon ko protect kerne ka naam he. Aik time limit hoti he in ke paas ke aap ke paas mulk lootne k liye awam ne itna time dia gaya he us ke baad mulk lootne ka haq kis ka he yeh faisla awam karay gi.

Comment