Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

کون کامیاب ہیں۔۔۔؟

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • کون کامیاب ہیں۔۔۔؟




    کون کامیاب ہیں۔۔۔؟






    ہلکی پھلکی گپ شپ کے لئے ایک سوال۔۔۔۔
    آپ کے خیال میں دنیا میں زیادہ بولنے والے کامیاب ہیں یا کم بولنے والے زیادہ کامیاب ہیں؟


    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

  • #2
    Re: کون کامیاب ہیں۔۔۔؟

    zaida bolnay walye
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #3
      Re: کون کامیاب ہیں۔۔۔؟

      Originally posted by Aanchal View Post
      zaida bolnay walye
      اس کی کیا وجہ ؟
      ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
      سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

      Comment


      • #4
        Re: کون کامیاب ہیں۔۔۔؟

        ziyada bolnay yaa kam bolnay se kamiyabi hasil nahi hoti.... Allah jisay chahta hai ussay kamiyab kar detay hain.... har kisi ki kamyabi k peechey ALLAH ka haath hota hai .....
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: کون کامیاب ہیں۔۔۔؟

          Originally posted by azeem-ahmed View Post
          ziyada bolnay yaa kam bolnay se kamiyabi hasil nahi hoti.... Allah jisay chahta hai ussay kamiyab kar detay hain.... har kisi ki kamyabi k peechey ALLAH ka haath hota hai .....
          Chalo yeh batao Allah zaida tar Ziada bolnay walay ko kaamyaab kerta he ya kum bolnay walay ko?
          :thmbup:

          Comment


          • #6
            Re: کون کامیاب ہیں۔۔۔؟

            Yaar waise to ziada bolnay walay he kaamyaab dikhtay hein, lekin aik banda he jo na kuch nahi bolta aur sirf muskurata rehta he aur wo Pakistan ka sub se ziada kaamyaab insaan he. Aap samaj he gaye hoon ge
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: کون کامیاب ہیں۔۔۔؟

              Originally posted by Sub-Zero View Post

              اس کی کیا وجہ ؟
              zaida bol k wo apni batoo ko dosray tuk pouncha deytay hain ..unhay samjha saktay hian ..jesay job waghera ka bhi mamla ho to bolna parta hai sirf CV say to kaam nahi chalta na ..or aam zindagi k mamlaat main communication skills honi chaye
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #8
                Re: کون کامیاب ہیں۔۔۔؟

                Originally posted by Aanchal View Post
                zaida bol k wo apni batoo ko dosray tuk pouncha deytay hain ..unhay samjha saktay hian ..jesay job waghera ka bhi mamla ho to bolna parta hai sirf CV say to kaam nahi chalta na ..or aam zindagi k mamlaat main communication skills honi chaye
                Kuch loog itne khushak mazaaj hotay hein ke kia bataon baat he nahi kerte. Aik baar mera aik din mein 2 aisay loogon se paala per gaya. Mujay liver ka masla tha to mein ultrasound kerwanay gaya. us doctor se mein poochon to wo jawaab de day. Mein ne us se koi 20 questions kiye jis ke us ne baray mukhtasir se jawaab diye. Us se bari badkismati k mein jis medical specialist ke paas gaya wo bhi nahi bolta tha. Reports dekh ker medicine likhne lag gaya. Mein ne usay kaha ke bhai mujay aur bhi maslay hein medicine kyoon likh rahay ho pehlay muj se meri history to pooch lo. Khair mein chup chaap sunanay walon mein se to hoon nahi, dono ko realize kerwa dia ke aap loogon ka yeh style acha nahi aur mein aap dono ke paas dubara kabi murr k b nahi aaon ga :lol
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: کون کامیاب ہیں۔۔۔؟

                  Originally posted by Mr. Sialkoty View Post


                  Chalo yeh batao Allah zaida tar Ziada bolnay walay ko kaamyaab kerta he ya kum bolnay walay ko?
                  islam ki hikmat yeh hai kay kam bola jai.... lakin mein yeh zaroor arz karon ga kay apna mokaf dutt kar dena chahiye.... jese kuch aisay log hotay hain jo kam boltay hain lakin itna kam boltay hain kay agar ziyadati bhi ho rahi hoti hai tu phir bhi vo khamosh rahtay hain.... boss kay samnay apna mokaf poora rakhna chahiye aur khul kay aur sachi baat karni chahiye..... lakin zaati tor per kuch loog avein fazool mein tabsray kartay rahtay hain kisi aur ko moka bhi bolnay ka nahi detay aisay logon mein itefaaq ki baat hai mein bhi shamil hoon aur bahut bolta hoon... halankay yeh meri adat burri hai phir bhi mein ziyada bolta hoon.... :lol rahi baat kamiyabi ki iss kay adaab kuch Allah kay hotay hain.... :lol jo mein kam ziyada bolnay mein nahi karta....
                  Last edited by azeem-ahmed; 6 June 2012, 13:33.
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: کون کامیاب ہیں۔۔۔؟

                    Waalykum salam...meray khyaal me kamyaabi or nakaami ka taaluk zyada or kam bolnay say to nahi...insaani tareekh bhari pari ha dono kisam kay logo ki kamyaabioon or nakamion say ....:)

                    Comment


                    • #11
                      Re: کون کامیاب ہیں۔۔۔؟

                      Originally posted by azeem-ahmed View Post
                      ziyada bolnay yaa kam bolnay se kamiyabi hasil nahi hoti.... Allah jisay chahta hai ussay kamiyab kar detay hain.... har kisi ki kamyabi k peechey ALLAH ka haath hota hai .....
                      اللہ کا ہاتھ نہیں ، کرم اور رحمت و برکت ہوتی ہے
                      ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                      سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                      Comment


                      • #12
                        Re: کون کامیاب ہیں۔۔۔؟

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        zaida bol k wo apni batoo ko dosray tuk pouncha deytay hain ..unhay samjha saktay hian ..jesay job waghera ka bhi mamla ho to bolna parta hai sirf CV say to kaam nahi chalta na ..or aam zindagi k mamlaat main communication skills honi chaye
                        سو فیصد متفق زیادہ بول کر ہم چرب زبان بن جاتے ہیں اور چرب زبانی سے ہم کسی کو باتوں میں لگا کر کامیاب ہوسکے ہیں
                        ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                        سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                        Comment


                        • #13
                          Re: کون کامیاب ہیں۔۔۔؟

                          Originally posted by Capt.Abdur Rehman View Post
                          Waalykum salam...meray khyaal me kamyaabi or nakaami ka taaluk zyada or kam bolnay say to nahi...insaani tareekh bhari pari ha dono kisam kay logo ki kamyaabioon or nakamion say ....:)

                          تاریخ کی ان شخصیات میں سے دو کامیاب لوگوں کے نام ، ایک زیادہ بولنے والا ایک کم

                          ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                          سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                          Comment


                          • #14
                            Re: کون کامیاب ہیں۔۔۔؟

                            Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
                            Yaar waise to ziada bolnay walay he kaamyaab dikhtay hein, lekin aik banda he jo na kuch nahi bolta aur sirf muskurata rehta he aur wo Pakistan ka sub se ziada kaamyaab insaan he. Aap samaj he gaye hoon ge

                            بیوقوف کو چپ ہی رہنا چاہئے جب بھی بولے گا "انے کفن ای پاڑھنا اے"
                            :lol
                            ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                            سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                            Comment


                            • #15
                              Re: کون کامیاب ہیں۔۔۔؟

                              hahaha ..me specific to kabhi nahi hun ga yahan... Charlie Chaplin ko lay lo yar ...kitni khamoshi say kitna mashoor or kamyaab ho gyaa..doosri taraf apnay Umer Sharif ko hi dekh ko saari zindagi bol bol ker hi naam banayaa or kamyab hua :p
                              Originally posted by Sub-Zero View Post


                              تاریخ کی ان شخصیات میں سے دو کامیاب لوگوں کے نام ، ایک زیادہ بولنے والا ایک کم

                              Comment

                              Working...
                              X