Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

bhook

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: bhook

    salad bnana nhi prhta.......shaam ko bna/bnwa ker rakh liya karo fridge mein!!!!!!

    baaqi Saraah SughaRR bibi ne bta diya!!!!!!!!!mera bhai bhi tumari trah chirya ke jitna khana khaata he.............aur raat ko fir dhoondta rehta he k kiya khayee................woh mithe cheezein like kerte he..isslye biscuits and chocs khata he!!!!!!!!he needs a sugar rush!

    sigpic

    Comment

    • #32
      Re: bhook

      Salaad to khaein bhair bakriyan. Mujay talab hoti he goosht ki :p
      :thmbup:

      Comment

      • #33
        Re: bhook

        Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
        Salaad to khaein bhair bakriyan. Mujay talab hoti he goosht ki :p
        اس میں بھی ہنسنے کا پہلو نکلتا ہے :rew::rew:
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #34
          Re: bhook

          Originally posted by saraah View Post

          اس میں بھی ہنسنے کا پہلو نکلتا ہے :rew::rew:

          Ghalat sooch :lol
          :thmbup:

          Comment

          • #35
            Re: bhook

            Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

            Ghalat sooch :lol
            by the way meri list me se tum kya kuch khanay walay ho tell me taa k agli baar me tumein khwamkhaa mashwra na dun :manicure:
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #36
              Re: bhook

              Originally posted by saraah View Post

              by the way meri list me se tum kya kuch khanay walay ho tell me taa k agli baar me tumein khwamkhaa mashwra na dun :manicure:
              Tumhari list mein tumhein khanay wala hoon :lol

              @

              Tumharay mashwaron se mujay K&N's ka ready made koofta, kabaab etc yaad aa gaya. Wo banwa ke rakh sakta he banda fridge mein k sirf oven mein garam kia aur kha lia.

              Sandwich wala idea bhi acha he, wo b banwa lia karon ga.

              Pineapple slices bohat khata tha lekin us ke syrup mein se ub mujay direct cheeni ki smell aati he is liye ub mein wo khana choor gaya hoon. Fresh pineapple mein kha leta hoon jo Pakistan mein mil jata he.

              Baki tumharay half ideas workable hein mere liye :p
              :thmbup:

              Comment

              • #37
                Re: bhook

                jub oven hai to phir kia masla hai ..raat ko ghar min jo bhi khana banta hai wo jub bhook lagay oven main garam kar k kha lay banda
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #38
                  Re: bhook

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  jub oven hai to phir kia masla hai ..raat ko ghar min jo bhi khana banta hai wo jub bhook lagay oven main garam kar k kha lay banda
                  Truly saying, I am very much selective. Aksar aukaat jo ghar mein bana hota he wo mein nahi khata ya meri requirement aur hoti he w/r to health.
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #39
                    Re: bhook

                    Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

                    Tumhari list mein tumhein khanay wala hoon :lol

                    @

                    Tumharay mashwaron se mujay K&N's ka ready made koofta, kabaab etc yaad aa gaya. Wo banwa ke rakh sakta he banda fridge mein k sirf oven mein garam kia aur kha lia.

                    Sandwich wala idea bhi acha he, wo b banwa lia karon ga.

                    Pineapple slices bohat khata tha lekin us ke syrup mein se ub mujay direct cheeni ki smell aati he is liye ub mein wo khana choor gaya hoon. Fresh pineapple mein kha leta hoon jo Pakistan mein mil jata he.

                    Baki tumharay half ideas workable hein mere liye :p
                    dost aap kuch bhi nahi khao gay bus aap nay humain khajal khuwaar karna hai... :lol wese aap khanay kayliye paida hua hai?? :lol
                    sigpic

                    Comment

                    • #40

                      ٹھیک ہے ٹھیک ہے آئندہ بھی تمہیں قیمتی مشوروں سے نوازا جاسکتا ہے
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      • #41
                        Re: bhook

                        Originally posted by azeem-ahmed View Post
                        dost aap kuch bhi nahi khao gay bus aap nay humain khajal khuwaar karna hai... :lol wese aap khanay kayliye paida hua hai?? :lol

                        Haan yaar khanay k liye paida hua hoon saath saath doosray kaam bhi sir anjaam de raha hoon 372-haha
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #42
                          Re: bhook

                          Originally posted by saraah View Post

                          ٹھیک ہے ٹھیک ہے آئندہ بھی تمہیں قیمتی مشوروں سے نوازا جاسکتا ہے
                          Nawazay ki chachi :p
                          :thmbup:

                          Comment

                          Working...
                          X