Re: ~~!!~~wujode zun se hy tasweer e kaynaat .....~~!!~~
Dekhein bhai - sanjeedah jawab to yeh hai jo meri soch hai keh agar is kainat mein aurat na hoti to zindagi kab ki mar khap chuki hoti - beshak insaan ko aagey chalaney key liye koi aur silsala hota. Magar wajood-e-zan hi woh tasweer hai jis ney kainat ko yeh kashish, yeh hus, yeh pazeeraee bakhshi hai. Farz kijiye aik ghar aurat key bghair???? aik khita aurat key bghair??? Aik aisi duniya ki manind lagey ga jahan zindagi hai magar pheeki pheeki, jahan ronaq hai magar afsurdigiyon mein dhali hui, jahan chehal pehal hai magar maut ka sa samaa ho. Aurat kainat ka husn hai!
Jahan tak jang ka ta'aluq hai to woh jang jo aurat ki nisbat sey shuru ho woh mard ki hawas'kari ka nateeja hai...

Comment