Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

لائٹ جانے پر پاکستانیوں کا ردِ عمل

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: لائٹ جانے پر پاکستانیوں کا ردِ عمل

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    To dassna tha na k serious nhin hona mussadaq baooo:slap:
    Esha g, tusi v an buss, bhala pakistan main aaj se 3 saal pehle tak yeh masla kab tha, kabhi lite jati he nahi thi, aewen months k baad 1 aadh hour, ab kitna ghussa karain, fun he sahi, halankeh yeh sharam ka muqaam hai hamari govt k liya, but woh jamhooriat ko bacha raha hain, or jamhooriat ki base jo k awam hoti hai, usse zaleel ker raha hain

    Comment


    • #47
      Re: لائٹ جانے پر پاکستانیوں کا ردِ عمل

      Originally posted by musaddaq View Post
      haan waise tum sahi keh raha ho, 6 saal se yeh aise he kerti hai,
      wesa iss k office mian UPS nahi ho sakta, werna yeh resign na kerti,

      aaj kal to kaam wali ghar k kaam strt kerne se pehle pooch leti hai k UPS lagwaya ya nahi,
      372-haha
      :thmbup:

      Comment


      • #48
        Re: لائٹ جانے پر پاکستانیوں کا ردِ عمل

        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
        Jee hota hay 7 yrs se me canada mein hun , 3 baar 2,2 minute k liey light gaeey hay yahan wo bhi un logon ney notice bhejey thay un areas mein k humein kuch repairing k silsilay mein light bund kerni per jaey shayad......

        Tu ki jaanay poliye majjay anaar kali diyaan shaana :lol

        Tumhari baat se mujay aik baat yaad aai. Chicago mein aik hotel mein check in ki mein ne to wahan per counter per larki ne mujay kaha ke kul 11 bajay aap ko drill machine ki awaz aaye gi sirf 1 se 2 minute k liye, aap us awaz se gubraiye ga nahi, kuch maintenance work ho ga us waqt. Meray bag room tak choornay k liye jo larka aaya us ne bhi mujay kaha ke kul 11 bajay 1 se 2 minute k liye drill machine ki awaz aaye gi aap gabraiye ga nahi. Mein soo ker subhu utha aur door khoola to bahir wo paper dia gaya tha ke drill machine ki awaz aaye gi 11 bajaye aap gabraiye ga nahi.

        Oh bei yeh drill machine chalani he ya buldozer jo itna draa rahay ho. Kasam chukaa lo jay mainu 11 wajay awaz aai howay 372-haha
        :thmbup:

        Comment


        • #49
          Re: لائٹ جانے پر پاکستانیوں کا ردِ عمل

          Originally posted by musaddaq View Post
          Esha g, tusi v an buss, bhala pakistan main aaj se 3 saal pehle tak yeh masla kab tha, kabhi lite jati he nahi thi, aewen months k baad 1 aadh hour, ab kitna ghussa karain, fun he sahi, halankeh yeh sharam ka muqaam hai hamari govt k liya, but woh jamhooriat ko bacha raha hain, or jamhooriat ki base jo k awam hoti hai, usse zaleel ker raha hain
          Yaar Raja pervez ashraf ko koi 200 baar phansi deni chahiye.
          :thmbup:

          Comment


          • #50
            Re: لائٹ جانے پر پاکستانیوں کا ردِ عمل

            Originally posted by Mr. Sialkoty View Post



            Tu ki jaanay poliye majjay anaar kali diyaan shaana :lol

            Tumhari baat se mujay aik baat yaad aai. Chicago mein aik hotel mein check in ki mein ne to wahan per counter per larki ne mujay kaha ke kul 11 bajay aap ko drill machine ki awaz aaye gi sirf 1 se 2 minute k liye, aap us awaz se gubraiye ga nahi, kuch maintenance work ho ga us waqt. Meray bag room tak choornay k liye jo larka aaya us ne bhi mujay kaha ke kul 11 bajay 1 se 2 minute k liye drill machine ki awaz aaye gi aap gabraiye ga nahi. Mein soo ker subhu utha aur door khoola to bahir wo paper dia gaya tha ke drill machine ki awaz aaye gi 11 bajaye aap gabraiye ga nahi.

            Oh bei yeh drill machine chalani he ya buldozer jo itna draa rahay ho. Kasam chukaa lo jay mainu 11 wajay awaz aai howay 372-haha
            yaar hume ek do minute drill machine ne kya kehna hai, yahan to PC ya marriot main aap reh raha hoon to aise lagta hai k bhati lohari main reh raha hain, disturbance ka koi khayal he nahi,

            Comment


            • #51
              Re: لائٹ جانے پر پاکستانیوں کا ردِ عمل

              Originally posted by Mr. Sialkoty View Post


              Yaar Raja pervez ashraf ko koi 200 baar phansi deni chahiye.
              yaar sb commission ka chaker hai, werna capacity ka issue nahi hia

              Comment


              • #52
                Re: لائٹ جانے پر پاکستانیوں کا ردِ عمل

                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                Jee hota hay 7 yrs se me canada mein hun , 3 baar 2,2 minute k liey light gaeey hay yahan wo bhi un logon ney notice bhejey thay un areas mein k humein kuch repairing k silsilay mein light bund kerni per jaey shayad......
                muje tu yeh samaj nahi ati kay 2 minutes mein kon si fori repairing ki hogi... :mm: yahan tu eik sirf transformer change karnay kayliye hamaray wapda walay 2 din latay hain :lol wese canada walay kitnay taiz hain jo 2 minutes mein repairing complete kar letay hoongay.... :lol
                sigpic

                Comment


                • #53
                  Re: لائٹ جانے پر پاکستانیوں کا ردِ عمل

                  Originally posted by azeem-ahmed View Post
                  muje tu yeh samaj nahi ati kay 2 minutes mein kon si fori repairing ki hogi... :mm: yahan tu eik sirf transformer change karnay kayliye hamaray wapda walay 2 din latay hain :lol wese canada walay kitnay taiz hain jo 2 minutes mein repairing complete kar letay hoongay.... :lol
                  آپ نے اتنے باہر کے ممالک کا وزٹ کیا ہے آپ کو معلوم ہونا چایئےان کے پاس ریزرو ریسورسس کتنی ہوتی ہے مطلب ایک لائن میں فالٹ آجائے تو فوری دوسری لائن پہ ٹرانسفر
                  ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                  سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                  Comment


                  • #54
                    Re: لائٹ جانے پر پاکستانیوں کا ردِ عمل

                    Originally posted by musaddaq View Post
                    yaar hume ek do minute drill machine ne kya kehna hai, yahan to PC ya marriot main aap reh raha hoon to aise lagta hai k bhati lohari main reh raha hain, disturbance ka koi khayal he nahi,
                    This is the difference in professionalism. Area ka bhi kafi faraq hota he. Mujay to Bangkok kay hotel ka kissa yaad aa gaya kabi phone pe bataon ga
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #55
                      Re: لائٹ جانے پر پاکستانیوں کا ردِ عمل

                      Originally posted by musaddaq View Post
                      yaar sb commission ka chaker hai, werna capacity ka issue nahi hia
                      Chalo acha he. Isi khushi mein lagao naara. Kul bhi bhutto zinda tha aaj bhi BB zinda he
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #56
                        Re: لائٹ جانے پر پاکستانیوں کا ردِ عمل

                        Originally posted by Mr. Sialkoty View Post


                        Chalo acha he. Isi khushi mein lagao naara. Kul bhi bhutto zinda tha aaj bhi BB zinda he
                        yaar woh to zinda hai, saanu te hunn na maarann na

                        Comment


                        • #57
                          Re: لائٹ جانے پر پاکستانیوں کا ردِ عمل

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          yaar woh to zinda hai, saanu te hunn na maarann na
                          Yaar tujay aik faisla ub ker lena chahiye, ya tu zinda rahay ga ya BB Bhutto
                          :thmbup:

                          Comment

                          Working...
                          X