Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Time table ki banabdi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Time table ki banabdi

    Originally posted by Aanchal View Post
    sawaal aap ki apnizaat say related nahi tha....dosroo say mutliq zaida tha : )
    zahir hai aap thakay hovey houn to bartan jaldi/pehlay dhoo saktay hian is main koi masla nahi hai :lol:

    sawal yehk aap nay kisi ko time dia,koi baat kahi,kahi jana howa 8 bajaye to tub kitni pabandi kartay hian ? kisi nay msg kia to aksar loog haftay bad reply kartay hain k aap ka msg parh lia tha koi reply hi nahi kartay :lol: ..yeh jo adatian hian in ki baat kar rahi houn
    in baatuhn per to 100% paband huhn............majaal he mein sms/call/email ka late jawab duhn. mjh per jese farz ho jta he fauran reply krna.........time diya huwa he to bhi chaye kitni hi rushd kiyuhn nahuhn..............wqt per hota he sab kuch..thorri se bhi dher ho jai to sharmindgi hoti he aur doosre logh jho ussi time per invited hote hin woh agger mjh se aik ghnta late bhi aaihn...to unhein koi shrmindgi nhi hoti:think:


    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: Time table ki banabdi

      Originally posted by crystal_thinking View Post
      jaldi he insan ban jaon ge :shyy:
      :rew:





      Comment


      • #18
        Re: Time table ki banabdi

        Originally posted by u_r View Post
        aur doosre logh jho ussi time per invited hote hin woh agger mjh se aik ghnta late bhi aaihn...to unhein koi shrmindgi nhi hoti:think:
        yehi to sara masla hai k kio nahi hoti
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #19
          Re: Time table ki banabdi

          Originally posted by Aanchal View Post
          Assalamlaikum
          aap main say kitnay loog time table ki pabandi kartay hian ? ...or na karnay ki waja?
          time table ki banadi itna mushkil bhi nahi jitna logoo nay bana lia hai ..
          waqat pay kisi k ghar nahi jana chaye aglay banday ko jitni kooft ho rahi hoo parwa nahi sirf apnay time pay jana..
          koi baat kehna to tub karnaj jub apna dil chaye ..
          khabhi khabar koi problem a jati hai k banda time pay nahi ja sakta kahi ..lekan humesha aik hi routine bana lina yeh sahi nahi hai ..
          Wa Alaikum Aslam,

          Mein time table ka paband hoon aur mein kisi ka intzaar kerna bhi pasand nahi kerta. Aaj doost mera late chund minute late tha. Hum ne snooker ikathay kheelni thi aur mein ne us ke aanay se pehlay doosray loogon se game laga ke kheel aaya. Jo time pe na aaye usay saza do
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: Time table ki banabdi

            Originally posted by u_r View Post
            i'm flexible
            interesting
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: Time table ki banabdi

              Originally posted by Mr. Sialkoty View Post



              Jo time pe na aaye usay saza do
              unhay waqai saza denay ko dil chahta hai :lol:

              lekan aisay logoo ki tadad buhat zaida hai jo care nahi kartay......!
              app unhay chortay jaoo gay to reh koo n jaye ga lolz or sudhranay walye wo lagtay nahi ..
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #22
                Re: Time table ki banabdi

                Originally posted by Aanchal View Post
                unhay waqai saza denay ko dil chahta hai :lol:

                lekan aisay logoo ki tadad buhat zaida hai jo care nahi kartay......!
                app unhay chortay jaoo gay to reh koo n jaye ga lolz or sudhranay walye wo lagtay nahi ..
                Bei apna to pakka pakka asool he, jo time pe aa jaye usay welcome karo aur jo time ki pabandi na karay usay aisi saza do ke yaad rakhay. Kuch din pehlay mere dooston ne milna tha, aik jagah decide kia, mein sub se pehlay pohancha yani time pe. Mere doost nahi aaye thay. Mein ne call ki to kehtay hein ke hum nikal rahay hein. Mein ne kaha ke jaldi niklo, aur jitni dair mein wo pohanchay mein ghar pohanch gaya :lol

                Phir mein ne unhein apne ghar bula lia. Saza must he aisay loogon k liye
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: Time table ki banabdi

                  Originally posted by Mr. Sialkoty View Post


                  Bei apna to pakka pakka asool he, jo time pe aa jaye usay welcome karo aur jo time ki pabandi na karay usay aisi saza do ke yaad rakhay. Kuch din pehlay mere dooston ne milna tha, aik jagah decide kia, mein sub se pehlay pohancha yani time pe. Mere doost nahi aaye thay. Mein ne call ki to kehtay hein ke hum nikal rahay hein. Mein ne kaha ke jaldi niklo, aur jitni dair mein wo pohanchay mein ghar pohanch gaya :lol

                  Phir mein ne unhein apne ghar bula lia. Saza must he aisay loogon k liye
                  aksar aisa bhi hota hai k jesay koi party deytay ho aap..aapa nay khanabhi banaya or loog nahi atay kuch..to tub aap kia karoo gay ..khana to aap ka zaya gaya na : d
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #24
                    Re: Time table ki banabdi

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    aksar aisa bhi hota hai k jesay koi party deytay ho aap..aapa nay khanabhi banaya or loog nahi atay kuch..to tub aap kia karoo gay ..khana to aap ka zaya gaya na : d
                    Yaar mein khanay ki dawatein ghar ki bajaye hotels mein deta hoon akser. Jo time pe na aaye to mein ziada wait nahi kerta khanay ka order ker deta hoon. Koi late aaye to dermeyan mein join karay
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Time table ki banabdi

                      Originally posted by Baniaz Khan View Post


                      :lol


                      تم سے اب جواب اسی طرح لیا کرونگا

                      اور یہ شعر کا ستیا ناس نہیں کیا بلکہ اس کا اصل مصرعہ ہی یہ ہے

                      :ys:
                      پھر تمہیں سچ مچ کسی دن جواب ہی مل جانا ہے :jc:
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment


                      • #26
                        Re: Time table ki banabdi

                        Originally posted by saraah View Post


                        پھر تمہیں سچ مچ کسی دن جواب ہی مل جانا ہے :jc:
                        372-haha

                        گریٹ گریٹ گریٹ

                        تم دل چھوٹا نہ کیا کرو۔۔۔۔۔ بلکہ تم جواب محفوظ نہ کیا کرو





                        Comment


                        • #27
                          Re: Time table ki banabdi

                          Originally posted by Baniaz Khan View Post


                          372-haha

                          گریٹ گریٹ گریٹ

                          تم دل چھوٹا نہ کیا کرو۔۔۔۔۔ بلکہ تم جواب محفوظ نہ کیا کرو
                          اسکا جواب محفوظ ہے
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • #28
                            Re: Time table ki banabdi

                            Originally posted by saraah View Post


                            اسکا جواب محفوظ ہے
                            سانبھ کے رکھ نی مٹیارے

                            372-haha





                            Comment


                            • #29
                              Re: Time table ki banabdi

                              Originally posted by Baniaz Khan View Post


                              سانبھ کے رکھ نی مٹیارے

                              372-haha
                              جے اگوں پچھیں تے کھوتا ہویوں ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔کاپی کیٹ :hoho:
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • #30
                                Re: Time table ki banabdi

                                Me koshish karty hun k time ki pabandi ka khaas khiyal rakhun , n me ki good luck hubby bbi me ko aisssay hee milay hain .. Party ho ya family gathering. Hjmein jo time diya jaata hay hjm usee waqt puhanchtay hain,yahan tak k ab humein invite kernay se pehly hee frnds kehtay hain yar eshaa n asif ka to confirm hy ajaen gay baqiyon ko time pe kessay bjlaaen :blush: aur same thing me k apnay ghr koi gathering ho to wahan apply hotii hay ............but sometimes bht nuksaan bhi uthana perta hy is waja se k log ghunton late aatay hain aur hum puhanch jatay hain :@:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X