Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mahawarye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Mahawarye

    Originally posted by musaddaq View Post
    tumhain dhoop main khara nahi rakhain ge na, tum aane wali bano
    lolz me to aa k ja bhi chuki ..phir next year jaoun gee Inshallha....me ko murree or thandyaani ki snowfalling buhat pasand ai me vohi dekhnay phir jaoun gee : )
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #92
      Re: Mahawarye

      Originally posted by Aanchal View Post
      lolz me to aa k ja bhi chuki ..phir next year jaoun gee Inshallha....me ko murree or thandyaani ki snowfalling buhat pasand ai me vohi dekhnay phir jaoun gee : )
      tum lahore aaon, yahan hum baraf baari kerwa dain ge, buss aane se pehle ek hafta bata dena, main saare mohalla se baraf k doonge ikhate ker loon ga, phir tumhari ooper phainke ge, enjoy kerna

      Comment


      • #93
        Re: Mahawarye

        shaadi ka ladoo jis nay khaya uss nay bhi pashtaya jis nay nahi khaya uss nay bhi pashtaya...
        sigpic

        Comment


        • #94
          Re: Mahawarye

          Originally posted by Aanchal View Post
          itni garmi main gtg wo bhi lahore main ..rakhni hai to siachen main rakhoo :rew:
          taudhe ke neeche se in loguhn ko nikaalne k lye fir tum jao gi........:think:

          ya plan yeh he ke yeh wohihn dabhe reh jain!!!!


          sigpic

          Comment


          • #95
            Re: Mahawarye

            Originally posted by musaddaq View Post
            zabardast idea hai,
            Originally posted by Aanchal View Post
            itni garmi main gtg wo bhi lahore main ..rakhni hai to siachen main rakhoo


            Aanchal ki baat mein wazan lag raha he. Koh-e-murree na rakh lein :lol
            :thmbup:

            Comment


            • #96
              Re: Mahawarye

              Originally posted by Mr. Sialkoty View Post






              Aanchal ki baat mein wazan lag raha he. Koh-e-murree na rakh lein :lol
              yaar aaj kal season main wahan her masalli kisam k log ponhche hote hain, nathia gali ya Ayubia phir bhi behter hai

              Comment


              • #97
                Re: Mahawarye

                Originally posted by musaddaq View Post
                yaar aaj kal season main wahan her masalli kisam k log ponhche hote hain, nathia gali ya Ayubia phir bhi behter hai
                chal jahan tu kehta he, mein ne konsa paidal aana he
                :thmbup:

                Comment


                • #98
                  Re: Mahawarye

                  loghuhn ne kese kese mahawre likna shuru ker diya...jis mein Murree, Aubiya aur Siechen k tazkre hote hein......:think:


                  sigpic

                  Comment


                  • #99
                    Re: Mahawarye

                    گھوڑے گھوڑوں میں مل جاتے ہیں ، گدھے گدھوں میں مل جاتے ہیں اور بندر بندروں میں ...\

                    مطلب ہے ھر کسی کو دوست اپنی فطرت کے مطابق مل جاتے ہیں

                    ایف ایم پر سنا تھا
                    Last edited by *Rida*; 29 May 2012, 12:58.
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment


                    • Re: Mahawarye

                      Originally posted by *Rida* View Post
                      گھوڑے گھوڑوں میں مل جاتے ہیں ، گدھے گدھوں میں مل جاتے ہیں اور بندر بندروں میں ...\

                      مطلب ہے ھر کسی کو دوست اپنی فطرت کے مطابق مل جاتے ہیں

                      ایف ایم پر سنا تھا
                      aap nay sahi kaha issliye aap ki aur meri dosti iss forum per aaj tak nahi hosaki hai.... :lol halankay aap se reply share kharnay ko dil karta hai phir bhi ajnabiyat se lagti hai.... :lol
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: Mahawarye

                        Originally posted by azeem-ahmed View Post
                        aap nay sahi kaha issliye aap ki aur meri dosti iss forum per aaj tak nahi hosaki hai.... :lol halankay aap se reply share kharnay ko dil karta hai phir bhi ajnabiyat se lagti hai.... :lol
                        :hehe:

                        mairi Aanchal , Hala aur UR say frndship hai ...Main Masood bhai, Khan bhai, Hassan bhai aur Aamir bhai ki behen hoon ...... aap mairi category samajh saktay hain .....:lol
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment


                        • Re: Mahawarye

                          Originally posted by *Rida* View Post


                          :hehe:

                          mairi Aanchal , Hala aur UR say frndship hai ...Main Masood bhai, Khan bhai, Hassan bhai aur Aamir bhai ki behen hoon ...... aap mairi category samajh saktay hain .....:lol
                          Ub yeh 4 bhaiyoon ki behan se baat karay ga to kutt he khaye ga :lol

                          Comment


                          • Re: Mahawarye

                            Originally posted by *Rida* View Post
                            گھوڑے گھوڑوں میں مل جاتے ہیں ، گدھے گدھوں میں مل جاتے ہیں اور بندر بندروں میں ...\

                            مطلب ہے ھر کسی کو دوست اپنی فطرت کے مطابق مل جاتے ہیں

                            ایف ایم پر سنا تھا
                            Birds of a feather flock together.

                            Mujay laga ke u ne end pe FM Persanatha yani quote kerne walay ka naam likha he :lol

                            Comment


                            • Re: Mahawarye

                              Originally posted by *Rida* View Post


                              :hehe:

                              mairi Aanchal , Hala aur UR say frndship hai ...Main Masood bhai, Khan bhai, Hassan bhai aur Aamir bhai ki behen hoon ...... aap mairi category samajh saktay hain .....:lol
                              agar yeh baat hai tu phir aap se mein dushmani ko tarjeeh doon ga..... :lol
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: Mahawarye

                                Originally posted by Mr. Sialkoti View Post


                                Birds of a feather flock together.

                                Mujay laga ke u ne end pe FM Persanatha yani quote kerne walay ka naam likha he :lol
                                koi Muzaffar naam kay presenter hain....itifaqan hi suna tha un ka program ...


                                Originally posted by Mr. Sialkoti View Post


                                Ub yeh 4 bhaiyoon ki behan se baat karay ga to kutt he khaye ga :lol
                                Originally posted by azeem-ahmed View Post
                                agar yeh baat hai tu phir aap se mein dushmani ko tarjeeh doon ga..... :lol
                                :rew: :rew:
                                For New Designers
                                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                                Comment

                                Working...
                                X