Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tea With Ruba

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Tea With Ruba

    :)

    sach kahain tou baaqi sawaloon per ghour nahin kia tha :) laikin abhi kar laaita hoon, warna mujhay bhootniyon say bohat darr lagta hay khusoosan uss waqt jab woh Insaani soorat main hoon !!!! :)

    Originally posted by saraah View Post


    چلیں بھوتنی ہی سمجھ لیں :lol اور اگر کبھی آپکی ساری سوکس غائب ہوگئیں تو مجھ پہ شک ضرور کیجیے گا کیونکہ آپ نے میرا صرف ایک آنسر پسند کیا ہے :jc:
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: Tea With Ruba

      aap kay baaqi jawaab bhi achay hain, magar aap ko nahin lagta kay aap DIPLOMACY ka kuch ziyada hi sahaara laiti hain, I guess you have set some limitation to yourself and do not disclose more about your personality!!

      iss kay do reasons hosaktay hain
      1. yaa tou aap nahin chahti kay aap kay jazbaat koi samajh sakay yaa aap kay khayalaat ko koi paRh sakay, aap apnay khudh apnay gird aik hisaar qayim kia hua hay aur aap uss hisaar main muqeed hokar rah gayiin hain!! yaa phir meri woh baat jo shayed aap ko aaj bhi yaad ho kay saarah aik ghabRoo jawaan hay, moti moti moochoon waali aur apni identity hum say chupa rahi hay :)
      2. Aap apnay aap ko shayed us waqt tak disclose nahin karna chahtii jab tak kay aap apni mahroomiyon per qaboo na paa sakain, yaa apnay uss maqsad ko naa paa sakain jisay aap nay maqsad-e-manzil qaraar dia hay (to be a real woman).....

      kehna tou aur bhi kuch hay magar, as far as I have seen and as far as I have observed/read.... all real woman possess a very strong personality yet be very humble, they keep diplomacy yet be very straightforward in their answers, they are very firm in their attitude yet they are forgiving, very soft at heart but strong in decisions!!!! kuch asha'ar hain jo aik REAL WOMAN ki shaan main paish karnay ki jasaarat kar raha hoon!!

      PATHAR tha, magar BARF KAY GALOON ki tarah tha
      Woh shakhs ANDHAIRON main UJALOON ki tarah tha
      KHUWABOO ki tarah tha na KHAYALOON ki tarah tha
      woh ILM-E-RIYAAZI kay SAWALOON ki tarah tha
      ULJHA huwa aisa kay kabhi KHUL nahin paaya
      SULJHA huwa aisa kay MISALOON ki tarah tha!!!

      way to go, and I wish you all the best for achieving your aim, good luck, khush rahyeh

      Originally posted by saraah View Post
      واعلیکم السلام نا جان نا پہچان ہم آپکے مہمان چائے کافی مجھے منع ہے آجکل سو ادھار رہی
      teddy

      [* Your Name

      مائی نیم از خان

      * Your Profession

      کوئی نہیں ،ہوتا تو ٹیچنگ

      * Your Hobbies...
      بہت کچھ

      * Your Ideal way to spend your day.. 1

      دن کا آغاز اور انجام اچھا ہونا چاہیئے

      * Your Favorite things to buy when you go shopping..

      کچھ خاص نہیں

      * Your favorite Colors..and Favorite Outfit

      بلیک ایں وائٹ مکس ،گرے،موو،میرون،ٹی پنک، شلوار قمیض

      * Your Favorite Food, drink, dessert ..

      لاہوری دیسی کھانے
      اور اٹالین فوڈ

      * Share any of your beautiful memory with your family..
      مدر ڈے فادر ڈے امی ابو کی ویڈنگ اینیورسری پہ امی ابو سے زبردستی ٹریٹ لینا

      * Your Favorite childhood game ..
      یاد نہیں میں بہت کم کھیلتی تھی کنچے کھیلنا یاد ہے بس

      * Your Fav Vacation so far .. .. and Name few Countries you wish to visit ..
      اب تو عرصے سے ویکیشن ہی ہے ،مجھے کلچرل جگہوں پہ جانا پسند ہے یا پورے شہر کے ریسٹورانٹس میں پھرنا ملک ابھی پاکستان دیکھنے کا ہی کریز ہے باہر کا کبھی سوچا نہیں

      * Your Favorite Ashaar ..

      بہت سے ہیں اس وقت یاد نہیں

      * Something very weird /odd or say fun thing you would like to do in life .. as if there were no restrictions

      میں غائب ہوکر لوگوں کو آبزرو کرنا چاہتی ہوں اور انہیں تنگ کرنا چاہتی ہوں

      * Something about friendship and friends in u r life ..

      اللہ کی خاص نعمت جو محروم ہے وہ واقعی مفلس ہے
      مائی فرینڈز آر آکسیجن فار می

      * Your aim in life ..

      ٹو بی اے رئیل وومن ،آئی ڈونٹ وانٹ ٹو بی اے سپر وومن بٹ ٹو بی اے سکسیس فل وومن ود ان مائی اون لمٹس

      * Something about Your Dreams ( larkiyon ne kaafi naam kamaya hai khwaab dekhne main .. jaise hum khwabon ki duniya main hi rehthi hai .. .. so kuch aise khwaab jo aapki aankhon main roz sajthe hai : )

      میں بیک وقت خواب اور حقیقت میں رہنے والی لڑکی ہوں اس لیے اس سوال کا جواب مشکل ہے

      * A Beautiful message to Pegham friends/Sisters or anyone in Particular also ..
      * Few words about the identity of woman .. in honour of every Mother,daughter, wife, sister... who play an excellent role for their family.

      وہی جو میں نے اپنا ایم بتایا ،بی اے رئیل وومن
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: Tea With Ruba

        Aap kau jawaabaat paRh kar lagta hay kay aap MOODY qisam kay insaan hain :)

        Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
        Ub mein tumhara mazeed intzaar nahi ker sakta, chaye do mujay aur yeh rahay mere answers:

        * Your Name
        Aamir Javaid Chaudhary

        * Your Profession
        Working for two European & American companies and striving for own business

        * Your Hobbies...
        Depend kerta he...aaj kul to reading, cards, snooker

        * Your Ideal way to spend your day.. 1
        Yeh bhi depend kerta he. Baaz aukaat long drive achi lagti he aur baaz aukaat reading. Ya dooston ke saath sara din cards ya snooker khelna. It is very much towards my hobbies.

        * Your Favorite things to buy when you go shopping..
        Nothing in particular. Out of country jaoon to bohat saray chocolates must buy kerta hoon.

        * Your favorite Colors..and Favorite Outfit
        Yeh bhi depend kerta he. Aaj kul T-shirts he pasand hein. Relax rehna acha lagta he. Koi bhi acha colour chalay ga.

        * Your Favorite Food, drink, dessert ..
        Mein ne food ki bohat variety try ker li aur aakhir kaar is nateejay per pohancha hoon ke aap ko ager sahi bhook nahi lagi to aap kuch bhi enjoy nahi karein ge aur ager aap ko bhook lagi he then aap normal se khanay ko bhi bohat acha enjoy kerte hein. Steaks, seafood pasand he waise mujay.

        * Share any of your beautiful memory with your family..
        Apne abba ji ke saath guzara hua mukhtasir sa waqt yaad aata rehta he.

        * Your Favorite childhood game ..
        Nintendo ki aik game thi "the green house" wo bohat khela kerta tha. Patang bazi kafi ki chup ke. Kanchay kheelay, cycle, cricket.

        * Your Fav Vacation so far .. .. and Name few Countries you wish to visit ..
        Mein vacation ki sense mein to kabi nahi gaya, haan meetings ki gharz se jana perta he aur goom phir bhi leta hoon. Kuch din pehlay dooston ke saath murree gaya aur bohat maza aaya halanke aik accident bhi hua hamara. So sabit yeh hota he ke doost saath hoon to vacations achi hoti hein only sight seeing koi matter nahi kerti. Mujay kisi country janay ka shook nahi, haan pakistan sahi se phir loon to maza aa jaye.

        * Your Favorite Ashaar ..
        Jo bakray ne maara bakri ko seeng
        To bakra bhi maaray ga bakri ko seeng

        Means, Ishqiya poetry ki waja se mujay poetry se nafrat se mehsoos hoti he. Aur aaj kul ke shayaron mein mujay jazbat he nazar aatay hein practicality nahi. Is liye avoid kerta hoon. Haan bohat se achay ashaar yaad bhi hein jo mookay ki munasabat se yaad bhi aa jatay hein aur wo mookay ki munasibat pe he bolnay achay lagtay hein



        * Something very weird /odd or say fun thing you would like to do in life .. as if there were no restrictions
        weird to nahi per mera abi bohat dil ker raha he table tennis khelnay ko. Aaj mein Pace gaya wahan ja ker 2 larkon ko games maar kay aaya. To me, games are like stimulants. jub bhi kheloon dil kernay lag jata he ke regularly start karon :lol

        * Something about friendship and friends in u r life ..
        Good friends are really important in your life. Yes, good friends

        * Your aim in life ..
        Insaaniyat ki falah k liye kuch kerna chahta hoon. Bohat ziada nai to kuch loogon ko chahta hoon ke unhein acha stand don aur wo loog jo ghurbat ke maaray hein aur apne liye kuch bhi acha soochnay ki bhi takat nahi rakhtay wo khush'haal ho jaein

        * Something about Your Dreams ( larkiyon ne kaafi naam kamaya hai khwaab dekhne main .. jaise hum khwabon ki duniya main hi rehthi hai .. .. so kuch aise khwaab jo aapki aankhon main roz sajthe hai : )
        It is secret

        * A Beautiful message to Pegham friends/Sisters or anyone in Particular also ..
        Dil mein gugaz rakhnay se acha he larna seekho

        * Few words about the identity of woman .. in honour of every Mother,daughter, wife, sister... who play an excellent role for their family.
        Sharm-o-heya aurat ka zeewar he, is zeewar ki hifazat kerna seekho
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: Tea With Ruba

          Originally posted by thefire1 View Post
          :)

          sach kahain tou baaqi sawaloon per ghour nahin kia tha :) laikin abhi kar laaita hoon, warna mujhay bhootniyon say bohat darr lagta hay khusoosan uss waqt jab woh Insaani soorat main hoon !!!! :)
          معذرت چاہتی ہوں میرا مطلب یہ نہیں تھا کہ آپ غور کریں ناحق آپکو زحمت ہوئی
          Originally posted by thefire1 View Post
          aap kay baaqi jawaab bhi achay hain, magar aap ko nahin lagta kay aap DIPLOMACY ka kuch ziyada hi sahaara laiti hain, I guess you have set some limitation to yourself and do not disclose more about your personality!!

          iss kay do reasons hosaktay hain
          1. yaa tou aap nahin chahti kay aap kay jazbaat koi samajh sakay yaa aap kay khayalaat ko koi paRh sakay, aap apnay khudh apnay gird aik hisaar qayim kia hua hay aur aap uss hisaar main muqeed hokar rah gayiin hain!! yaa phir meri woh baat jo shayed aap ko aaj bhi yaad ho kay saarah aik ghabRoo jawaan hay, moti moti moochoon waali aur apni identity hum say chupa rahi hay :)
          2. Aap apnay aap ko shayed us waqt tak disclose nahin karna chahtii jab tak kay aap apni mahroomiyon per qaboo na paa sakain, yaa apnay uss maqsad ko naa paa sakain jisay aap nay maqsad-e-manzil qaraar dia hay (to be a real woman).....

          kehna tou aur bhi kuch hay magar, as far as I have seen and as far as I have observed/read.... all real woman possess a very strong personality yet be very humble, they keep diplomacy yet be very straightforward in their answers, they are very firm in their attitude yet they are forgiving, very soft at heart but strong in decisions!!!! kuch asha'ar hain jo aik REAL WOMAN ki shaan main paish karnay ki jasaarat kar raha hoon!!

          PATHAR tha, magar BARF KAY GALOON ki tarah tha
          Woh shakhs ANDHAIRON main UJALOON ki tarah tha
          KHUWABOO ki tarah tha na KHAYALOON ki tarah tha
          woh ILM-E-RIYAAZI kay SAWALOON ki tarah tha
          ULJHA huwa aisa kay kabhi KHUL nahin paaya
          SULJHA huwa aisa kay MISALOON ki tarah tha!!!

          way to go, and I wish you all the best for achieving your aim, good luck, khush rahyeh
          آپ کی نیک تمناوں کا شکریہ
          اور جو آپ نے اندازے لگائے اسکا بھی شکریہ ،میں اس پہ کوئی کمنٹ نہیں کرنا چاہوں گی مجھے اپنے بارے میں بحث کرنا اچھا نہیں لگتامیں کیا ہوں میں جانتی ہوں اتنا ہی کافی ہے ۔۔۔۔خوش رہیں : ))
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • #20
            Re: Tea With Ruba

            Zehmat kahan, iss say tou meri maloomaat main izaafa hua, jiss ki mujhay khushi hay :)
            Originally posted by saraah View Post

            معذرت چاہتی ہوں میرا مطلب یہ نہیں تھا کہ آپ غور کریں ناحق آپکو زحمت ہوئی


            آپ کی نیک تمناوں کا شکریہ
            اور جو آپ نے اندازے لگائے اسکا بھی شکریہ ،میں اس پہ کوئی کمنٹ نہیں کرنا چاہوں گی مجھے اپنے بارے میں بحث کرنا اچھا نہیں لگتامیں کیا ہوں میں جانتی ہوں اتنا ہی کافی ہے ۔۔۔۔خوش رہیں : ))
            Mera comments karnay ka maqsad bhi behas karna nahin tha, balkay aik nuqta-e-nazar samajhnay ki koshish thi.... jo kuch hadh tak kamyab nazar aati hay :) I hope kay iss process main aap ko main nay HURT na kia hoo, agar aisi koi baat hay tou MAAZRAT. Khush rahyeh :)
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: Tea With Ruba

              ہاہاہا یعنی میں نے اختلاف یا اتفاق نہیں کیا تو آپکو اپنی کوشش کامیاب لگی چلیں آپ زیادہ خوش نا ہوں میں آپ کے تجزیے سے اتفاق نہیں کرتی :lol اور کوئی بات نہیں اپنی رائے دینے کا سب کو حق ھاصل ہے آپکو بھی حاصل ہے اور وہ موٹی موٹی مونچھوں والی بات مجھے یاد نہیں اس پہ بس میں مسکرا کہ رہ گئی ہوں :lol
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #22
                Re: Tea With Ruba

                kuch ziyda nahin, bas yaad dilaana tha, I guess woh internet per dosty ka koi sawaal tha jo aap nay hi kia tha, shayed meray Interview main.... uss per mera jawaab tha aur main aap ki aur wasi anjum sahab ki misaal daitay huaway kaha tha kay mujhay internet dosti per bilkul yaqeen nahin kia pata Saraah koi gabRoo jawaan hoo aur Wasi Anjum aik masoom see kam-sin dousheeza etc etc :)

                Originally posted by saraah View Post
                ہاہاہا یعنی میں نے اختلاف یا اتفاق نہیں کیا تو آپکو اپنی کوشش کامیاب لگی چلیں آپ زیادہ خوش نا ہوں میں آپ کے تجزیے سے اتفاق نہیں کرتی :lol اور کوئی بات نہیں اپنی رائے دینے کا سب کو حق ھاصل ہے آپکو بھی حاصل ہے اور وہ موٹی موٹی مونچھوں والی بات مجھے یاد نہیں اس پہ بس میں مسکرا کہ رہ گئی ہوں :lol
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: Tea With Ruba

                  byi identity kya chupaani muje yahan 5 saal hogye shyd ab 5 saal kon kaafir apni mardaangi chupata agr me ghabroo jawaan hota moochoN wala :lol
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment


                  • #24
                    Re: Tea With Ruba

                    :lol :lol :lol
                    Originally posted by saraah View Post
                    byi identity kya chupaani muje yahan 5 saal hogye shyd ab 5 saal kon kaafir apni mardaangi chupata agr me ghabroo jawaan hota moochoN wala :lol
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: Tea With Ruba

                      Originally posted by thefire1 View Post
                      Aap kau jawaabaat paRh kar lagta hay kay aap MOODY qisam kay insaan hain :)
                      Is mein 2 raye nahi hein
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Tea With Ruba

                        As per my observation, Moodys are sometime very dangerous to deal with, they are unpredictable.... and cant believe them quite often?!s
                        Originally posted by Mr. Sialkoty View Post


                        Is mein 2 raye nahi hein
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: Tea With Ruba

                          Originally posted by thefire1 View Post
                          As per my observation, Moodys are sometime very dangerous to deal with, they are unpredictable.... and cant believe them quite often?!s
                          I am moody with respect to my interest. Mein achay loogon ka kadardaan hoon aur moody loogon ke saath un se bhi ziada moody. This is the way I am.
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Tea With Ruba

                            Good to know that.... haan sab kay moods hotay hain, laikin bohat ziyada moody hona bhi thik nahin, kiyonki kabhi kabhar aap ko apnay MOOD kay baraks doosroon kay pleasure ko bhi khaatir khuwaa laana paRta hay... so your moods could be a reason of spoiling someone else's mood :)

                            Originally posted by Mr. Sialkoty View Post


                            I am moody with respect to my interest. Mein achay loogon ka kadardaan hoon aur moody loogon ke saath un se bhi ziada moody. This is the way I am.
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Tea With Ruba

                              abi tak aapko kabi mood nai dikhaya isi baat se andaza kr lein k main kis level ka moody hon
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Tea With Ruba

                                nahin yeh baat sach nahin, aap nay apnay mood dikhayay hain, aur mujhay andaaza hay kay aap kis kisam kay moody hain :) I guess you seem to be a good person at heart, aur aap say pyar mohabbat main bohat kuch karwaaya jaa sakta hay, thoRay bohat sakhee tou aap hay hii moody honay kay saath saath :)
                                Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
                                abi tak aapko kabi mood nai dikhaya isi baat se andaza kr lein k main kis level ka moody hon
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X