Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

    Originally posted by u_r View Post
    jaan liya bhai jaan liya..............372-haha.kuch nhi ker skte aap!!!!!!!1
    Tum jaisee hi aik female k saath itnay arsay say aik ghar main reh raha hoon..aur tum keh rahi..k kuch nahi ker saktay...!!

    Dekh loon ga..tumharay 'unn' ku bhi k wo kia ker saktay hain.......kitna dam hai un main bi...??


    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

    Comment


    • #77
      Re: Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

      sad afsos hi kiya jaskta hai uar kiya karain
      iss waqe par..

      jahan tak sharab k istemal ki bat hai
      ye sab so called roshan khiyali k jhatkay hain
      islam se bhagnay ki aik makrooh koshish hai
      log isay fasion k tor per bhi use krnay ki try krty hain

      noha kis kis bat ka kiya jaye
      keh
      mulk mai har wo kam ho raha hia jo
      haram thehra
      mgr hum phir bhi kar rahay hian

      bus dekhta ja
      tamasha

      sab thath para reh jaye ga
      jab laad chalay ga Banjara
      جس کو تم سے سچی ہحبت ہوگی وہ تمہیں فضول اور ناجائز کاموں سے روکے گا۔۔۔



      Comment


      • #78
        Re: Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

        :lol
        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
        Aab tu orrtain bhi ciggrate main dilchaspee laina shorr ho gaeen hain...aur PG k member girls bhi lagata hai...cigg peenay main dilchaspee rakhtee hain..!!

        Iss hawaly say aik latifa yaad aa gaya...!!

        Aik aadmi nay shaadi ki phelee raat bewee ku muta'asir kernay ki liye....ciggirate ka dhooaan (smoke) chortay hoay kaha..."Dear ager tum kaho.. tu main ye ciggirate ki aadat humaisha k liye chorr sakta hoon...."!!

        Bevee nay jawab main kaha: "Ager ay Gold leaf hai...ty mannoo vee aik sutta laan diyo..."!
        !
        sigpic

        Comment


        • #79
          Re: Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

          Walaikum Assalaam

          Waqayii yeh waqiya qaabil-e-afsoos hay kay sharrab nay aik khandaan ko ujaaR kar rakh diya, ALLAH SWT humain aur sab ko aisi la'anat say mehfooz rakhay jisay humaray Nabi SAW "Umm ul-khabaayis" keh kar mukhaatib kia hoo!!!

          Pakistan main hi nahin, balkay har Muslim mumalik main Shara'ab kay bayjaa istimaal hota hay, magar woh log jinhain apni duniya kay lutf kay bajayay aakhirat ka lutf manzoor hay woh log iss la'ant per apna haath tak nahin uthaatay.... main nay aksar aisi parties attend ki hain jahan shara'ab ka istimaal hota hay magar ALHAMDULLILAH iss ko haath tak nahin lagaya....

          Sharaab ka isitmaal huamray MAZHAB main HARAAM Hay aur yeh PAKISTAN main bhi iss kay istimaal per BAN lagna chayeh, yehi meri khuwahish hay aur yehi meray ta'asuraat hain.

          Originally posted by u_r View Post
          Aslam O Alaikum all................

          shraab haraam he ....kisse nhi ilm is baat ka...Pakistan mein abh almost sar e aaam chall rha he....hotels baqaida isko clients attract kerne ke liye use kerte hein.....

          isse hamare mulk mein easily mamnooh she qraaar diya ja skta he..i.e not for sale...lekin jho hukmraan isse khud peete huhn woh is per pabandi kiyuhn lgaihn..

          aaj aik waaqeh sunne ko mila:

          aik shraab ka aadhi shakhs internal organs fail hone ki wjha se intqaal ker gya..woh kuch din life- support machine per rha..yeh sab uss shraab ka kiya dharra he jis ke nashe mein woh apna beshter time guzarta tha.....ussk ghaliban 7 bache hein..barra 20 saal ka he aur sab se chota koi 4/5 ka hoga................

          jab unka baap znda tha to bhi kabhi kbhaar hi ghar lot'ta tha..jabh sober huwa kerta...lekin aaj ke baad woh gher nhi lote ga..issliye ke shraab ne uski chutti kra di hamesha ke liye...agger us ka bthaasha istmaal na kerta to 7 bache yateem na hote..jho woh kabhi kbhaar baap ka deedar kerte the us se mehroom na hote!

          yaa yehh k... woh apne baap ki lambe arrsse tak gher haazri aur buri aadet ki wjha se preshaaniyuhn se bach gaye hein??

          aap ke kiya taseraat hein is haadse per aur Pakistan mein bhi iske bharte hue istamal per????
          sigpic

          Comment


          • #80
            Re: Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

            Originally posted by thefire1 View Post
            Walaikum Assalaam

            Waqayii yeh waqiya qaabil-e-afsoos hay kay sharrab nay aik khandaan ko ujaaR kar rakh diya, ALLAH SWT humain aur sab ko aisi la'anat say mehfooz rakhay jisay humaray Nabi SAW "Umm ul-khabaayis" keh kar mukhaatib kia hoo!!!

            Pakistan main hi nahin, balkay har Muslim mumalik main Shara'ab kay bayjaa istimaal hota hay, magar woh log jinhain apni duniya kay lutf kay bajayay aakhirat ka lutf manzoor hay woh log iss la'ant per apna haath tak nahin uthaatay.... main nay aksar aisi parties attend ki hain jahan shara'ab ka istimaal hota hay magar ALHAMDULLILAH iss ko haath tak nahin lagaya....

            Sharaab ka isitmaal huamray MAZHAB main HARAAM Hay aur yeh PAKISTAN main bhi iss kay istimaal per BAN lagna chayeh, yehi meri khuwahish hay aur yehi meray ta'asuraat hain.
            I'm with you on the banning of Alcohol...aap tehreek challlein hum aap ke saath shana bshana challeihn ge........balke bhaagein ge aise:hphp:


            sigpic

            Comment


            • #81
              Re: Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

              Originally posted by u_r View Post
              I'm with you on the banning of Alcohol...aap tehreek challlein hum aap ke saath shana bshana challeihn ge........balke bhaagein ge aise:hphp:
              Tum ne apnii life main kabi kisi ko sharaab peetay dekha Pakistan mein?
              :thmbup:

              Comment


              • #82
                Re: Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

                Originally posted by Mr. Sialkoty View Post


                Tum ne apnii life main kabi kisi ko sharaab peetay dekha Pakistan mein?
                nahi dekha...............y


                sigpic

                Comment


                • #83
                  Re: Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

                  Originally posted by u_r View Post
                  nahi dekha...............y
                  Fair ilzaam kyoon laani ein marein
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #84
                    Re: Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

                    Originally posted by Mr. Sialkoty View Post


                    Fair ilzaam kyoon laani ein marein
                    Astaghfirullah..........................bht se aise zraiye hein jho iss baat ki nishaandhei/tasdeeq kerte hein!!!!!!1

                    aur mien kiyuhn maruhn .....:think:


                    sigpic

                    Comment


                    • #85
                      Re: Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

                      Tehreek-e-insaaf chali hoyee hay, lets see how it works!
                      Originally posted by u_r View Post
                      I'm with you on the banning of Alcohol...aap tehreek challlein hum aap ke saath shana bshana challeihn ge........balke bhaagein ge aise:hphp:
                      sigpic

                      Comment


                      • #86
                        Re: Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

                        Originally posted by u_r View Post
                        Astaghfirullah..........................bht se aise zraiye hein jho iss baat ki nishaandhei/tasdeeq kerte hein!!!!!!1

                        aur mien kiyuhn maruhn .....:think:
                        Aik cheez jo tum ne apni aankhon se nahi dekhi us per itni behas ker rahi ho. Pakistan mein sharaab peene walay loogon ka tanasub 1 percent bhi nahi he
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #87
                          Re: Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

                          Guide to drinking and buying alcohol in Pakistan By Heather Carreiro On January 27, 2011

                          Have a nice time.
                          Last edited by thefire1; 30 April 2012, 13:32.
                          sigpic

                          Comment


                          • #88
                            Re: Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

                            mere khyaal mein murree beverage ke 2 he brand hein aik Malt aur doosra Cindy jo non-alcoholic hein. Anyhow aap ki information ka bohat shukriya
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #89
                              Re: Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

                              Originally posted by Mr. Sialkoty View Post


                              Aik cheez jo tum ne apni aankhon se nahi dekhi us per itni behas ker rahi ho. Pakistan mein sharaab peene walay loogon ka tanasub 1 percent bhi nahi he
                              WRONG.......................is se zayada he......ameer log branded peete hein..aur ghareeb nakkli ..issye marr bhi jaate hein kabhi kabhi!!!!!!!!!


                              sigpic

                              Comment


                              • #90
                                Re: Hamare Muashre mein Alcohol ka istmaal??

                                Originally posted by thefire1 View Post
                                Dear u_r

                                Just for your knowledge, just putting some facts and figure which will help you understanding the law of Pakistan.



                                If I do drink, I generally prefer drinking a glass of wine with a meal


                                Guide to drinking and buying alcohol in Pakistan By Heather Carreiro On January 27, 2011

                                Have a nice time.
                                mein ne socha...................thefire1:garmi:

                                fir end mein prha ke yeh thefire1 ne khud nhi likhi!!!!!!


                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X