Aslam O Alaikum all
smoking ke muzzir asraat se to hum waaqif hein hi............
lekin passive smoking" smoker ke saath bethe hewe logh jho duhna inhale kerte hein" us ke bhi be tahasha nuqsaaant hein..dunya bhar mein lagh bagh 600, 000 amwat pssive smoking ki bemaaryuhn se hoti hein ..in mein se one third bachuhn ki amwaat hoti hein...
smokers srf apne baare mein sochte hein ke hum apni aadet/nasha poora ker lein magger woh doosre ke baare kuch bhi nhi sochte....agger aap ki family mein koi smoker he to aap us ko kkese avoid ker skte hein, zahir he ke us ke ird ghird hi rhein ge to bina qasoor ke itne logh kiyuhn marrein in smokers ki wjha se???
smokers se poocho to kehte hein hum apne dukh kam kerne ko peete hein aur hum chorr nhi skte???
aap ki iss baare mein kiya raye he??Share your experiences
Thank You

Comment