Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hamari Takhti aur qalam

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hamari Takhti aur qalam

    Aslam O Alaikum all................

    khaan gaye yeh din..............thakhti ko waapis lana chahye

    Click image for larger version

Name:	558px-Qalam2.jpg
Views:	1
Size:	33.2 KB
ID:	2488074Click image for larger version

Name:	takhtiabp7.jpg
Views:	1
Size:	98.0 KB
ID:	2488075Click image for larger version

Name:	Teacher_takhti_takhtee.jpg
Views:	1
Size:	98.4 KB
ID:	2488076

    Aap ki kiya yaadein hein takhti ke baare mein??

    Aap ne khud istamal ki ya fir apne kiso ko dekha/ya parents se sunna is ke baare mein?

    Share your stories and discuss the Takhti/qallam here:hairdrayer:

    Mein ne aik baar 7th class mein use ki thi takhti...choonke riwaaj nhi tha us ekerne ka ptaa nhi kahhan se aur kese bndhibast kiya qallam wghera ka....hamari urdu ki teacher ki zidd thi..bass khwmkhwa apna shumla ooncha rkhne k chakruhn mein parrh jaati thi...to order saadher frmaya ke sabhi ki writing achi nhi he..lehaza takhti lai jaye school mein:hathora

    mjhe yaad he jabh mein choti se hoti rhi ..to meri khala le ker jaati thihn...subha uth ker jaldi se dhoti thihn fir us ko hawa mein pankhe ki trha jhulati thihn....aur mjhe uss mitti ki khushbooooooooooo bht psand thi...aur syahi ka mix krna bhi acha lgta tha...aur qallam bnana bhi mazze ka kaam tha....................Bring back thr takhti:dance2:
    Last edited by u_r; 12 April 2012, 12:41.

    sigpic

  • #2
    Re: Hamari Takhti aur qalam

    ویسے تو میرے تعلیمی دور میں*بھی تختی کا رواج نہیں*تھا لیکن بڑی حیرت کی بات ہے ہماری بھی ایک اردو کی ٹیچر کو تختی لکھانے کی ضد پڑ گئی اور انکا کہنا تھا کہ اس سے رائٹنگ اچھی ہوتی ہے اور میں نے اس تختی کا ذکر اپنے والدین سے بھی بہت سن رکھا تھا اور کافی شوق بھی تھا تختی لکھنے کا لہٰذا میں نے تو کلاس میں سب سے پہلے کہا کہ میں*تختی لکھنا چاہتا ہوں اور اس طرح تختی لکھی اس کی مٹی لیپنا قلم بھی ابو نے اپنے ہاتھوں سے بنایا ایک دو بنا کر دیے تھے پر جو قلم میں نے بنایا وہ صحیح نہیں بن سکا ۔

    لیکن تختی لکھنے کے بعد پتہ چلا کہ تختی لکھنا اوکھا کم ہے

    اچھا تمھاری اردو ٹیچر والی بات سے پہلے میں نے سوچا کہ کہیں* یہ لڑکی بھی تو اسی اسکول میں*نہیں*پڑھی جہاں میں نے پڑھا ہے لیکن دوسرے ہی لمحے اس خیال کی تردید ہوگئی کہ اس اسکول کا اسٹوڈنٹ کم سے کم
    کھوتے دا سر نہیں ہوسکتا

    Comment

    • #3
      Re: Hamari Takhti aur qalam

      Originally posted by baniazkhan View Post

      mein ne jho baat akhaz ki tumaari post mein...tumhein bhi takhti likhne ka shoq tha.....mjhe bhi beinthaa shoq tha....yeh cheez hamare culture ka hissa rhi he aur hmaare barruhn ki prrhai likhai ka zreyabhi...bhei mein to isse bht miss kerti huhn..khaas tor per qallam bnaane ka mjhe bht shauq heteddy

      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Hamari Takhti aur qalam

        Originally posted by u_r View Post

        acha ye bato, chalo choro rehny do

        Comment

        • #5
          Re: Hamari Takhti aur qalam

          Wa Alaikum Aslam,

          Jin schoolon mein perha wahan takhti ka rawaj nahi tha. Lekein apni abba se inspiration thi wo artist thay aur unhoon ne urdu khat ke liye mujar market ko kaatna sikhaya, lehaza marker ko he blade se kaat ker usko kalam jesa bana ker likhai kia kerta tha.
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Hamari Takhti aur qalam

            Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
            Wa Alaikum Aslam,

            Jin schoolon mein perha wahan takhti ka rawaj nahi tha. Lekein apni abba se inspiration thi wo artist thay aur unhoon ne urdu khat ke liye mujar market ko kaatna sikhaya, lehaza marker ko he blade se kaat ker usko kalam jesa bana ker likhai kia kerta tha.
            marker ko mein bhi kaata kerti thi................ohh mein to bikhul bhool hi gaye thi yeh baatteddy

            I will try it again:dance5:

            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Hamari Takhti aur qalam

              yaad aya kuch din pehlay mein apni team kay saath nathiya gali kay eik village mein gaye thay vahan school kay bachay abhi bhi takhti use kar rahe thay. un ko dekh kar muje acha laga tha lakin hamaray saath eik foreigner tha ussay takhti ko dekh kar ajeeb lag raha tha. us ka khayal tha kay abhi bhi in villages mein poorani techniques use ho rahi hain jab kay ab iss kay muqablay mein kaafi jadeed tareeqay aa gaye hain tu phir itni mehnat karnay ki kia zaroorat hai...matlab qalam banao phir geeli mitti se ussay saaf karo phir ussay khushk karo etc.yaad sirf 3-5 linein likhnay kaylie itni mehnat.. khair yeh uss ka khayal tha.
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: Hamari Takhti aur qalam

                Originally posted by azeem-ahmed View Post

                mein ne jabh yeh thread lgaya to soch ke azeem zroor hi apne daure per takhti ka istmaal dekhte huhn ge!!!!!

                woh foreigners ka khyaal theek he ke woh us per bht kam likh paate hein..lekin takhti ko urdu ki lkhai aur calligraphy sikhane k liye use zroor krna chahye!!!!!!!!!

                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: Hamari Takhti aur qalam

                  Originally posted by u_r View Post
                  mein ne jabh yeh thread lgaya to soch ke azeem zroor hi apne daure per takhti ka istmaal dekhte huhn ge!!!!!

                  woh foreigners ka khyaal theek he ke woh us per bht kam likh paate hein..lekin takhti ko urdu ki lkhai aur calligraphy sikhane k liye use zroor krna chahye!!!!!!!!!
                  sister meri umer itni barri nahi hai kay takhtiyun walay daur se guzra hoon... :lol wese mein takhti nahi likhi thi.. aur naa hee takhti ka hamaray school mein rawaj tha. agar aap multan side jain tu vahan kaafi loog apnay bachon ko takhti per kaam karwatay hain phir vo apnay bachon ko kashi ka kaam sikhna hota hai jisay aap hand painting of ceramic product kah sakti hain.. multan mein agar aap gayi hain tu vahan dekha sakti hain aur multan ki craft bazar dekhna na bhooliye ga....
                  sigpic

                  Comment

                  Working...
                  X