Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

rukhsati kay waqt

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • rukhsati kay waqt

    Assalam o alaikum

    kaha jata hai shaadi aisa laddo hai jis nay khaya uss nay bhi pashtaya aur jis nay nahi khaya uss nay bhi pashtaya achay yeh hee hota hai kay banda khaaa kay pashtai..... :lol
    ruk

    sawal zara yuuun hai kay rukhsati kay waqt aap dil khol kay roein gi yaa make up kharab honay ki darr se aansoo rok lein gi?
    boys se sawal hai k larki ko dekh kar aap bhi roein gay yaa dil per pathar rakh kar roen gay nahi? yaa aisay dost jis nay shaadi kar chukay hain kia vo apni rukhsati per roe thay yaa roe thi??
    sigpic

  • #2
    Re: rukhsati kay waqt

    Azeem brother,

    Have a look at this one. Kahin tum yeh to nahi kehna chah rahay :lol

    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: rukhsati kay waqt

      makeup ka masla nahi hai waterproof bhi laga saktay hian : )
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: rukhsati kay waqt

        Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
        Azeem brother,

        Have a look at this one. Kahin tum yeh to nahi kehna chah rahay :lol

        http://www.youtube.com/watch?v=8qnlBPzNYbI
        :lol :lol :lol bilkul yeh heeee kahna chah raha tha.. :lol aap nay jo clip dikhai samjhnay mein zaroor help karey gi.
        Last edited by azeem-ahmed; 10 April 2012, 18:46.
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: rukhsati kay waqt

          @ topic

          :lol...

          Comment

          • #6
            Re: rukhsati kay waqt

            Originally posted by Aanchal View Post
            makeup ka masla nahi hai waterproof bhi laga saktay hian : )
            Phir tum ruskhsati ke baad scooba diving pe bhi ja sakti ho :rew:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: rukhsati kay waqt

              Originally posted by Aanchal View Post
              makeup ka masla nahi hai waterproof bhi laga saktay hian : )
              yeh waterproof girls kayliy hota hai yaa boys istemaal karsaktay hain :lol
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: rukhsati kay waqt

                Aik dulha yeh bhi raha :rew:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: rukhsati kay waqt

                  :lol zabardast... dekh kar maza aa gaya... :lol

                  muje yeh samajh nahi lagti kay dulha ko ghoray per hee sirf kyun bithatay hain. halankay gadhay pay bhi bithaya jasakta hai aur gadha ghoray ki nisbat chota hota hai aur girnay ki soorat mein chot kam lagnay ka khadsha hota hai.. :lol
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: rukhsati kay waqt

                    Originally posted by azeem-ahmed View Post

                    :rew:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: rukhsati kay waqt

                      واعلیکم السلام
                      ّعظیم بھائی میں تجربہ کیے بنا بھلا کیسے بتا سکتی ہوں :shyy:
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      • #12
                        Re: rukhsati kay waqt

                        Chalo wai saraah ko laboratory le chalo
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: rukhsati kay waqt

                          Choorein sab baatuhn ko ..Azeem aap yeh batain ke jabh aapki begum ki rukhsati ho rhi ho gi...aap kese rauhn ge????koi practse ker rhe hein aap:khi:

                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: rukhsati kay waqt

                            Originally posted by azeem-ahmed View Post
                            Assalam o alaikum

                            kaha jata hai shaadi aisa laddo hai jis nay khaya uss nay bhi pashtaya aur jis nay nahi khaya uss nay bhi pashtaya achay yeh hee hota hai kay banda khaaa kay pashtai..... :lol
                            ruk

                            sawal zara yuuun hai kay rukhsati kay waqt aap dil khol kay roein gi yaa make up kharab honay ki darr se aansoo rok lein gi?
                            boys se sawal hai k larki ko dekh kar aap bhi roein gay yaa dil per pathar rakh kar roen gay nahi? yaa aisay dost jis nay shaadi kar chukay hain kia vo apni rukhsati per roe thay yaa roe thi??
                            Azeem Bhai....Shaadi k aik rule yaad rakhain......Rukhsati k waqat dulhan rooti hai...aur dulha hansta hai...jab k baad main.............ahum ahum....!! (aap samjh gaye honagy.... akhir aap nay bhi dulha banna hai aik na aik din)

                            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                            Comment

                            • #15
                              Re: rukhsati kay waqt

                              Originally posted by azeem-ahmed View Post
                              :lol zabardast... dekh kar maza aa gaya... :lol

                              muje yeh samajh nahi lagti kay dulha ko ghoray per hee sirf kyun bithatay hain. halankay gadhay pay bhi bithaya jasakta hai aur gadha ghoray ki nisbat chota hota hai aur girnay ki soorat mein chot kam lagnay ka khadsha hota hai.. :lol
                              Iss ki shayed aik wajah ye hai...k 'dulha k pass bhaagnay ka akhri mauqa hota' hai.......ghora taiz bhagta hai...aur gadha slow bhagta hai...(pakray janay ka imkaan ho sakta hai)....iss liye ghora prefer kia jata hai...!!

                              Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                              Comment

                              Working...
                              X