Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

share ur fav food places

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • share ur fav food places

    asslmaolaikum respected members
    hope u wl b fine shine
    :phool:

    pakistan ya pakistan se bahir jahan jahan b aap gaye aap ne kon kon se resturants se khana khaya
    kon si food places bohat achi lagin
    hamaray sath share kren
    aur wja zaroor batayen like food quality,service ambience etc

    try to share pics too............!
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: share ur fav food places

    Originally posted by saraah View Post

    lahore mein jab mein rahta tha tu lahore ki baat kuch aur hai.. mutton karahi aur fish mein ziyada khata tha.. aur kabhi kabhi paye bhi khata tha.. pakistan se baahir tu khanay mein itna maza nahi ata tha aur tension rahta tha kay hilal hoga yaa haram hoga.. berhal mein jab paris mein rahta tha tu vahan eik hotel tha chez stella vahan se khana khata tha jo acha milta tha.. muje sub se ziyada italian dishes pasand hain...
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: share ur fav food places

      Wa Alaikum Aslam!

      I tried countless restaurants all over the world. Actually mere nazdeek kisi bhi mulk ki sub se ziada attraction us ke khanon mein he, aur mein her jagah aur her type ka khana try kerta hoon. Mujay sub se ziada versatility South Africa aur singapore mein nazar aai. Lekin singapore mein halal ka masla ziada he is liye South Africa ko number one rate karon ga, aur us ke baad dubai aur phir tashkent and USA.

      South Africa mein hum ziada tar khanay Bay Leaf, Daawat aur Bismillah Restaurant se khatay thay, aur Fast food Nando's aur Egyptian pizza se. Aur BBQ and Steaks k liye hum ne 2, 3 Pakistani restaurants rakhay huay thay.

      Bay Leaf aur Daawat bohat aala kism ke restaurants hein jin mein continental, arabian, afghani aur seafood ki achi khasi variety milti thi. In restaurants ki class he, aur unmatchable hein. Yeh aik bangali ka restaurant he aur aap ko batata chalon South Africa mein jo behtareen restaurants hein wo bangaliyon ke paas hein. Bismillah restaurants ki bhi aik chain he, 2 restaurants to aamnay samnay hein, aur manu mein yeh bhi Bay Leaf se kuch kum nahi. Aur aik ajeeb baat ke in restaurants mein traditional Bangali dishes serve nahi ki jatein. Daawat ka owner aik American Pakistani he aur us ne cook Continental Hotel se import kiye hein. Aik aur restaurant tha I guess King Prawn ke naam se ya maybe kuch aur tha, wahan per hum ne aik dinner host kia tha kuch pakistani bhaiyon ko invite kia tha. Wahan per traditional Japanese dish sushi bhi thi sub fast food ke saath. In kay sea food platter bhi 4, 5 kism ke thay, jin ki apni he class thi.

      Dubai mein bohat aala khanay miltay hein. Ager pakistaniyon ke view point se dekhein to Duniya ke sub se behtareen khanay Dubai se he milein ge. Yahan per restaurants ka ambaar he aur her variety he. Yahan pe mein ager kisi ke saath jaoon to Labanani restaurants mein zaroor jata hoon. Bulke 2, baar mein apne bhaiyoon ko bhi le ker gaya aur unhoon ne bhi appreciate kia. Yahan per Irani BBQ bohat aala milta he aur Afgani Pulao, I just love it. Yahan pe traditional arabic restaurants bhi bohat hein aur pure Pakistani khanay khanay hoon to Karachi Darbar is the best. Samaj lo ke saaray lahori khanay aap ko wahan se he mil jaein ge. Wahan per aik bangali fish fry kerta he, naam ka to nahi pata lekin us ka rush dekh ker dil gabrata he. Lekin uski fish ki bhi apni class he.

      Tashkent mein khano ki jo sub se bari speciality he wo yahan ki steaks hein. Steaks n grill ki itni variety mein ne aur kahin nahi dekhi. There food is more likely to Turkish.

      USA mein bhi achi variety he. Indian restaurants ziada hein, typical american restaurants se to aap sirf seafood he kha saktay hein. Mein ne grilled Cod fish bohat khai he. Aur jo maza wahan per Pakistaniyoon ka aapis mein mil ker BBQ kerne se aata he wo kahin nai aata.
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: share ur fav food places

        Hmm Pakistan main .hm PC ka acha hai .. Phir Lasaniya ka .. La'rosh ka acha hai . Phir aik Jagah say Haleem buhat achi milti hia Chandni chowk paey hai . Phir Chineese Muree Road par hai SHayeed ya pata nahin kahan yaad nahin wo buhat acha tha ..

        Aur Us main hmm Libnan Steak n CHeese Buhat buhat passand hai .. Kabob Palace ka Buhat Passand hai Ravi ka Buhat Buhat acha hia . Phir Spice Grill ka buhat acha hai Chutney ka Phir Aik Chinese Hai Us ka Mujhe Naam nahin yaad Shayeed Marimand hai Us ka Buhat Passand hai
        Tu kafi sari jagho'n par Acha Food mil jata hai :s
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment

        • #5
          Re: share ur fav food places

          Pakistan ka mein batana bhool gaya. Yahan Sialkot mein kuch versatile restaurants hein, jin mein Yorkshire, Silver Spoon, Dragon City (Chinese), mashoor hein. BBQ k liye hum Gujranwala ka rukh kerte hein jese Shehbaz Tikka House ya Gujranwala mein Marian ka platter bohat aala he. Is tarah Lala Musa mein La'sania, Miyan Jee, Lahore mein Mohammdi walon ki Nehaari, aur tabaaq ke khanay bhi achay hein. Islamabad mein Blue Area mein aik restaurant he, us ka pulao bohat mash'hoor he. Darya'e'chanab mein jo resort bana hua he us mein Kinara restaurant bohat aala he. Ali BBQ in Lala Mussa, Jehlam mein Rohtas Village in ki mutton karahi, Subway ka sub kuch. I am loving it :fr:
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: share ur fav food places

            My fav food place is................my home..abh mein apne ghar ki pic post kerne se to rhi.......so issi post se guzzara ker lo:manicure:

            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: share ur fav food places

              Originally posted by azeem-ahmed View Post
              lahore mein jab mein rahta tha tu lahore ki baat kuch aur hai.. mutton karahi aur fish mein ziyada khata tha.. aur kabhi kabhi paye bhi khata tha.. pakistan se baahir tu khanay mein itna maza nahi ata tha aur tension rahta tha kay hilal hoga yaa haram hoga.. berhal mein jab paris mein rahta tha tu vahan eik hotel tha chez stella vahan se khana khata tha jo acha milta tha.. muje sub se ziyada italian dishes pasand hain...
              یہ مٹن کڑاہی فش اور پائے کہاں سے کھاتے تھے یہ تو بتائیں
              chez stella سے کیا کھاتے تھے تصویر بھی شئیر کریں کھانے کی یا ہوٹل کی
              اٹالین میں کیا پسند ہے؟
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #8
                Re: share ur fav food places

                Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
                Wa Alaikum Aslam!

                I tried countless restaurants all over the world. Actually mere nazdeek kisi bhi mulk ki sub se ziada attraction us ke khanon mein he, aur mein her jagah aur her type ka khana try kerta hoon. Mujay sub se ziada versatility South Africa aur singapore mein nazar aai. Lekin singapore mein halal ka masla ziada he is liye South Africa ko number one rate karon ga, aur us ke baad dubai aur phir tashkent and USA.

                South Africa mein hum ziada tar khanay Bay Leaf, Daawat aur Bismillah Restaurant se khatay thay, aur Fast food Nando's aur Egyptian pizza se. Aur BBQ and Steaks k liye hum ne 2, 3 Pakistani restaurants rakhay huay thay.

                Bay Leaf aur Daawat bohat aala kism ke restaurants hein jin mein continental, arabian, afghani aur seafood ki achi khasi variety milti thi. In restaurants ki class he, aur unmatchable hein. Yeh aik bangali ka restaurant he aur aap ko batata chalon South Africa mein jo behtareen restaurants hein wo bangaliyon ke paas hein. Bismillah restaurants ki bhi aik chain he, 2 restaurants to aamnay samnay hein, aur manu mein yeh bhi Bay Leaf se kuch kum nahi. Aur aik ajeeb baat ke in restaurants mein traditional Bangali dishes serve nahi ki jatein. Daawat ka owner aik American Pakistani he aur us ne cook Continental Hotel se import kiye hein. Aik aur restaurant tha I guess King Prawn ke naam se ya maybe kuch aur tha, wahan per hum ne aik dinner host kia tha kuch pakistani bhaiyon ko invite kia tha. Wahan per traditional Japanese dish sushi bhi thi sub fast food ke saath. In kay sea food platter bhi 4, 5 kism ke thay, jin ki apni he class thi.

                Dubai mein bohat aala khanay miltay hein. Ager pakistaniyon ke view point se dekhein to Duniya ke sub se behtareen khanay Dubai se he milein ge. Yahan per restaurants ka ambaar he aur her variety he. Yahan pe mein ager kisi ke saath jaoon to Labanani restaurants mein zaroor jata hoon. Bulke 2, baar mein apne bhaiyoon ko bhi le ker gaya aur unhoon ne bhi appreciate kia. Yahan per Irani BBQ bohat aala milta he aur Afgani Pulao, I just love it. Yahan pe traditional arabic restaurants bhi bohat hein aur pure Pakistani khanay khanay hoon to Karachi Darbar is the best. Samaj lo ke saaray lahori khanay aap ko wahan se he mil jaein ge. Wahan per aik bangali fish fry kerta he, naam ka to nahi pata lekin us ka rush dekh ker dil gabrata he. Lekin uski fish ki bhi apni class he.

                Tashkent mein khano ki jo sub se bari speciality he wo yahan ki steaks hein. Steaks n grill ki itni variety mein ne aur kahin nahi dekhi. There food is more likely to Turkish.

                USA mein bhi achi variety he. Indian restaurants ziada hein, typical american restaurants se to aap sirf seafood he kha saktay hein. Mein ne grilled Cod fish bohat khai he. Aur jo maza wahan per Pakistaniyoon ka aapis mein mil ker BBQ kerne se aata he wo kahin nai aata.
                Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
                Pakistan ka mein batana bhool gaya. Yahan Sialkot mein kuch versatile restaurants hein, jin mein Yorkshire, Silver Spoon, Dragon City (Chinese), mashoor hein. BBQ k liye hum Gujranwala ka rukh kerte hein jese Shehbaz Tikka House ya Gujranwala mein Marian ka platter bohat aala he. Is tarah Lala Musa mein La'sania, Miyan Jee, Lahore mein Mohammdi walon ki Nehaari, aur tabaaq ke khanay bhi achay hein. Islamabad mein Blue Area mein aik restaurant he, us ka pulao bohat mash'hoor he. Darya'e'chanab mein jo resort bana hua he us mein Kinara restaurant bohat aala he. Ali BBQ in Lala Mussa, Jehlam mein Rohtas Village in ki mutton karahi, Subway ka sub kuch. I am loving it :fr:

                بہت خوب اچھی انفرمیشن ہے ،اگر مجھے موقع ملے تو میں دوبئی جانا ہی پسند کروں گی پھر،نندو لاہور میں بھی ہے ،لاہور میں ابھی اور بہت کچھ ہے تم نے بہت کم ٹرائی کیا ہے نہاری کھانی لاہور سے تو وارث نہاری ہاوس سے بھی ٹرائی کرو اور گوجرانوالہ کہ تکہ ہاوس کی میں نے بھی تعریف سنی ہے جلد ہی ہم وہاں جانے والے ہیں
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment

                • #9
                  Re: share ur fav food places

                  Originally posted by La'hasil View Post
                  Hmm Pakistan main .hm PC ka acha hai .. Phir Lasaniya ka .. La'rosh ka acha hai . Phir aik Jagah say Haleem buhat achi milti hia Chandni chowk paey hai . Phir Chineese Muree Road par hai SHayeed ya pata nahin kahan yaad nahin wo buhat acha tha ..

                  Aur Us main hmm Libnan Steak n CHeese Buhat buhat passand hai .. Kabob Palace ka Buhat Passand hai Ravi ka Buhat Buhat acha hia . Phir Spice Grill ka buhat acha hai Chutney ka Phir Aik Chinese Hai Us ka Mujhe Naam nahin yaad Shayeed Marimand hai Us ka Buhat Passand hai
                  Tu kafi sari jagho'n par Acha Food mil jata hai :s
                  :lol
                  آپ نے اتنا کچھ بتا دیا ہے لیکن پاکستان کے شہر یا شہروں کے نام نہیں بتائے کہ یہ کہاں پہ ہیں پی سی اور لازانیہ تو لاہور میں بھی ہیں مری روڈ اسلام آباد میں غالبا چائنہ ٹاون ریسٹوران ہے
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #10
                    Re: share ur fav food places

                    Originally posted by u_r View Post
                    My fav food place is................my home..abh mein apne ghar ki pic post kerne se to rhi.......so issi post se guzzara ker lo:manicure:
                    اوکے ،تصویر رہنے دو کھانوں کے نام تو بتا دو یعنی اسپیشیالیٹیز کے
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #11
                      Re: share ur fav food places

                      :)
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: share ur fav food places

                        Originally posted by thefire1 View Post
                        :)
                        Bhai, lagta he aap bhookay reh gaye
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: share ur fav food places

                          Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
                          Bhai, lagta he aap bhookay reh gaye
                          :lol

                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: share ur fav food places

                            Originally posted by saraah View Post

                            بہت خوب اچھی انفرمیشن ہے ،اگر مجھے موقع ملے تو میں دوبئی جانا ہی پسند کروں گی پھر،نندو لاہور میں بھی ہے ،لاہور میں ابھی اور بہت کچھ ہے تم نے بہت کم ٹرائی کیا ہے نہاری کھانی لاہور سے تو وارث نہاری ہاوس سے بھی ٹرائی کرو اور گوجرانوالہ کہ تکہ ہاوس کی میں نے بھی تعریف سنی ہے جلد ہی ہم وہاں جانے والے ہیں
                            Yep, u right lahore mein kafi kum try kia he. Waise kai saari aisay restaurants hein jahan ja ke khaa chuka. Speciality kum he restaurants mein hoti he. Waris Nihari house kahan he?
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: share ur fav food places

                              Hmm.waris anarkali me hai

                              Working...
                              X