Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

parhai likhai ka kia faida hai?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • parhai likhai ka kia faida hai?

    Assalamlikum
    parhnay likhnay kay kia faiday hian ?
    sirf shook pora hota hai? Tassali dil ki , ya job, ya kaam ai kisi or cheez main
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: parhai likhai ka kia faida hai?

    Larkiyo'n ki baat karo'n tu Jino'n nay job karni hai un kay liye tu chalo theek hai lekin jino'n nay baad main kuch karna nahin handi roti kay siwa :wink un ko Bas Munasib hadh tak hi parhna chahiye .. Othna hi jitna aap ko bas Tameez aa jay Shou'r aa jay so kafi hai

    lekin larko'n ki baad ki jay tu kyun kay wo Ghar kay ameer hain tu Wo kia hia na "Parho gay likho gay bano gay Nawab" Tu Zaroor parhein aur Nawab banaein :P
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment


    • #3
      Re: parhai likhai ka kia faida hai?

      Originally posted by La'hasil View Post
      Larkiyo'n ki baat karo'n tu Jino'n nay job karni hai un kay liye tu chalo theek hai lekin jino'n nay baad main kuch karna nahin handi roti kay siwa :wink un ko Bas Munasib hadh tak hi parhna chahiye .. Othna hi jitna aap ko bas Tameez aa jay Shou'r aa jay so kafi hai

      lekin larko'n ki baad ki jay tu kyun kay wo Ghar kay ameer hain tu Wo kia hia na "Parho gay likho gay bano gay Nawab" Tu Zaroor parhein aur Nawab banaein :P
      iss daur mein is kahawat ko iss tarah parhain khailo gay koodo gay bano gay nawab.... :lol
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: parhai likhai ka kia faida hai?

        Anchal....pehle tum batao ke tumhein kiya faida huwa taleem ka???

        My view:

        Taleem dono larke aur larki k liye yaksaan zaroori he...........aik khaas level , class tak yeh insaan mein confidence paida kerrti he jis se woh zindagi mein aane waale faisla behter tor per ker skte hein....taleem insaan ko ba shaur bnaati he....agger kisi muamle mein humain nhi maloom hota ke kiya kerna he...ye taleem hi he jho humian mkhtlaif avenues se hamaaari zraarat ki info talaaash kerne mein madad deti he!

        larrkhuhn ko job k liye different options deti he jisse woh zaroorat prrhne per use ekr sakte hein....maslan aik kaari ghar apne kaam (practical) mein inthai mahir he, woh acha bhalla kama rha he.lekin uss ke saath koi bhi incident ho skta he, jiss se woh yeh kaam kerne ka qaabil na rhe.iss mrhale per agger us ne taleem haasil ki hui he to woh (depending on what his disability allows him) doosri jobs ke baare mein soch sakta he.

        Now...aate hein larkiyuhn ki prhai ki traf...hum yeh jaantein ke ke aik mard (chahe baap, bhai ya husband) ki responsibilty he ke uski zrooriyat muhaiya karre. Jho logh aurat ki job ke haq mein nahi,...unhein is point per ghaur krna chahye:
        ke agger zindagi ke kissi morr per(khwa divorce, death etc) usse job ki zaroorat prhhe to woh us ke liye equipped ho..uss wqt jabh us per kai aur reponsibilites huhn gi to kya us wqt woh courses kerti phirreh gi372-shed

        that's my personal take on this matter


        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: parhai likhai ka kia faida hai?

          Originally posted by Aanchal View Post
          Assalamlikum
          parhnay likhnay kay kia faiday hian ?
          sirf shook pora hota hai? Tassali dil ki , ya job, ya kaam ai kisi or cheez main
          faiday tu hotay hain agar parh kar ghar mein betho phr bhi education ka zaroor faida hota hai aur agar parh kar job karo tu phir bhi faida hota hai..
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: parhai likhai ka kia faida hai?

            Originally posted by azeem-ahmed View Post
            iss daur mein is kahawat ko iss tarah parhain khailo gay koodo gay bano gay nawab.... :lol
            372-shed.bht kharaab ho tum..parrh jo liya tum ne


            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: parhai likhai ka kia faida hai?

              Perhne likhnay ka koi khas faida nahi Mein perha likha hota to aaj kisi achi jagah job he ker raha hota.
              :thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: parhai likhai ka kia faida hai?

                @ topic

                :p

                Comment


                • #9
                  Re: parhai likhai ka kia faida hai?

                  واعلیکم السلام
                  ہاں بہت کام آئی جہالت اور جاہلوں کی پہچان ہوجاتی ہے اور کیا چاہیئے
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment


                  • #10
                    Re: parhai likhai ka kia faida hai?

                    Haan aanchal yaad aaya. Kuch loogon ko perhney likhnay ka bilkul b faida nahi hota. Niray perhay likhay jahil hotay hein :fr:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: parhai likhai ka kia faida hai?

                      Attached Files
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • #12
                        Re: parhai likhai ka kia faida hai?

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        tum ne yeh kiyuhn post kiyaa....aise to Mr. Sialkhoty aur bhi chaura ho jaye ga kiyuhnke uska nara he ke na prrha jaye...........:think:
                        Last edited by u_r; 5 April 2012, 23:31.


                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: parhai likhai ka kia faida hai?

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          :lol F.sc mein second class tha.. ab khair se MBA management hoon :lol
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: parhai likhai ka kia faida hai?

                            Originally posted by u_r View Post
                            tum ne yeh kiyuhn post kiyaa....aise to Mr. Sialkhoty aur bhi chaura ho jaye ga kiyuhnke uska nara he ke na prrha jaye...........:think:
                            Main to kehta hon agar larkiyon ne perh likh k tum jesa ho jana he to main taleem e naswan ka bilkul b hamayati nai hon lolx
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: parhai likhai ka kia faida hai?

                              Originally posted by azeem-ahmed View Post
                              :lol F.sc mein second class tha.. ab khair se MBA management hoon :lol
                              Main minister to nai ban saka lehaza ub to aik he option bachi he :)
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X