Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bachuhn ki aadetein.........

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Bachuhn ki aadetein.........

    Aslam O Alaikum all...............

    Aap apni family mein bachuhn ko observe kerte huhn ge.doosruhn ke bachuhn per bhi dehaan jata ho ga.....

    bachuhn ko konsi aadtein achi nhi lagteein:garmi:...jhaan aap smjhte hein ke parents ko unhein cotrol krna chye, smjhana chahye...

    kiya tips dein ge k waaledhein apne bachuhn ko control mein rkhain( and not the other way round, where children run riots!)

    agger ho sakke to examples dein jho aap observe/experience ker chukke huhn.....

    Shukriya:rose


    sigpic

  • #2
    Re: Bachuhn ki aadetein.........

    sirf example dey deta hoo.. bachay mann kay sachy..
    jab bachay hoongay care bhi karein gay
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Bachuhn ki aadetein.........

      Originally posted by azeem-ahmed View Post
      sirf example dey deta hoo.. bachay mann kay sachy..
      jab bachay hoongay care bhi karein gay
      yeh mat kehna ke aap ne family mein, ya ird ghird bache nhi dekhe...mein aap k future bachuhn ki baat nhi ker rhi thi


      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Bachuhn ki aadetein.........

        me bachoo kay sath bari attach rahi houn : d dheer saray cousins hian mery ..jub me pak main the sub rooz atay they me kay paas khanay peenay k leye :lol: unhay chocolates pasand the : )...achi adatian buhat hian jub atay khoob ronaq ho jati ghar main ..sub mill k kheeltay ..wo to thaktay bhi nahi b haag k or me ko bhi sath bhagna parta :garmi: ..
        jo adatian achi nahi lagi wo yeh kay kuch bachay aksar lecturepun kartay they :lol: humesha nahi kabhi kabhi ..apnay parents k samnay zaida kartay ..or parents majaal hain jo unhay rookian us waqat sakhat chirr charti ..bachay aap ki cheezoo kay sath cher khawani kartay hain aap ka purse khool laian parents beethay rehtay tamasha deekhnay ..aik bachay nay me ka movie cam me kay purse say nikaal lia kheelnay k leye us ki maa sath beethi the ..bachoo pay dheyaan deena chaye kisi dosray ki expensive cheez wo toor phoor saktay hian ..
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #5
          Re: Bachuhn ki aadetein.........

          Originally posted by u_r View Post
          yeh mat kehna ke aap ne family mein, ya ird ghird bache nhi dekhe...mein aap k future bachuhn ki baat nhi ker rhi thi
          baad reply karta hon mera khana danda ho raha hai.
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Bachuhn ki aadetein.........

            Originally posted by azeem-ahmed View Post
            baad reply karta hon mera khana danda ho raha hai.
            ..........aap khaane mein danda bhi khaate hein..sunna tha srf school takk hi mehdood he woh372-scare


            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Bachuhn ki aadetein.........

              Same Aanchal Wali Baat kay peechay say sahi rehtay hain bachay lekin Parents kay samney buhat ziyada kartey hain meray buhat sarey Niece n nephews hain akaelay hon gay tu bilkul sahi aur main har dil aziz khala bhi hoon sab ki lekin apni Maao'n ko dekh kar jo wo halla machtey hain kay Khuda ki Panah [-( kyun kay I loveeeeeeeeeeeeee kids tu marney wagaira ki nobat kabhi nahin ayi :-s
              Zindagi Thak Gaye ..!!

              Comment


              • #8
                Re: Bachuhn ki aadetein.........

                awww... baccho ki aadatein kahan hoti hain? Na sumjhi hoti hain... learning period hota hai na un ka... so they imitate their adults.... poor kids who grow up in wrong hands... May Allah bless all the young souls.... aameen

                Comment


                • #9
                  Re: Bachuhn ki aadetein.........

                  Originally posted by u_r View Post
                  Aslam O Alaikum all...............

                  Aap apni family mein bachuhn ko observe kerte huhn ge.doosruhn ke bachuhn per bhi dehaan jata ho ga.....

                  bachuhn ko konsi aadtein achi nhi lagteein:garmi:...jhaan aap smjhte hein ke parents ko unhein cotrol krna chye, smjhana chahye...

                  kiya tips dein ge k waaledhein apne bachuhn ko control mein rkhain( and not the other way round, where children run riots!)

                  agger ho sakke to examples dein jho aap observe/experience ker chukke huhn.....

                  Shukriya:rose

                  واعلیکم السلام
                  میں بچوں کے ساتھ بہت انجوائے کرتی رہی ہوں ڈھیروں ڈھیر گفٹس اور پتہ نہیں کیا کیا مگر بدتمیز بچے مجھے ایک آنکھ نہیں بھاتے اور ایک وہ بچے جو بی بی سی کا رول پلے کرتے ہیں یعنی ادھر کی ادھر ادھر کی ادھر۔۔۔۔۔۔۔۔یار ایسی بری تربیت اللہ رحم ہی کرے ان بچوں پہ،حال ہی میں ایک کزن کا بیٹا جو اسکول گوئنگ ہے اس نے اپنی دادی کو اپنی تائی کے بارے خبریں دے کر لڑائی کر وادی :lol
                  ہمارے گھر میں تو کوئی بچہ نہیں مگر اپنے بچپن کو مد نظر رکھتے ہوئے میرا یہ ماننا ہے ماں باپ وہ پہلی ہستیاں ہیں جو بچوں کو سیدھے راستے پہ رکھ سکتے ہیں ۔۔۔ویسے بعض اوقات جوائنٹ فیملے سسٹم میں گرینڈ پیرنٹس یا چچا تایا لوگ بھی بچوں کو بگاڑنے کا سبب بنتے ہیں جہاں ماں باپ کا اتنا ہولڈ نہیں ہوتا۔
                  باقی بچوں کی نفسیات پہ مجھے اتنا غور کرنے کا موقع نہیں ملا جتنا بڑوں کی نفسیات پہ ملا ہے اس لیے مزید کچھ نہیں کہ سکتی
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  Working...
                  X