Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ghalatfehmeyaa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ghalatfehmeyaa

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Yeh bhi tumhari ada thehri
    hmmmmmmmmm,

    Comment

    • #17
      Re: ghalatfehmeyaa

      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
      Wa Alaikum Aslam,

      Sub se pehlay mein itna he kahon ga ke tum bohat tez cheez ho :lol

      Ghalat fehmiyan lack of understanding aur lack of trust ka outcome hota he. Jub 2 loogon ke moaamlat aur understanding aapis mein achi ho to teesra banda wahan kuch nahi ker sakta. Teesray banday ki involvement k liye ground bhi wohi 2 loog banatay hein.
      aap muj se kasam uthwa lo yeh baat aanchal ko samajh nahi aae gi.... :lol
      sigpic

      Comment

      • #18
        Re: ghalatfehmeyaa

        Originally posted by azeem-ahmed View Post
        aap muj se kasam uthwa lo yeh baat aanchal ko samajh nahi aae gi.... :lol
        :lol :lol :lol aahista bolo wo sun le gi
        :thmbup:

        Comment

        • #19
          Re: ghalatfehmeyaa

          Wa'Alikum Asalam

          Kabhi Kabhi 3rd person ki waja say bhi Ghalat fehmi ho jati hai .. aur kabhi kabhi Apus main Discuss na karney ki waja say bhi ho jata hia Insaan Khamkhwa hi Wehm daal leta hai dil main

          main apni baat karo'n tu mujh say baat clear karna buhat mushkil ho jata hai .. Lekin Phir bhi koshish karti hoon aise Nobat na aey .. :) Phir kuch dino'n baad main Sab kuch bhool bhaal bhi jati buhat arsa baad Dil main baat nahin rakhti ... tu ghalat fehmi bi dhari ki dhari reh jati hai .. :)
          Zindagi Thak Gaye ..!!

          Comment

          • #20
            Re: ghalatfehmeyaa

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            Wa Alaikum Aslam,

            Sub se pehlay mein itna he kahon ga ke tum bohat tez cheez ho :lol

            Ghalat fehmiyan lack of understanding aur lack of trust ka outcome hota he. Jub 2 loogon ke moaamlat aur understanding aapis mein achi ho to teesra banda wahan kuch nahi ker sakta. Teesray banday ki involvement k liye ground bhi wohi 2 loog banatay hein.
            lack orf understanding or lack or trust ..bhi ki to koi na koi waja hoti hai na ....insaan farishta to hota nahi ..kisi pay andha etamaad karaian wo bhi toot sakta hai ...
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #21
              Re: ghalatfehmeyaa

              Originally posted by La'hasil View Post
              Wa'Alikum Asalam

              Kabhi Kabhi 3rd person ki waja say bhi Ghalat fehmi ho jati hai .. aur kabhi kabhi Apus main Discuss na karney ki waja say bhi ho jata hia Insaan Khamkhwa hi Wehm daal leta hai dil main

              main apni baat karo'n tu mujh say baat clear karna buhat mushkil ho jata hai .. Lekin Phir bhi koshish karti hoon aise Nobat na aey .. :) Phir kuch dino'n baad main Sab kuch bhool bhaal bhi jati buhat arsa baad Dil main baat nahin rakhti ... tu ghalat fehmi bi dhari ki dhari reh jati hai .. :)
              : )

              Working...
              X