Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bahaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Bahaar

    Originally posted by thefire1 View Post
    karay koi aur bharay koi, ye kahan ka insaaf hay, kahan hain humaray judge sahab :lol
    Tumhari yahi saza he k tum ne kuch nahi kia. Aur jo kuch nahi kerta wohi sub kuch kerta he. Aa lene do CHEAP Justice sahib ko :kr:
    :thmbup:

    Comment


    • #47
      Re: Bahaar

      yeh sarasar naa-insaafi hay :lol
      sigpic

      Comment


      • #48
        Re: Bahaar

        Originally posted by thefire1 View Post
        yeh sarasar naa-insaafi hay :lol
        Aur yahi hamara insaaf he. Tumhein hamaray insaaf pe shak he to Kanoon ki kitaab ke safah number 525 mein 1000 ka note daal kay hamain thamaa do :shyy:
        :thmbup:

        Comment


        • #49
          Re: Bahaar

          laikain kanoon ki kitaab main 525 safay hai hi nahin.... srif kitab ka sar-e-warq hay aur andar aik hi safa hay jiss per "Chittar" ki tasweer lagi hay aur uss kay neechay likha hay "aa jaa meray baalma, tera intizaar hay" :lol :lol

          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
          Aur yahi hamara insaaf he. Tumhein hamaray insaaf pe shak he to Kanoon ki kitaab ke safah number 525 mein 1000 ka note daal kay hamain thamaa do :shyy:
          sigpic

          Comment


          • #50
            Re: Bahaar

            Originally posted by thefire1 View Post
            laikain kanoon ki kitaab main 525 safay hai hi nahin.... srif kitab ka sar-e-warq hay aur andar aik hi safa hay jiss per "Chittar" ki tasweer lagi hay aur uss kay neechay likha hay "aa jaa meray baalma, tera intizaar hay" :lol :lol
            Wo kanoon ki kitab nahi. Wo la'kanooniyat ki kitaab he aur akser is ke paper aur practicals thanay mein hotay hein :p meri nazar mein kaanon sub ke liye aik he, bakiyoon se bhi 1000 leta hoon tuj se bhi aik rupaya kum na loon ga
            Last edited by Mr. Sialkoty; 27 March 2012, 12:33.
            :thmbup:

            Comment


            • #51
              Re: Bahaar

              jab iss la-qanoniyat ki kitaab ka chittar lagay ga na tou sach much qanoon qanoon bhool jayay ga :lol :lol


              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
              Wo kanoon ki kitab nahi. Wo la'kanooniyat ki kitaab he aur akser is ke paper aur practicals thanay mein hotay hein :p meri nazar mein kaanon sub ke liye aik he, bakiyoon se bhi 1000 leta hoon tuj se bhi aik rupaya kum na loon ga
              sigpic

              Comment


              • #52
                Re: Bahaar

                Originally posted by thefire1 View Post
                jab iss la-qanoniyat ki kitaab ka chittar lagay ga na tou sach much qanoon qanoon bhool jayay ga :lol :lol
                Lay hum khud chitter laganay walon mein se hein. Aik baar to mein ne yeh chitter dewar pe laga dia tha, phir wo dewaar pe he laga raha
                :thmbup:

                Comment


                • #53
                  Re: Bahaar

                  qanoon kay dandaay ko agar dewaar per latkaya tou khudh kahi aur latak jaayain gain :lol

                  Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                  Lay hum khud chitter laganay walon mein se hein. Aik baar to mein ne yeh chitter dewar pe laga dia tha, phir wo dewaar pe he laga raha
                  sigpic

                  Comment


                  • #54
                    Re: Bahaar

                    Originally posted by thefire1 View Post
                    qanoon kay dandaay ko agar dewaar per latkaya tou khudh kahi aur latak jaayain gain :lol
                    Chitter ki bari tub aati jub kanoon ki kitab k safa nmbr 570 main 1000 ka note na ho
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #55
                      Re: Bahaar

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      Assalamalikum

                      Bahaar aa gai : )
                      apnay apnay tasuraat qalamband karaian : d
                      واعلیکم السلام :lol
                      میں تو فروری سے بہار سیلیبریٹ کر رہی ہوں اور ایکسپریس بھی کر رہی ہوں :lol اب تو گرمی آگئی ہے :garmi:
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      Working...
                      X