Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bahaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Bahaar

    God Bless To You Too .. :) N Thanx ...
    Last edited by La'hasil; 23 March 2012, 00:03.
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment


    • #32
      Re: Bahaar

      Bahar aagyi, kahin suna tha, aagaya phoolon kay milnay ka mousam, duniya kay aashiqoon kay milnay ka mousam :lol

      Suna tha shayed thik hi suna hoga..... bahar kay aanay say na jaanay kiyon dili jazbaat jawaan hojaatay hain, aik ehsaas dil main hota hay kay jab bahar phool khil rahay hain tou dil main yeh noukeelay kaantay kiyon?

      aisa mera dost sochta hay, tou main nay ussay kaha


      "Aray thand rakh yaar, teray yahan bhi bahar aajayay gi, yeh nahin tou agli baar hi sahi aur jab aayay hi tou sardi, garmi aur khizaan bhi BAHAR hi lagain gaain, munda_sialkoty ki kasam" :lol :lol
      sigpic

      Comment


      • #33
        Re: Bahaar

        :lol yeh tasaliyan khan ko b do
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: Bahaar

          Khan ka srif TASLIYON say guzaara nahin hona balkay bahar kay mousam main har gulistaan main phooloon kay ird gird ghoomnay waali TITLIYON say hoga, according to him, he love the nature and its beauty :lol

          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
          :lol yeh tasaliyan khan ko b do
          sigpic

          Comment


          • #35
            Re: Bahaar

            Originally posted by thefire1 View Post
            Bahar aagyi, kahin suna tha, aagaya phoolon kay milnay ka mousam, duniya kay aashiqoon kay milnay ka mousam :lol

            Suna tha shayed thik hi suna hoga..... bahar kay aanay say na jaanay kiyon dili jazbaat jawaan hojaatay hain, aik ehsaas dil main hota hay kay jab bahar phool khil rahay hain tou dil main yeh noukeelay kaantay kiyon?

            aisa mera dost sochta hay, tou main nay ussay kaha


            "Aray thand rakh yaar, teray yahan bhi bahar aajayay gi, yeh nahin tou agli baar hi sahi aur jab aayay hi tou sardi, garmi aur khizaan bhi BAHAR hi lagain gaain, munda_sialkoty ki kasam" :lol :lol
            372-haha

            fikar na kar munday............tere yahan bhi kabhi na ka bhi bahaar aa hi jaye gi :lol
            Last edited by Mr.Khan; 27 March 2012, 09:12.

            Comment


            • #36
              Re: Bahaar

              Originally posted by thefire1 View Post
              Khan ka srif TASLIYON say guzaara nahin hona balkay bahar kay mousam main har gulistaan main phooloon kay ird gird ghoomnay waali TITLIYON say hoga, according to him, he love the nature and its beauty :lol
              Yeh khan to chupa TITLAA nikla :lol
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: Bahaar

                Originally posted by Mr.Khan View Post


                372-haha

                fikar na kar munday............tere yahan bhi kabhi na ka bhi bahaar aa hi jaye gi :lol
                Mujay dil ke mousam se ziada gharz he. Dil ka mousam acha ho to tapti doop bhi maza deti he meri jaan murgi ke anday :P
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: Bahaar

                  372-haha @ chuppa titla
                  Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                  Yeh khan to chupa TITLAA nikla :lol
                  sigpic

                  Comment


                  • #39
                    Re: Bahaar

                    not really taptti dhoop main zara nikal kar tou dekhoo, dil ka mouasam kay saath saath badan kay baaqi a'aza kay mousam ka bura haal na hojaayay tou khena.... yaqeen nahin aata tou u_r say pooch laina :lol

                    Murghi ka anda :lol not bad!!!

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    Mujay dil ke mousam se ziada gharz he. Dil ka mousam acha ho to tapti doop bhi maza deti he meri jaan murgi ke anday :P
                    sigpic

                    Comment


                    • #40
                      Re: Bahaar

                      Originally posted by thefire1 View Post
                      not really taptti dhoop main zara nikal kar tou dekhoo, dil ka mouasam kay saath saath badan kay baaqi a'aza kay mousam ka bura haal na hojaayay tou khena.... yaqeen nahin aata tou u_r say pooch laina :lol

                      Murghi ka anda :lol not bad!!!
                      u_r se kia poochon usay kia pata, wo to khud aik nazuk si kali he (ghoobi ki) :kr:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Bahaar

                        dekhoo u_r main nay tou kuch nahin, zamaana kehta hay..... ab log kehtay hain tou phir theeek hi kehtay hoon gaay


                        372-haha
                        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                        u_r se kia poochon usay kia pata, wo to khud aik nazuk si kali he (ghoobi ki) :kr:
                        sigpic

                        Comment


                        • #42
                          Re: Bahaar

                          Originally posted by thefire1 View Post
                          dekhoo u_r main nay tou kuch nahin, zamaana kehta hay..... ab log kehtay hain tou phir theeek hi kehtay hoon gaay


                          372-haha
                          Yaar tum u_r ko avein khawa makhwa mein batameez samaj rahay ho halanke wo achi larki he :kr:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Bahaar

                            dekhoo ab yeh bhi main nahin kaha :lol

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            Yaar tum u_r ko avein khawa makhwa mein batameez samaj rahay ho halanke wo achi larki he :kr:
                            sigpic

                            Comment


                            • #44
                              Re: Bahaar

                              Originally posted by thefire1 View Post
                              dekhoo ab yeh bhi main nahin kaha :lol
                              tum ne avein nahi kaha, mein gawaah hoon, abi aa kay tumharay chanay put'ti he :lol
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Bahaar

                                karay koi aur bharay koi, ye kahan ka insaaf hay, kahan hain humaray judge sahab :lol

                                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                                tum ne avein nahi kaha, mein gawaah hoon, abi aa kay tumharay chanay put'ti he :lol
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X