Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Manzil

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Manzil

    Assalamalikum

    har insaan ki koi na koi mazil hoti hai ..koi bhi khawaish ho us ki aik manzil hoti hai jahan wo cheez pori ho jati hai ...
    har manzil kay dheer saray rastay hotay hain ....manzil aik rastay kai.....
    ub yeh aap pay hai kis rastay ko chunna hai ...kuch rastay aisay hotay hain jo buhat lambay ..kuch shortcuts ..kuch bus apni chalkai say banda kaam nikaal leyta hai...kuch bus jesay tesay rastay mill jaian kuch bhi karn apar jaye banda kar leyta hai bus manzil par pounchana hai .
    etc etc ...
    to sawal hai kay aap apni manzil k leye kon say rastay ka intekhaab kartay hain ? manzil education ho , shadi ho , job ho etc etc kuch bhi ....
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Manzil

    Anchal in Action............AGAIN:dance5:

    pehle tum khud to bta diya karro.......

    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Manzil

      Walikum salam...

      Mjsy b poch re????
      Last edited by crystal_thinking; 12 March 2012, 00:10.
      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

      Comment

      • #4
        Re: Manzil

        Originally posted by crystal_thinking View Post
        Walikum salam...

        Mjsy b poch re????
        no this Q does not apply to you............you wont understand it:khi:

        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Manzil

          Originally posted by u_r View Post
          Anchal in Action............AGAIN:dance5:

          pehle tum khud to bta diya karro.......
          khudi thread lagaoun khudi reply karoun :lol:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: Manzil

            Originally posted by crystal_thinking View Post
            Walikum salam...

            Mjsy b poch re????
            han bataoo shabash jaldi say kay manzil pay pounchnay k leye koon sa rasta zaida acha lagta hai : d
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: Manzil

              Originally posted by Aanchal View Post
              Assalamalikum

              har insaan ki koi na koi mazil hoti hai ..koi bhi khawaish ho us ki aik manzil hoti hai jahan wo cheez pori ho jati hai ...
              har manzil kay dheer saray rastay hotay hain ....manzil aik rastay kai.....
              ub yeh aap pay hai kis rastay ko chunna hai ...kuch rastay aisay hotay hain jo buhat lambay ..kuch shortcuts ..kuch bus apni chalkai say banda kaam nikaal leyta hai...kuch bus jesay tesay rastay mill jaian kuch bhi karn apar jaye banda kar leyta hai bus manzil par pounchana hai .
              etc etc ...
              to sawal hai kay aap apni manzil k leye kon say rastay ka intekhaab kartay hain ? manzil education ho , shadi ho , job ho etc etc kuch bhi ....
              مجھے راستوں سے پیار ہوجاتا ہے اس لیے منزل تک نہیں پہنچ پاتی میں :rew:
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #8

                Walikum salam...Aanchel...!!

                Yaqenan her insaan ki koi na koi manzil hotee hai...lykin jab wo manzil paa laita hai..tu kissee naee (new) manzil ki talash main chal nikalta hai..ager manzil nahi miltee..tu sabar ker k kisee aur cheez ko mazil bana laita hai...lykin uss ku panay k bawajood uss ki tasalli nahi hotee..!!

                Main jab school / college main tha...tu mera aim tha...k Air force join keroon (as Aeronautical engineer) per ye khuwahish pori na ho scaki kuch wajoohat ki bina per...phir MBA kia tu khwahish thee..k apna business keroon ....ye bhi abhi pori nahi hoee..(abhi sirf job hai) although k abhi aim yahee hai..j job choorr ker business karoon..per maloonm nahi kab...aisay mumlaat main short cut istemal kerna bhi sahi nahi..ka kab nuqsaan ho jaye...!!

                Lykin ab apni zindagi tu guzarr gaee ....ab ye aim hai..k mera beta ....Air force join karay..aur meree aim ku pura keray...leykin uss ki mama kehtee hai.k nahi ye business karay ga...aaj kal k mehngai k daur main busniess hi better hai:khi:..jab k uss ki dadi (yani meree mom kehtee hain).,.k Allah karay mera pota doctor banay ....(ab ye Allah hi janta hi...ku baray ho ker uss k kia aims hotay hain)....aur kia wo apni manzil pa lay ga....ya phir humari khwuahishat k mutabiq doctor ya businessman ya aiur force officer banay ga ..bahar haal manzil change hotee rehtee hai..aur rastay bhi..!!

                Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                Comment

                • #9
                  Re: Manzil

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  Assalamalikum

                  har insaan ki koi na koi mazil hoti hai ..koi bhi khawaish ho us ki aik manzil hoti hai jahan wo cheez pori ho jati hai ...
                  har manzil kay dheer saray rastay hotay hain ....manzil aik rastay kai.....
                  ub yeh aap pay hai kis rastay ko chunna hai ...kuch rastay aisay hotay hain jo buhat lambay ..kuch shortcuts ..kuch bus apni chalkai say banda kaam nikaal leyta hai...kuch bus jesay tesay rastay mill jaian kuch bhi karn apar jaye banda kar leyta hai bus manzil par pounchana hai .
                  etc etc ...
                  to sawal hai kay aap apni manzil k leye kon say rastay ka intekhaab kartay hain ? manzil education ho , shadi ho , job ho etc etc kuch bhi ....
                  aap ko kis nay kaha hai manzil kay bahut rastay hotay hain???? manzil tak puhnchnay mein koi rasta nahi hota yeh taqdeer hee hoti hai jo aap jisay manzil samjhtay hain uss tak ley jaati hai..... taqdeer hee hoti hai jo aap ko apnay khuwabon tak puhchati hai aur ye taqdeer hi hoti hai jo aap manzil patay patay rah jatey ho..... jo loog manzil tak puhchnay tak lambay rastay per chalta hai vo uss ki taqdeer hoti hai jo ussay lambay rastay per chalnay per majboor karti hai.... shortcuts mein vo manzil milti hai uss ki taqdeer hoti hai jo ussay shortcuts per chalati hai aur vo ussay milti hai....

                  insaan ko milta vohi hai jo uss ki taqdeer mein likha hota hota hai bus insaan agar sachay dil se chalay aur Allah aur uss kay rasool walay rastey per chalay vo eik sahi rasta hota hai.....
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: Manzil

                    insan ki zindagi ka har din usk liye aik challenge hota hy towards his/her goal... Manzil is basically a goal or a target.. insan k pass usk Goal ko achieve krny k bhot sy ways hoty or wo yeh ways khud he define krta long term or short term planning k through... both techniques r workable in ther very own way... insan hamesha sirf aik he pattern ko lay k kamyab ho skta nai ... kbi kbi insan ko dead level py reh k play karna parta tu kbi abv sky... lekin jo b planning hoye usk liye hardwork shart hy.. without hardwork thre is no fate...

                    aisa nai ho sakta k tum hardwork kro nai or failure list mein aa k kaho mere kismat mein he tha nai k mein is exam mein pass hota.. hardwork is a key to success whether you go for long term or short term... or short cuts..
                    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                    Comment

                    • #11
                      Re: Manzil

                      waise yeh shadi wali bat zara samjho tu yeh kon c wali manzil hy???
                      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                      Comment

                      • #12
                        Re: Manzil

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        khudi thread lagaoun khudi reply karoun :lol:
                        is mein harj hi kiya he.........:think:

                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: Manzil

                          منزلیں اپنی جگہ ہیں راستے اپنی جگہ
                          جب قدم ہی ساتھ نا دیں تو مسافر کیا کرے

                          مجھے عظیم کے عظیم خیالات سے اتفاق ہے تقدیر بہت بری چیز ہے بہت روڑے اٹکاتی ہے اور کبھی بن مانگے نواز دیتی ہے
                          مگر منزل تک پہنچنے میں سماجی دیواریں بھی آتی ہیں

                          تقدیر ضروری ہے پھر ہی محنت و لگن کام آتی ہے

                          سیدھا راستہ کیونکہ اس سے منزل پانے کی سچی خوشی ملتی ہے

                          ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                          سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                          Comment

                          • #14
                            Re: Manzil

                            Is thread ka nam Mazil ki bejae taqdeer rakh do tu ziada acha...
                            میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                            Comment

                            • #15
                              Re: Manzil

                              Originally posted by saraah View Post

                              مجھے راستوں سے پیار ہوجاتا ہے اس لیے منزل تک نہیں پہنچ پاتی میں :rew:
                              بہت گہری بات وہ بھی ہنستے ہوئے

                              Comment

                              Working...
                              X