Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Azeem's Wall

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • azeem-ahmed
    replied
    Re: My diary unlocked

    ajj kal her maafia hai. land mafia, drug maafia, oil mafia etc.. koi awam ka maafiaq nahi... but time has come lets join awami maafia youth the change.....

    مجھے خود سے محبت ھے
    محبت بھی کچھ ایسی
    جو کسی صحرا کو بارش سے
    کہ بارش جس قدر بھی ٹوٹ کر برسے
    ذرا پل بھر کو پیاسی ریت کے لَب بھیگ جاتے ہیں مگر
    بس اک ذرا پل بھر

    Click image for larger version

Name:	91.jpg
Views:	1
Size:	66.8 KB
ID:	2422216

    Imagination is more important than knowledge. For while knowledge defines all we currently know and understand, imagination points to all we might yet discover and create.

    Albert Einstein

    Leave a comment:

  • azeem-ahmed
    replied
    Re: My diary unlocked

    Originally posted by baniazkhan View Post

    یہ ایک تھریڈ کا لنک دے رہا ہوں آپ کا مسئلہ حل ہوسکتاہے

    http://www.pegham.com/showthread.php...96#post1467896

    :salam:زبردست یہ سائٹ تو واقعی بہت اچھی ہے .

    Leave a comment:

  • azeem-ahmed
    replied
    Re: My diary unlocked

    Kuch Yeh Dil Bhi Apny Ikhteyar Main Hota,
    Tou Chah Kr Bhi Kisi Sy Pyar Na Hota

    Kbhi Milty Bhi Tou Milty Ajnabi Ki Tarha,
    Dil Ruswa Bhi Hota Tou Sar-e-Bazar Na Hota

    Click image for larger version

Name:	90.jpg
Views:	1
Size:	14.5 KB
ID:	2422215

    Leave a comment:

  • Baniaz Khan
    replied
    Re: My diary unlocked

    Originally posted by azeem-ahmed View Post
    dost inshallah mein jald urdu rasmul khat mein likhna shuru karon ga.. asal mein mujhe urdu likhnay nahi aati lakin aap ki tajweez achi aur ma'aqool hai issay try karon ga...... :)
    یہ ایک تھریڈ کا لنک دے رہا ہوں آپ کا مسئلہ حل ہوسکتاہے

    http://www.pegham.com/showthread.php...96#post1467896

    Leave a comment:

  • azeem-ahmed
    replied
    Re: My diary unlocked

    yeh shaks namaz ada kar kay sub ko goya islam ki da'awat day raha ho.... kaash jo pakistani bairoon e mulk jatay hain vahan apnay waqt per namaz ada kartay rahin aur burray aur galat kamon se khud ko rok lain tu vo chaltay phirtay goya tableeg e islam kar rahe hain....

    Click image for larger version

Name:	37.jpg
Views:	1
Size:	83.7 KB
ID:	2422201

    Leave a comment:

  • azeem-ahmed
    replied
    Re: My diary unlocked

    Click image for larger version

Name:	39.jpg
Views:	1
Size:	79.5 KB
ID:	2422200
    .................................................. .....

    Leave a comment:

  • azeem-ahmed
    replied
    Re: My diary unlocked

    Originally posted by baniazkhan View Post
    اپنی اس پوسٹ کے بعد تو کم از کم اردو میں لکھنا شروع کردو یہ رومن کا سہارا کب تک
    dost inshallah mein jald urdu rasmul khat mein likhna shuru karon ga.. asal mein mujhe urdu likhnay nahi aati lakin aap ki tajweez achi aur ma'aqool hai issay try karon ga...... :)

    Leave a comment:

  • Baniaz Khan
    replied
    Re: My diary unlocked

    اپنی اس پوسٹ کے بعد تو کم از کم اردو میں لکھنا شروع کردو یہ رومن کا سہارا کب تک

    Leave a comment:

  • azeem-ahmed
    replied
    Re: My diary unlocked

    dunya mein esi koi qom nahi milti js ne dusri kisi zaban mein taraqi ki ho....Sb se pahle Greeks they jinho ney apni zabaan mein taraqi ki. Us k bad Arabs ne 8th century mein taraqi ki. Unki taraqi kuch yun hui k jab unho ney dunya k Ilm Ko apni zabaan mein Tarjuma keeya...Us k bad Hum ney Dekha k her kitab latin mein translate ki gaii aur isterah Itlay ne taraqi ki aur phir Europe mein Her country ne Apni zabaano mein dunya k her Ilm ko TArjuma krna shru ker dieya aur taraqi ki manzlein tay kien......Ajj humara mukamal nisaab Engineering,Medical,Business English Language mein Hai. Ajj k Neurologists kehte hain k Bacha jab peda hota hai tu jo zaban us k sath boli jaati hai ager Bunyaadi taleem use Usi zaban mein nahi mili tu us ki takhleeqiat khatm hojati hai ......Hum log Universities mein parhte hain, positions bhi lete hain, mager us k bawajood bhi na tu hun achey Engineer ban paate hain na Ache doctor.......
    Humari taleem sirf haafze ka imtihaan hota jo sab se bara Crammer( Rattai) hoga utni posotion uski achi hogi....Osho kehta hai k Gold mEdal jo student haasil kerta hai Meri Nazr mein wo Maha Bewqoof hai... Einstein Matric mein Fail hua tha q k cramming us k bas ki baat nahi thie... Ajj hamey chahye k saari kutab Apni zaban Mein tarjuma karein Aur us k saath saath Cramming system ko bhi khatm ker k Takhleeq ko tarjee dien

    Leave a comment:

  • azeem-ahmed
    replied
    Re: My diary unlocked

    Islam mein boht se fiqe hain ye kese banney??... sab ik dusre k dushman hain!! Esa Q?? sawal pahle ka jawab: Jab Insan Apney Shaur ko istemaal ker k kuch samjhna chahta hai tu us mein ghalati bhi kha jaata hai Baaz Oqat Nek neeyati se ghalati khata hai aur ikhtilaaf qaaim kerta hai .... Sawal dusre k jawab: baat tab bigarti hai Jab is ikhtilaf ko apni aahkri baat maanta hai kisi aur ko sunna pasand hi nahi kerta q na wo thik baat karey aur Baahmi ihtraam nahi kerta aur insaan jhagrey per uter aata hai..... is group mei hazar se bhi zaaid log add hain her kisi ka apna khayal aur soch hai sab mein ikhtialaaf paaya jaayga tu kya ye ikhtilaf Qaable mazamat baat hai??? bikul nahi ye ik khubsurti hai. hum sab insaano ki shakel ik dusrey se mukhtalif hai, per hum raah chaltey her insaan se nahi lartey q k hum shakil k ikhtialf ko ik natural haqiqat maanety hain....

    Leave a comment:

  • azeem-ahmed
    replied
    Re: My diary unlocked

    Leave a comment:

  • azeem-ahmed
    replied
    Re: My diary unlocked

    Click image for larger version

Name:	38.jpg
Views:	1
Size:	29.6 KB
ID:	2422194
    .................................................

    Leave a comment:

  • azeem-ahmed
    replied
    Re: My diary unlocked

    Click image for larger version

Name:	35.jpg
Views:	2
Size:	79.0 KB
ID:	2422193
    ..................................................

    Leave a comment:

  • azeem-ahmed
    replied
    Re: My diary unlocked

    Originally posted by baniazkhan View Post
    جناب عالی تمھاری ڈائری کی مختلف پوسٹ پڑھ کر یہ ریپلائی کررہاہوں

    پہلے تو مجھے یہ بتاو کہ آپ یہ کیسے کہہ سکتے ہو کہ میڈم ہالہ کی ہمارے دل میں کوئی قدر نہیں، اور کسی کا تو مجھے نہیں پتہ میں نے ڈیزائننگ میں ستر فیصد کام انہی سے سیکھا ہے اور وہ میرے استادوں میں سے ہیں یہ باتیں بتانے والی نہیں ہیں پر ہر دعا میں شامل ہیں
    انکے اللہ حافظ والے تھریڈ کے علاوہ بھی ایک آخری ڈیزننگ تھریڈ ہے جہاں انکے جانے کی بات کی ہے انہوں نے بہت سے ممبرز نے وہیں اللہ حافظ اور پانے پیغامات دیے ہیں ۔ پھر یونیورسٹی کی ڈگری کے حوالے سے جس طنز سے بات کی ہے آپ نے پتہ نہیں کی بھی ہے یا نہیں پر لگ ایسا ہی رہا ہے وہ بھی عجیب ہی ہے
    پہلی بات تو یہ کہ آپ کو کیسے پتہ کہ وہ وقت ان کے لیے یونیورسٹی کا ہی تھا
    ہمارے لیے تو وہ ڈیزائننگ کی یونیورسٹی کی ہی حیثیت رکھتی ہیں۔

    دوسری بات جو ممبرز آپ سے سیدھے منہ بات نہیں کرتے سمجھ لو انکا منہ ہی سیدھا نہیں

    دوسرا یہ کہ آپ کی وجہ یہاں دو ایک ممبرز سے میری لڑائی تک ہوئ
    آپ کی بات ہونٹوں سے لالی وغیرہ چرانے والی پر
    اب مجھے ایک بات بتاو میں نے تو کہہ دیا تھا کہ تم نے کچھ غلط نہیں کیا پر اگر آپ نے غلط نہیں کیا تھا تو پھر اچانگ بھاگ کیوں گئے
    ایک جاہل انسان نے اگر برے لہجے یا زبان میں بات کر ہی لی تھی تو مقابلہ تو کرتے اس سے
    dost aap ka shukriya jo aap nay rai di hai.... mujhe khushi hai kay aap logon kay dil mein Hala kaylie ezat hai ehterram aur muhabbat hai....
    yeh jo meinay apni rai ka ezhaar kiya vo meray dil ki baat thi jo kuch meinay likhay tha vo meinay khud likha tha aur khud ko hee sunna raha tha matlab khud hee mukhatib tha.... meinay kisi pay tanz nahi kia agar kahin tanz kiya bhi hai vo meinay apnay aap per kiya hai kyun kay yeh diary ka likhna matlab yeh hai kay apnay under ki baat paper per likhna hai.... vo meri soch thi jo aap kay mutabiq nahi thi....diary jo mein likhta hoon uss pay kisi ka agree hona ya disagree hona zaroori nahi hota....

    dost aap meri khatir kisi se laray ho yeh aap ki muhabbat thi..... kay aap nay kisi such ka saath diya....:salam: wese mein kisi bhi forum per kisi se ulajhnay yaa larai nahi karnay ata.... mein aap jese doston se seekhnay ata hoon... agar mujhe larnay aur ulajhnay ko shok hota tu vo mein apni real life mein bhi beshumaar aisey loog miltay hain kay uss per apna gussa nikal sakta hooon....:lol mein tu muhabbat aur pyar karnay wala shaks hoon aur hamesha chahta hoon kay her shaks amun aur free of mind rahe.... :ys: dost mein yahan kisi ka dil dukhanay nahi ata... mein tu sub kay saath ezzat va ehterram se pesh anay ki koshash karta hoon lakin agar kisi ko meri baat achi nahi lagti aur vo mujhe bewakoof yaa un-parh aur jahil samajhta hai tu vo uss ki apni soch hai aur ussay sochanay ka poora haq hai...... :salam:

Working...
X