Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Umrah Mubarak

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Umrah Mubarak

    Assalaam Alaikum Azeez saathiyon

    Umeed karta hun ke aap sub khair-o-aafiyat sey hun ge :rose

    Pegham ke well famous member
    Aamir (munda_sialkoty) ne Allah ki Raza sey pichlay dino Umrah ka muqaddas Fareeza ada kiya hai

    Allah Talah unke
    Umrah ko apni Bargah me qabool farmayen or hum sub ko bhi ye sa'adat hasil karne ki toufeeq ata farmayen (Ameen)

    Aamir aap ko Umrah buhat buhat Mubarak ho

  • #2
    Re: Umrah Mubarak

    Assalaam-O-alaikum

    Aamir bhai, meri jaanib say bhi aap ko yeh sa'adat bohat bohat MUBARAK ho, ALLAH SWT aap ko baar baar Makkah Mukarram aur Madina Munawara dekhnay ki saadat ata farmayay, aur aap kay umrah ko aur aap ki ibadatoon ko apni bargah main qubool-o-manzoor farmayay AMEEN SUM AMEEN
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Umrah Mubarak

      Mubarakbad....Allah Tala is Umrah ko qabool farmein .Ameen


      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Umrah Mubarak

        Masha Allah...

        bohat bohat mubarak ho :rose

        Comment


        • #5
          Re: Umrah Mubarak

          Wa Alaikum Aslam,

          Thank you friends. JazakAllah khair
          :thmbup:

          Comment


          • #6
            Re: Umrah Mubarak

            O MashAllah Buhat Buhat Mubarak ho Aap ko @};- ..
            Zindagi Thak Gaye ..!!

            Comment


            • #7
              Re: Umrah Mubarak

              Originally posted by La'hasil View Post
              O MashAllah Buhat Buhat Mubarak ho Aap ko @};- ..
              O MashaAllah aap ne mubarak di to hum ne Khair Mubarak keh dia : p
              :thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: Umrah Mubarak

                Mubarak hoo omrha ki :rose..Tind karwa k kesa lug raha hai :khi:
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #9
                  Re: Umrah Mubarak

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  Mubarak hoo omrha ki :rose..Tind karwa k kesa lug raha hai :khi:
                  Khair Mubarak.

                  Waisa he lag raha he jese baki loogon ko lagta ho ga tind kerwa k : p sir light ho gaya he
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Umrah Mubarak

                    السلامُ علیکم
                    عامر صاحب اس سنت رسول ﷺ کی ادائیگی بہت بہت مبارک ہو
                    اللہ جی آپ کے طواف و سعی و دیگر ارکان کی ادائیگی کو اپنے ہاں قبول فرمائیں اور زندگی میں بار بار ایسے مواقع پیدا کریں کہ آپ اس در پر بار بار حاضر ہوسکیں
                    اگر آپ کے ٹائم ٹیبل کا پتہ ہوتا تو شائد میں بھی پہنچ جاتا اور اس طرح آپ سے ملاقات بھی ہوجاتی
                    عامر کیا یہ تمھارا پہلا عمرہ تھا ؟؟؟
                    مجھے پہلا عمرہ کرنے والوں کے ساتھ ملنے کا بہت بہت بہت شوق ہے۔
                    :star1:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Umrah Mubarak

                      aap ko umra mubarak ho. Alalh tala aap ka umra qabool karey. umra karna asaan hai lakin apni zindgi mein Allah ka bataya huwe rastay per chalna aur hazrat Muhammad saww ki sunnat kay mutabak apni zindgi ko guzarna maqsad hona chahiye. kuch log umra kar kay atay hain lakin Allah ki ahkamaat ki aur nabi ki zindgi uss mein nazar nahi aati. Allah tala aap ko iss zindgi per chalnay ki taufeeq day
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Umrah Mubarak

                        Originally posted by Pagal1 View Post
                        السلامُ علیکم
                        عامر صاحب اس سنت رسول ﷺ کی ادائیگی بہت بہت مبارک ہو
                        اللہ جی آپ کے طواف و سعی و دیگر ارکان کی ادائیگی کو اپنے ہاں قبول فرمائیں اور زندگی میں بار بار ایسے مواقع پیدا کریں کہ آپ اس در پر بار بار حاضر ہوسکیں
                        اگر آپ کے ٹائم ٹیبل کا پتہ ہوتا تو شائد میں بھی پہنچ جاتا اور اس طرح آپ سے ملاقات بھی ہوجاتی
                        عامر کیا یہ تمھارا پہلا عمرہ تھا ؟؟؟
                        مجھے پہلا عمرہ کرنے والوں کے ساتھ ملنے کا بہت بہت بہت شوق ہے۔
                        Aameen. JazakAllah

                        Haan mera pehla umrah tha cuz mujay pehlay kabi Saudi Arabia janay ka itfaq nai hua. Mujay South Africa jana tha to jatay huay Jeddah mein Transit tha. Mera doost bhi mere saath travel ker raha tha, hum dono ne soocha k kaash Umrah ka visa lagwa k aaye hotay to Umrah ker lete, wohi decide hua k wapsi per Umrah kerte aaein ge aur phir South Africa ja ke sub se pehlay Saudia kay visa k liye apply kia aur wapsi pe Umrah perform kia. Aik ajeeb rohani skoon mila aur safar ki thakaan tak mehsoos na hui. Next month mujay USA k liye travel kerna he ager Saudi Airline k through kia to Saudia mein stay karon ga aur tum se b mil lon ga.
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Umrah Mubarak

                          Originally posted by azeem-ahmed View Post
                          aap ko umra mubarak ho. Alalh tala aap ka umra qabool karey. umra karna asaan hai lakin apni zindgi mein Allah ka bataya huwe rastay per chalna aur hazrat Muhammad saww ki sunnat kay mutabak apni zindgi ko guzarna maqsad hona chahiye. kuch log umra kar kay atay hain lakin Allah ki ahkamaat ki aur nabi ki zindgi uss mein nazar nahi aati. Allah tala aap ko iss zindgi per chalnay ki taufeeq day
                          Aap ka bohat shukriya. Mein aap ki baat se 100 percent itfaaq kerta hoon. Umrah / Hajj kerna bohat aasan he lekin deen pe chalna mushkil. Mein ziada bari tabdeeli apne aap se expect nahi kerta lekin itna mehsoos kerta hoon k meri direction mein thoora sudhaar zaroor aaya he. Baki mein Hadayat ka talabgaar hoon aur Allah Hidayat dene wala he.
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Umrah Mubarak

                            و عليكم السلام

                            Lala G buhut buhut Mubarak ho....Allah ap ka umra qabool karey...Ameen...
                            .......................!!!!!

                            Comment


                            • #15
                              Re: Umrah Mubarak

                              wa alaikum Assalam

                              MashaAllah , bht bht mubarak ho mundiya Allah Ta'ala tumhein zindagi mein besh baha baar Umrah o Hajj ki sa'aadat naseeb karay ...bulkey sab musalmano ko karay aameen


                              zindagi mein pehla achha behtereen kaam kiya hay tumnay
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X