Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

    Hmm Hassas moZu ..
    Jab Hum Bacho'n ko Quran e Pak Ki Taleem Dein Gay , With Tarjuma , tu un ko khud ba Khud pata chal jay ga kia sahi hai aur kia Ghalat , lekin Hamaray bachay Media Say Buhat Kuch Seekh Rahay hain , Tu Be'Shak Un ko Batana Chahiye Un Kay Mental Level main aa kar, Especially Bachiyo'n ko Zaroo Aware karein , Jab Hum Joint Family System main rehtay hain , tu Bachiyo'n pary Khasoosi NaZr rakhein , Please Khud rah Apney Bacho'n ko Zaroor Is Sab Say Bachein , Awareness Zaroor dein Un ko Quran ki Taleem Zaroor dein Us ko baatein Ghalat aur Sahi ka , Un ko Haiwan Bachney say bachein , :)
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment


    • #17
      Re: کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

      bachoun ko train karna chaye ..
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #18
        Re: کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

        Wa Alaikum Aslam,

        Sub se pehlay mein yeh kehna chahoon ga k this thread should be ok for open discussion. Aik baar mera Islamabad mein seat belt na pehananay per challan hua, mein ne kaha k mujay pata nahi tha jis per traffic warden ne jawab dia k la'ilmi bhi aik ghalti he.

        Bachoon mein tajasus ka element bohat ziada hota he aur wo gained information ko apni akal ke mutabik interpret ker k apne fellows ko convey kerte hein kyonke yeh bhi in ki aadat ka hissa hota he aur is tarah buchoon ke dermeyan misinformation pheilne ka ehtamaal hota he aur is se buchay bohat choti umer mein jinsi'rugbat ki tendency aquire ker lete hein aur is tarah buchon mein faiday ki bajaye nuksaan ka andeesha ziada ho jata he.

        Is k liye sub se pehlay aap ko aik related environment dekhna chahiye ke aap ka bucha shehar k kis ilaqay mein rehta he, kis school mein jata he, wahan per buchoon ka ammomi mahool kesa he etc etc. Aik bucha aik choti family se belong kerta he, aur us buchay ki pick and drop us ke waldein kerte hein aur us buchay k dooston se parents achi tarah aagah hein to it means wo bucha ziada vulnareable nahi to get a possible hurt. Aisay buchay ko awareness na bhi di jaye to bhi theek he. Jub ke is ke bur'aks ager aap ka bucha us ilaqay mein reh raha he jahan per ghalat waqeyaat waqu pazeer hotay rehte hein wahan per aap buchoon ko awareness dein lekin khulay lafzon mein phir bhi nahi. Jese k unhein bataya jaye k ager aap ko koi uncle bulatay hein ya koi cheez offer kerte hein to un ke paas nahi jana aur is tarah ki deegar taleemat. Buchay ko aitmaad dein k wo baron k saath tameez k dairay mein baat ker sakay. Buchoon ko aitmaad dein k wo aap (Parents) k saath apni her tarah ki baat ko share ker sakay. Jub parent aur buchay k darmeyaan communication gap nahi ho ga aur bucha kafi hud tak safe rahay ga.

        Aik baar phir kehta hoon k awareness mein alfaaz ka istamaal bohat maani rakhta he, buchay ko khul ke bataney ki bajaye mubhim tareekon se samjaein, bus itna ke bucha careful rahay.
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

          Originally posted by S.A.Z View Post

          بانیاز بھائی تشریف آوری کا شکریہ اور اپنی قیمتی آراء دینے کا بھی شکریہ
          اگر ہم اپنے پیاروں کو ہر قسم کے خطروں سے آگارہ رکھنے کے لئے اُنہیں ہر بات سمجھانے کی کوشش کرتے ہیں تو "اس بھیانک خطرے"کے بارے میں کیوں آنکھیں بند رکھنا چاہتے ہیں ۔
          میں سمجھا نہیں کون آنکھیں بند رکھنا چاہتا ہے





          Comment


          • #20
            Re: کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

            Originally posted by La'hasil View Post
            Hmm Hassas moZu ..
            Jab Hum Bacho'n ko Quran e Pak Ki Taleem Dein Gay , With Tarjuma , tu un ko khud ba Khud pata chal jay ga kia sahi hai aur kia Ghalat , lekin Hamaray bachay Media Say Buhat Kuch Seekh Rahay hain , Tu Be'Shak Un ko Batana Chahiye Un Kay Mental Level main aa kar, Especially Bachiyo'n ko Zaroo Aware karein , Jab Hum Joint Family System main rehtay hain , tu Bachiyo'n pary Khasoosi NaZr rakhein , Please Khud rah Apney Bacho'n ko Zaroor Is Sab Say Bachein , Awareness Zaroor dein Un ko Quran ki Taleem Zaroor dein Us ko baatein Ghalat aur Sahi ka , Un ko Haiwan Bachney say bachein , :)
            خوبصورت اور مفید رپلائی کا شکریہ
            بے شک کہ دین کا قرب بہت سی مشکلات سے بچا لیتا ہے۔
            :star1:

            Comment


            • #21
              Re: کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

              Originally posted by La'hasil View Post
              Hmm Hassas moZu ..
              Jab Hum Bacho'n ko Quran e Pak Ki Taleem Dein Gay , With Tarjuma , tu un ko khud ba Khud pata chal jay ga kia sahi hai aur kia Ghalat , lekin Hamaray bachay Media Say Buhat Kuch Seekh Rahay hain , Tu Be'Shak Un ko Batana Chahiye Un Kay Mental Level main aa kar, Especially Bachiyo'n ko Zaroo Aware karein , Jab Hum Joint Family System main rehtay hain , tu Bachiyo'n pary Khasoosi NaZr rakhein , Please Khud rah Apney Bacho'n ko Zaroor Is Sab Say Bachein , Awareness Zaroor dein Un ko Quran ki Taleem Zaroor dein Us ko baatein Ghalat aur Sahi ka , Un ko Haiwan Bachney say bachein , :)

              Jis age group ke buchoon ki baat ho rahi he wo age group aisa nahi jo Quran ki taleemat se direct faida utha sakay. Baat buchoon ki ho rahi he.

              Tum ne yeh point acha dia jahan joint family ho wahan per buchoon ko aware kerna chahiye bulke mein kahon ga k aware ki bajaye alert kerna chahiye. Ager aap ka bucha aap se puri tarah her moaamlay mein communicate kerta he to aisay buchay kafi hud tak protected rehte hein.
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

                SAZ k liye bold words mein re-quote kerta hoon

                Wa Alaikum Aslam,

                Sub se pehlay mein yeh kehna chahoon ga k this thread should be ok for open discussion. Aik baar mera Islamabad mein seat belt na pehananay per challan hua, mein ne kaha k mujay pata nahi tha jis per traffic warden ne jawab dia k la'ilmi bhi aik ghalti he.

                Bachoon mein tajasus ka element bohat ziada hota he aur wo gained information ko apni akal ke mutabik interpret ker k apne fellows ko convey kerte hein kyonke yeh bhi in ki aadat ka hissa hota he aur is tarah buchoon ke dermeyan misinformation pheilne ka ehtamaal hota he aur is se buchay bohat choti umer mein jinsi'rugbat ki tendency aquire ker lete hein aur is tarah buchon mein faiday ki bajaye nuksaan ka andeesha ziada ho jata he.

                Is k liye sub se pehlay aap ko aik related environment dekhna chahiye ke aap ka bucha shehar k kis ilaqay mein rehta he, kis school mein jata he, wahan per buchoon ka ammomi mahool kesa he etc etc. Aik bucha aik choti family se belong kerta he, aur us buchay ki pick and drop us ke waldein kerte hein aur us buchay k dooston se parents achi tarah aagah hein to it means wo bucha ziada vulnareable nahi to get a possible hurt. Aisay buchay ko awareness na bhi di jaye to bhi theek he. Jub ke is ke bur'aks ager aap ka bucha us ilaqay mein reh raha he jahan per ghalat waqeyaat waqu pazeer hotay rehte hein wahan per aap buchoon ko awareness dein lekin khulay lafzon mein phir bhi nahi. Jese k unhein bataya jaye k ager aap ko koi uncle bulatay hein ya koi cheez offer kerte hein to un ke paas nahi jana aur is tarah ki deegar taleemat. Buchay ko aitmaad dein k wo baron k saath tameez k dairay mein baat ker sakay. Buchoon ko aitmaad dein k wo aap (Parents) k saath apni her tarah ki baat ko share ker sakay. Jub parent aur buchay k darmeyaan communication gap nahi ho ga aur bucha kafi hud tak safe rahay ga.

                Aik baar phir kehta hoon k awareness mein alfaaz ka istamaal bohat maani rakhta he, buchay ko khul ke bataney ki bajaye mubhim tareekon se samjaein, bus itna ke bucha careful rahay.
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  bachoun ko train karna chaye ..
                  کس طرح ؟؟ کن الفاظ میں ،کن طریقوں سے؟؟؟

                  میرے تھریڈ کا اصل مقصد ہی یہ ہے کہ ہم اس بارے میں بات کریں کہ بچوں کو اس خطرے سے آگاہ کیا جائے یا نہ کیا جائے اور اگر آگاہ کیا جائے تو وہ کون سے مناسب طریقے و الفاظ ہوں جن کو ہم استعمال کرتے ہوئے بچوں کو آگاہی فراہم کریں
                  :star1:

                  Comment


                  • #24
                    Re: کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

                    Originally posted by baniazkhan View Post


                    میں سمجھا نہیں کون آنکھیں بند رکھنا چاہتا ہے
                    یار آپ سمجھتے بہت دیر میں ہو
                    سر جی وہی لوگ آنکھیں بند کر تے ہیں جو کہتے ہیں کہ اس طرح کے موضوع پر بات کرنا "فحاشی کو فروغ دینے والی بات ہے"؟؟؟ :(۔
                    :star1:

                    Comment


                    • #25
                      Re: کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

                      Originally posted by aanchal View Post
                      bachoun ko train karna chaye ..

                      kese?
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

                        Originally posted by S.A.Z View Post


                        یار آپ سمجھتے بہت دیر میں ہو
                        سر جی وہی لوگ آنکھیں بند کر تے ہیں جو کہتے ہیں کہ اس طرح کے موضوع پر بات کرنا "فحاشی کو فروغ دینے والی بات ہے"؟؟؟ :(۔
                        ابھی تک تو ایسا کوئی بھی نہیں آیا یہاں پر





                        Comment


                        • #27
                          Re: کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          Jis age group ke buchoon ki baat ho rahi he wo age group aisa nahi jo Quran ki taleemat se direct faida utha sakay. Baat buchoon ki ho rahi he.

                          Tum ne yeh point acha dia jahan joint family ho wahan per buchoon ko aware kerna chahiye bulke mein kahon ga k aware ki bajaye alert kerna chahiye. Ager aap ka bucha aap se puri tarah her moaamlay mein communicate kerta he to aisay buchay kafi hud tak protected rehte hein.
                          بہت خوب منڈا بھائی اصل مقصد اور اصل بات کو آپ نے درست طریقے پر محسوس کیا ہے
                          اس عمر کے بچے جن کا میں نے ذکر کیا وہ نہ تو شکاری کو سمجھ پاتے ہیں اور نہ ہی شکار ہونے کے بعد اپنی بپتا درست طور پر بیان کر پاتے ہیں "کہ اُن کو کئی طرح کے ڈراوے دے کر خاموش رہنے کی دھمکیاں دی جاتی ہیں"
                          :star1:

                          Comment


                          • #28
                            Re: کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

                            Originally posted by S.A.Z View Post


                            کس طرح ؟؟ کن الفاظ میں ،کن طریقوں سے؟؟؟

                            میرے تھریڈ کا اصل مقصد ہی یہ ہے کہ ہم اس بارے میں بات کریں کہ بچوں کو اس خطرے سے آگاہ کیا جائے یا نہ کیا جائے اور اگر آگاہ کیا جائے تو وہ کون سے مناسب طریقے و الفاظ ہوں جن کو ہم استعمال کرتے ہوئے بچوں کو آگاہی فراہم کریں
                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            kese?
                            jesay wo samjh sakian ..Tv pay aik prog laga tha us main parents ko seekhaya ja raha tha kay bachoo ko kesay samjaya jaye ...kuch pictures bana kay dekhaain kay yeh yeh good touch hain or yeh yeh bad ..or bachay apni omar kay bachoo kay sath kheelian ..kisi ajnabi say koi cheez na laian .. aisi train kartay rehna chaye ...
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • #29
                              Re: کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

                              Originally posted by baniazkhan View Post


                              ابھی تک تو ایسا کوئی بھی نہیں آیا یہاں پر
                              یہاں پر تو کوئی نہیں آیا لیکن میرے تھریڈ کا آغاز پڑھ لیں تو آپ کو محسوس ہو جائے گا کہ "پس پردہ"کسی نے اعتراض کیا تھا تو میں نے تھریڈ لگا دیا :)۔

                              ویسے ہمارے معاشرے میں بھی ایسے کچھ کردار ہیں جو اس طرح کی گفتگو سے اجتناب کرتے ہیں
                              یہیں پر ایک ممبر نے "فورم کے قانون"کا اشارہ دے کر بھلا کیا ،کیا ہے
                              یار یہ نہ کہہ دینا میں نہیں سمجھا :)۔
                              :star1:

                              Comment


                              • #30
                                Re: کیا آنکھیں بند کرنا مناسب ہے؟؟؟

                                ساز بھائی
                                اب میں اپنی کم علمی کا ماتم نہ کروں تو کیا کروں
                                میں ایک بار پھر معذرت چاہتا ہوں
                                کہ میں نہیں سمجھا کس ممبرنے کیا کیا ہے
                                آپ اگر ہوسکے تو مجھے پی ایم کرکے بتادیں





                                Comment

                                Working...
                                X