Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

eik zaroori ailan karta hoon

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • eik zaroori ailan karta hoon

    meray sathiyo jese kay aap sub jantay hain kay qaflon kay qaflay Imran khan ki party ko join kar rahe hain.... abhi mujhe bhi shiddat se ehsaas ho raha hai kay agar pakistan ko bachanay hai mulk se gas, bijli ki loadsheding aur mehngai ko khatam karna hai tu Imran bhai ka saath dena chahiye..... imran khan ki hee judojahd se corrupt aur naa-ahl siyasatdono ko kafer e kardar tak puhnchaya jasakta hai.... iss lie mein ailaan karta hoon kay aaj se mein bhi PTI ko join kar raha hooon... mujhe koi laalich nahi sirf mulk ki khatir iss party ko join karnay jaa raha hoon aur aap sub bhi imran khan se nahi tu kam az kam mulk ki khatir imran bhai ka saath dain....
    sigpic

  • #2
    Re: eik zaroori ailan karta hoon

    Assalaam-O-alaikum

    Hum aap kay ailaan ki qadar kartay hain, aap issay KHUSHAMDEED aur AILAANAT kay section main post kar saktay hain.... alternatively agar aap chahtay hain kay iss MOZOO per BEHAS hoo tou aap BEHAS-O-MUBAHISA main iss thread ka aghaaz kar saktay hain, khush rahyeh :)

    Fi amaan ALLAH
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: eik zaroori ailan karta hoon

      Originally posted by thefire1 View Post
      Assalaam-O-alaikum

      Hum aap kay ailaan ki qadar kartay hain, aap issay KHUSHAMDEED aur AILAANAT kay section main post kar saktay hain.... alternatively agar aap chahtay hain kay iss MOZOO per BEHAS hoo tou aap BEHAS-O-MUBAHISA main iss thread ka aghaaz kar saktay hain, khush rahyeh :)

      Fi amaan ALLAH
      mein aap kay mashwaray ka qadar karta hoon..... dost aap bhi PTI join karien mulk ki khatir....
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: eik zaroori ailan karta hoon

        INSHALLAH Zaroor :)
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: eik zaroori ailan karta hoon

          Humaray mulk ka sab say baRa almiya yehi hay... Election say pehlay ailaan tou bohat ho jaatay hain jab VOTING ka waqt aata hay tab zameer khareed liye jaatay hain :lol
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: eik zaroori ailan karta hoon

            کاش عمران آپ کی توقعات پر پورا اترے
            اور میرا ایک پاکستانی بھائی پھر سے بھیڑوں کے درمیان بھیڑئیوں کا نشانہ بننے سے بچ جائے۔
            میں آپ کے لئے دعا گو ہوں
            :star1:

            Comment


            • #7
              Re: eik zaroori ailan karta hoon

              میں آپ کے ساتھ ہوں۔

              Comment


              • #8
                Re: eik zaroori ailan karta hoon

                Originally posted by S.A.Z View Post
                کاش عمران آپ کی توقعات پر پورا اترے
                اور میرا ایک پاکستانی بھائی پھر سے بھیڑوں کے درمیان بھیڑئیوں کا نشانہ بننے سے بچ جائے۔
                میں آپ کے لئے دعا گو ہوں
                dost mein aap kay jazbaat ko janta hoon aur aap kay naik iradon ki qadar bhi karta hoon.... meraylie eik taraf obalta dariya hai dosri taraf aag hai tesri taraf samandar hai chothi taraf khada hai...... kahan jaon??? bilkul issi tarah eik taraf ppp hai jis ko mein aazma chuka dosri taraf N-league jis ko bhi mein aazma chuka tesri taraf army hai jis ko bhi mein aazma chuka chothi taraf Q-league+establishment hai ab aap khud hee batain kis kay pass hum ghareeb jain.... eik imran khan mein umeed ki kiran nazar aa rahi hai jisay dil karta hai aazma kay dekh loon Allah karay hamaray mulk aur qaum ki taqdeerr badal jai..... issliye mein imran khaan ka hamdard bana hoon.......
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: eik zaroori ailan karta hoon

                  Originally posted by thefire1 View Post
                  Humaray mulk ka sab say baRa almiya yehi hay... Election say pehlay ailaan tou bohat ho jaatay hain jab VOTING ka waqt aata hay tab zameer khareed liye jaatay hain :lol
                  meray dost nahi zameer khareeda nahi jata balkay hum zameer apna bech detain hai......kasoor khareedar ka nahi hota bechnay walay ka hota hai....
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: eik zaroori ailan karta hoon

                    عظیم احمد خان صاحب
                    ہم آپ کے جذبات کی قدر کرتےہیں

                    ہماری دعائیں آپ کے ساتھ ہیں





                    Comment


                    • #11
                      Re: eik zaroori ailan karta hoon

                      Originally posted by Warrior View Post
                      میں آپ کے ساتھ ہوں۔
                      Aur Allah hamaray saath hoga
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: eik zaroori ailan karta hoon

                        I am with Imran Khan

                        Comment


                        • #13
                          Re: eik zaroori ailan karta hoon

                          Hamari Duaain ap k sath hain.

                          Comment


                          • #14
                            Re: eik zaroori ailan karta hoon

                            عمران خان اتنے پیسے لا کہاں سے رہا ہے لاکھوں کی ڈیکوریشن لاکھوں کے میوزیکل کنسرٹ لاکھوں کی فری ٹرانسپورٹ لاکھوں کی پبلسٹی کون سا قارون کا خزانہ ہاتھ لگ گیا یاں زکوۃ اور فطرانے کے پیسے یہاں لگارہا ہے یہ ۔ کچھ پتہ کرو اس کے پیچھے کون ہے اسرائیل کی یہودی لابی تو نہی
                            ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                            سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                            Comment


                            • #15
                              Re: eik zaroori ailan karta hoon

                              Jamil sahab...................Aap ne buhat achay point ki taraf nazar saani ki hai...............

                              Waise aap ki ye gehri nazar tub kahan hoti hai jub Zardari sahab be-waja ke ghair mulki doray karte hein, Apna treatment karwane ghair mulk jate hein
                              Gilaani sahab karoron ka protocol liye poray mulk me dhandanatay phirte hein

                              us waqt kis ke baap ka paisa woh uraa rahe hote hein???
                              Love your Forum, Build Your Forum (PEGHAM)


                              Comment

                              Working...
                              X