Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Gardening

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Gardening

    Assalamalkium
    aap main say kis kis ko gardening ka shook hai ? kon kon say phool poday palay hovey hainn :lol:
    hifazat kesay kartay hain in ki ? : )
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Gardening

    hmm aik zamaney main khassa shoq howa tha thora arsa kia bhi , phir bhool bhal gaye , Amma kay hawaley kar diya , aur Amma nay bhi ab Mali kay hawaley kar diya hai is liye lagey hon tu buhat khoobsurat lagtey hain , lekin proper care nahin hoti
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment

    • #3
      Re: Gardening

      :nc:

      Comment

      • #4
        Re: Gardening

        Originally posted by La'hasil View Post

        Tumhari yeh la'perwahi wala style jaan'leva he. Kisi din tumhari jaan he na le lay :P
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: Gardening

          Baniaz ko 2 laganay k baad arz kerta hoon k mujay gardening ka shook nahi raha. Ya youn kahoo k mujay bagaat ka shook he jahan per leechi, aam, amrood aur deegar phal daar darkht lagay hoon aur un ki dekh baal maali karay aur mein bus un pakay huay phaloon ko hasb-e-zaroorat utaar k khata rahoon.

          Thanks and Best Regards
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Gardening

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            Tumhari yeh la'perwahi wala style jaan'leva he. Kisi din tumhari jaan he na le lay :P
            Aap nay Zaroor is main aa kar mujhe Quote karna tha :P
            Zindagi Thak Gaye ..!!

            Comment

            • #7
              Re: Gardening

              Originally posted by La'hasil View Post
              hmm aik zamaney main khassa shoq howa tha thora arsa kia bhi , phir bhool bhal gaye , Amma kay hawaley kar diya , aur Amma nay bhi ab Mali kay hawaley kar diya hai is liye lagey hon tu buhat khoobsurat lagtey hain , lekin proper care nahin hoti
              theek : )
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #8
                Re: Gardening

                Originally posted by baniazkhan View Post
                :nc:
                tumhra naam baneyaz sa Nacommentay na rakh lia jaye :huh!:
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: Gardening

                  Originally posted by La'hasil View Post
                  Aap nay Zaroor is main aa kar mujhe Quote karna tha :P
                  ۔

                  Dekho tum mujay quote na ker k jo salook mere saath kerti ho mein nahi chahta k waisa salook mein tumharay saath karon. Aakhir merd aur aurat ka faraq to hota he na :P
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Gardening

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    tumhra naam baneyaz sa Nacommentay na rakh lia jaye :huh!:
                    Yeh bari cheez he bahanay bahanay se tumhari attention grab kerne ki kooshish ker raha he. Tum is per bilkul b dehaan nahi dena bulke isay 2 lagay k kisi dibbay mein daal do aur ouper se dhakan b band ker do :P
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Gardening

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      Baniaz ko 2 laganay k baad arz kerta hoon k mujay gardening ka shook nahi raha. Ya youn kahoo k mujay bagaat ka shook he jahan per leechi, aam, amrood aur deegar phal daar darkht lagay hoon aur un ki dekh baal maali karay aur mein bus un pakay huay phaloon ko hasb-e-zaroorat utaar k khata rahoon.

                      Thanks and Best Regards
                      shahzaday otaar kay jab khao tu dho kay khana kyun kay aam aur amrood kaafi malay bhi hotay hain....
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: Gardening

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        Assalamalkium
                        aap main say kis kis ko gardening ka shook hai ? kon kon say phool poday palay hovey hainn :lol:
                        hifazat kesay kartay hain in ki ? : )
                        shook tu buhat hai lakin gardening kahan karon? na plot hai na zameen hai..... ghar kay baahir bhi sehan nahi jahan gardening karon....
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: Gardening

                          Originally posted by azeem-ahmed View Post
                          shook tu buhat hai lakin gardening kahan karon? na plot hai na zameen hai..... ghar kay baahir bhi sehan nahi jahan gardening karon....
                          aik gamla lay kay rakh saktay hian na : )
                          money plants to room hi main rakhye jatay hian : )
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #14
                            Re: Gardening

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            Assalamalkium
                            aap main say kis kis ko gardening ka shook hai ? kon kon say phool poday palay hovey hainn :lol:
                            hifazat kesay kartay hain in ki ? : )
                            واعلیکم السلام
                            گارڈننگ کا شوق کوئی خاص نہیں البتہ کچھ پلانٹس ضرور ہیں ٹیرس پہ جس نے ٹیرس کا حسن دوبالا کیا ہوا ہے ۔حفاظت ہممممم بس زرا دھوپ چھاوں کا خیال رکھ لیتی ہوں پانی دینا اکثر بھول جاتی ہوں اور کھاد ڈال دیتی ہوں کبھی کبھی پیارسے ہاتھ بھی پھیر لیتی ہوں سب گھر والے مل کے خیال رکھتے ہیں اور سب پودوں کا نام مجھے نہیں پتہ ۔۔۔ایک کنگھی پام ہے،موتیا ہے ،باقی نام نہیں معلوم ۔۔۔ہاں کچھ دن پہلے میں نے ایک چائے والے مگ میں دھنیا اگایا ہے
                            :shyy:
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #15
                              Re: Gardening

                              Originally posted by saraah View Post

                              واعلیکم السلام
                              گارڈننگ کا شوق کوئی خاص نہیں البتہ کچھ پلانٹس ضرور ہیں ٹیرس پہ جس نے ٹیرس کا حسن دوبالا کیا ہوا ہے ۔حفاظت ہممممم بس زرا دھوپ چھاوں کا خیال رکھ لیتی ہوں پانی دینا اکثر بھول جاتی ہوں اور کھاد ڈال دیتی ہوں کبھی کبھی پیارسے ہاتھ بھی پھیر لیتی ہوں سب گھر والے مل کے خیال رکھتے ہیں اور سب پودوں کا نام مجھے نہیں پتہ ۔۔۔ایک کنگھی پام ہے،موتیا ہے ،باقی نام نہیں معلوم ۔۔۔ہاں کچھ دن پہلے میں نے ایک چائے والے مگ میں دھنیا اگایا ہے
                              :shyy:
                              kanghi paam yeh kon sa poda hai ? : d
                              Moteya ki khushboo to bus duniaki best kushbu hai me kay nazdeek :dance5: ..sath gulab ka combination bhi kar daian : d

                              chaai walye mug ka acha idea hai tum nay sub ko :lol: :lol:
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment

                              Working...
                              X