Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

debate 4== "Superstition"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: debate 4== "Superstition"

    Originally posted by Aanchal View Post
    aik married friend hain ..kush hain apni life main ..or usay is baat ka weham rehta hai kay mere achi life ko dekh kay mere unmarried friends ki nazar lug jaye gee : d
    :rew: koi hal nai...
    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

    Comment


    • #32
      Re: debate 4== "Superstition"

      Originally posted by Aanchal View Post
      yeh kia debate hove main aisa nahi main wesa nahi
      aap dosray logo kay baray main bhi bataye kay wo kin kin batoo pay toham parasti ka shikaar hain ..or kesay unhay in say door rakha ja sakta hai ..
      دوسرے لوگ۔۔۔۔۔۔ہمممم۔۔۔۔۔۔ میری ایک کزن منگل کے دن کو منحوس سمجھتی تھی ااس دن کسی کام کا آغاز نہیں کرتی تھی ،ایک بار میں نے اسے کہا میرے ساتھ مارکیٹ چلو،کہتی آج منگل ہے تم مت جاو کام صحیح نہیں ہوتے۔۔۔۔۔میں نے اسے صرف ایک غصے بھری نظر سے دیکھا اور ساتھ میں اتنا کہا کہ پیسے پکڑ لو انارکلی جانا ہے تمہیں بہت کچھ پسند آجائے گا۔۔مارے باندھے اس نے اپنا والٹ پکڑ لیا ۔۔۔۔۔۔اب ہوا کیا ۔۔۔۔۔میں نے وہاں زبردست شاپنگ کی اور جو جو چاہیئے تھا وہ سب مناسب پرائزز میں ملا ۔۔۔۔۔۔۔اوورررررر اس محترمہ نے اچھی خاصی شاپنگ کی اور جو ایک عرصے سے اسے چیزیں مل نہیں رہی تھیں وہ سب اس دن اسکو ملیں ۔۔۔۔۔۔اور ہم نے اس دن خوب انجوائے بھی کیا۔۔۔۔۔

      Originally posted by Aanchal View Post
      acha kuch logoo ko nazar lug janay ka zaida weham hota hai aap loog is baray main kia kehtay hoo? nazar i bud ka ziker to islam main bhi hai .

      نظر بد کی نفی نہیں کی جاسکتی بے شک اسلام میں یہ تصور موجود ہے۔لیکن بات بات پہ آپ یہ نہیں کہ سکتے کہ نظر لگ گئی ہے

      جیسے ایک جاننے والی ہیں انکے اکلوتے بیٹے کو پچھلے دنوں کافی تیز بخار ہوگیا پریشانی فطری سی بات تھی لیکن وہ اتنی پریشان ہوئین کہ یہی کہتی رہیں کسی نے کچھ کروا دیا ہے جو میرا بیٹا ٹھیک نہیں ہو رہا جبکہ میں یہ بتاتی چلوں کہ ان دنوں بخار کافی پھیلا ہو اتھا اور کافی لمبا بخار تھا۔اور بے شمار لوگوں کو ہوا اور اپنی مدت پوری کر کے ہی اترا

      ایک جاننے والی کی بیٹی کی شادی کسی کے توسط سے اچھی جگہ پہ ہوگئی شادی کے بعد میاں دبئی چلا گیا وہاں اسکی جاب تھی ڈیلیوری کے بعد بیوی کو بھی بلا لینا تھا اس نے، بیوی سے صبر نہیں ہوا کچھ کامپلیکیشنز تھیں اسکا وہاں جا کر مس کیرج ہوگیا ۔۔۔۔پیچھے ماں اور بہنییں رو رو کہ سب کو یہ بتاتی پھر رہی تھیں ہماری بچی کو نظر لگ گئی ہے اسکا اتنی اچھی جگہ پہ رشتہ ہوا کسی سے برداشت نہیں ہوا۔



      کیا کیا مثالیں بتاوں آنچل کہاں تک سنو گی کہاں تک سناوں :garmi:
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #33
        Re: debate 4== "Superstition"

        Originally posted by Aanchal View Post
        Assalamalikum

        is haftay ki debate ka topic hai "Superstition".
        aap apni zindagi main kay momalaat main kitnay wehmi hain ? ya kabhi is pay ghoor hi nahi kia ? kali billi rasta kaat jaye kaam kharab ho ga ...kisi nay khatay petay dekh lia to khana hazam nahi ho ga :lol: aisay buhat saray weham hotay hian jin ko logo nay buhat jaga day rakhi hain apnay zehan main ..
        kia in ka wajood hota hai ? ya sirf insaan ki souch ? kabhi kabhi aisa such bhi to ho jata hai ? insaan in cheezoo say kesay nikal sakta hai ? ya yeh normal cheezian hain ?
        Walikum Salam..!!

        Acha topic choose kia ..Aanchal aap nay.....kafee arsay baad ...:khi:

        Ye tamam omoorr jo apnay biyan kye hain..jo "Superstition" say mutaaliq ye najayayiz hain...aur Hindu taleemaat ya unn k saath rehan sehan say hum Muslamnaoo main piada hoye hain...Allah Quran main farmata hai...k woh Allah ager tumhain koi nuqsan pohcana chahe tu koi uss ku door kernay wala nahi..aur ager wo tumhain koi bhalai / faida pohchana chahe tu woh Allah her cheez per apni qudrat rakhta hai..(Surah-e-Al-anaam verse-17)..

        Han albatta 02 cheezain aisee hain jo Quran aur Hadeeths (s.a.w) ki roo say Haq hain...aik nazar ka lagna..aur dossray khuawab (jo insaan sootay main dekhta hai) aur uss ki tabeer...

        Nabi Karim (s.a.w) ka farman hai...k nazar ka lagna haq hai...aur ager koi cheez taqdeer say sabqat lay jany wali hotee tu wo nazar ka lagna hotee..(Termizi, Sahi Muslim)..

        Aur khuiwab k baray main Nabi Karim (s.a.w) ka farman hai..k khuwab Nabuwat ka 46th hissa hain..jo koi bura khuwab dekhay tu 03 mertaba tauz (Aauz-u-billah minn-ashaitwan-e-rajeem) perh ker left side per thook do..tu khuwab haeeqat nahi ban sakay ga..
        Aur ger acha khwuaab dekho tu sirf apnay nazdeek tereen aadmi say uss ka zikar kero..(matlab uss ka zida zikar loogoon main mat kero)..kyuon k jab khuwaab ki tabeer ker dee jatee hai..tu wo ussee terhan waqoo pazeer ho jata hai...

        Quran main hai...k jab harzrat Yousaf (a.s) qaid main thay..tu unn k 02 saathee qaidiyoon nay unn ku apna khuwab batay k hum main say aik sharab nechoor raha hai..jab k doosara k nay sar per rootiyaan uthee hoee hain...aap (a.s) humain Allah k naik banday nazar atay hai..tu inn khuwaboon ki tabeer bataye...hazrat yousaf (a.s) nay unn ku tabeer bataee k tum main say aik apnay aqaa ku sharab pilaye ga..aur doosar [phansee) soolee charh jaye ga....aur baat ab muqadar mnain likh dee gaee hai...(yani aisa hi ho gee jaisay tabeer bateae gae hai).. (Surah Yousaf verse 36 to 41)...

        So in cheezoon k baray main ehtiayat baratna chahye,....aur sirf Nabi karim (s.a.w) k bataye hoay tareeqay per amal kertay hoa..tadbeer kernee chahye..

        Allah hum sab ku apnay aur Nabi Karim (s.a.w) Sahi tareeqay per amal ku tafeeq ata faramye...(Aamin).














        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

        Comment

        Working...
        X